A lady in her late 40's comes to the shop.
Pallavi:- ab dekhti hu tumhara asli talent
Raghav:- smirks
Lady:-mjhe koi daily wear saree dikhao jo ki light or comfortable bhi ho .
R:- ok madam ,n then he takes out a chikan saree n shows it to the lady .... Ye saree bahut comfortable rahega aur Hyderabad ka garmi ka liye d best hai ye .Ekdum light weighted aur comfortable jaisa ki tumhare ko mangata ...aur eska sara kaam handwoven hai.. especially Lucknow se mangwaya hai ye saree .
L:- ha saree to achhi hai
R:- arey aisa kaisa pata chalega ruko mai tumhare ko laga ke batata n he opens the saree n asks the lady to come in front of the mirror 🪞
L:- comes in front of mirror
R:- keeps the saree pallu on her shoulder n shows her n whispers in her ears ghar pe tumhara ko es saree me dekh ke tumhara husband ko phir se tumhare se pyaar ho jayega aunty
L:- playfully hits on his cheeks ..dhatt pagal ...waise baatein to tum badi achhe kar lete ho
R:- mai to sirf sach bolta hai , achha apne aap hi lag jata hai
L:- thik hai to mai ye saree le rahi hu esko pack kar do
R:- sirf ek saree arey kam se kam do saree to lena mangata hai tumhare ko aunty
L:- achha thik hai tu keh raha to ek saree aur nikal de apni pasand ki
R:- thik hai ...waise tumhara koi daughter nahi hai
L:- haan hai na do do beti hai mera
R:- to unka liye bhi lene ka na
L:- achha
R:- mai na tumhare ko ek kamaal ka piece dikhata hai n he takes out a bandhini saree n shows it to the lady , ye Gujarat ka special saree hai .. aur ek ye wala bhi dekhne ka ye patola silk saree ..
P:- is amazed by Raghav's knowledge about the sarees
L:-looks at sarees
R:- arey ek baar saree ka fabric to touch kar ke dekhne ka
L:- does the same n says ha fabric to kaafi achha hai
R:- to mai ye bhi pack karwa de
L:- esme aur colours nahi hoge kya
R:- Haan bilkul hai n he takes out more sarees
L:- finally she selected 6 sarees
R:- aunty bas ek saare aur dekhne ka
L:- nahi nahi ab 6 saree le li hai
R:- arey mai lena ka liye nahi, sirf dekhna ka liye bol raha hai
L:- thik hai ab tu itna keh hi raha hai to dikha de
R:- ye dekho ye hai pure banarasi silk saree . Ekdum classic & graceful . Eska craze kabhi nahi jata hai . Aur tum agar ye saree pehnega to es saree ka value aur bhi badh jayega
L:- blushes , mai try kar ke dekho
R:- ha , ye bhi koi puchne ka baat hai
L:- tries out the saree n asks Raghav to click a photo of her
R:- ye dekho tumhara photo
L:- hesitates a bit
R:- kya hua
L:-wo tumhare ko WhatsApp chalana aata hai
R:- haan
L:- wo mera ye photo tum mera husband ka no pe bhej dega
YOU ARE READING
raghvi os n short stories part 2
Фанфикraghav n pallavi.....this book is continuation of my previous book with the same story title name......