Chap.46

155 2 0
                                    

Ma hom Zulfikar Yusuf ke Chhote wale ghar main bageche ke samne us Raat Kisi tyohar Ki Tarah Raunak bikri thi gol mez ke gate saadi ki walda aur bahan bhai ke alava vade ke mutabik phopho aur Dada bhi the
Aur vah bahut khush Najar a rahe the Bade afbaan adrak ko Khandan mein kisi baat ka kissa Sunate Hue use Baat Ko Apne Manjhi Ki Kisi Yad se jodti Piche Chale Gaye the aur Ab Koi lambi Si Misal de rahe the Bade Karte Hain Jo kahati Hai mundarcha wala tasvir ko misalon se baten Karen vo sath sath tapsra kar raha tha Bade Abba Ne To tavajjo Nahin Di per zumar Muskurahat dabae khana kha rahi thi
Haneen LA taluk si baithi khana kha rahi thi Jab Pata Chala Ki bhai ne Gurda diya hai to a Gai ab bhai Achcha Ho Gaya aur sem apne bhai ke khane Aur bolane Ke Andaaz ki bharpur nakal ki koshish Mein purjosh Sa lag raha tha

"Phopho pata hai main exams main 2nd Aya tha "

Or Mehman Ke Samne to apni Awaz Ko Itna Masoom aur Narmada banaa Leta tha ki Haneen Ne usse tajub Se DekhaMagar wo Kahe ja raha tha

" aur jo Ladka 3rd aaya tha vo Mujhse Aage Baitha tha aur parchi Banakar Mujhse Piche Wale Ko nakal Karva raha tha aur Maine Maine--"

"sem Yusuf "

Haneen ne use tokte hue tareeb se pehlu badla

"Agar aap Hamen apni Baton se Kuchh Der mustafir Na karen to kitna Acha Ho "

Raaz purane hone ke sath sath wazni Hote Jaate Hain Uske kandhon per Dhara Bojh Aur Bhi bar gaya

sem Ne udaasi Se Mun latka liya aur FIR zumar ko dekha

Vo khana khatm kar chuki thi aur Bavaka Andaaz Mein Piche Ho Kar Baithi Muskura kar use dekh rahi thi
Sem Ki Aankhon Mein Umeed jhalki

"Phopho Mein bolata rahun ?"

"han Tum bolate Raho "
Zumar ne muskura kar sar kham diya

Sem purJosh hokar Vahi Kissa dohrane Laga
haneen sar jhatak kar Pani Peene lagi

Uska Andaaz khincha khincha tha zumar pahle bhi mahsus kar chuki thi or Ab To Sab ne kiya tha magar saadi Ne najarandaaz Kar Diya or zumar to wase he tahamul mijaz or mature thi usne Yun zahir kiya ke jaise mehsoos he na kiya ho

Or sem ke Mathe ke bal narmi Se samarthi muskurakar Usko sunane lagi same Ka pichhali bar Bhul Gai Thi use nai fikr ne an ghera tha

"Phopho Jab bhai Chhota Sa Tha to kaisa tha ? "

Saadi fridge ke darvaje ko kholen Khara Pani Ki Botal Nikal Raha Tha
is Sawal per fauran palta

" saadi jaisa koi nahi hai phopho ke liye "

Usne waze sem ko chiraya

"Han Magar sem ki Apni Jagah hai"

Zumar ne sem ka hath tham kar kaha

"Bhai Jaisa Koi Kyon nahin hai ?"

"isliye sem ki Jab saadi Tum Jitna tha To main Haneen jitni thi aur ham behtarin Dost Hain Hamara School Bhi Ek Tha aur School jaane se pahle Apne Apne Ghar Se Ham ek hi cartoon Dekh Kar nikla Karte The Hamare zamane Mein Subah 7:00 Baje PTV per cartoon Laga Karte The"

saadi Botal Hath Mein liye Wapis Kursi par a ke baith gaya

haneen khamoshi se nudrat ke sath bartan uthwane lagi use ab mazeed zumar ke sath nahi baithna tha

"Aur Hamen games bhi ek hi Tarah Ki pasand thi zumar"

saadi Yad Karke muskurate Hue bolne LaThe

"Ham Barf Pani unch neech Pakram Pakrai ThiLo Express Khela Karte The
Or han light room dark room Aur han kona kona bhi "

"Or han wo Video game Yad Hai Saadi Duck hunter Ham Gan se TV per fire Kiya Karte aur urti Hui batakhe Gir jaati "

Haneen ne ek dam sar uthaya
MeZ saaf Karte Hath ruke

Namal By Nimra Ahmad || Roman English Where stories live. Discover now