THREE

2.3K 126 13
                                    

Meerab booked tickets for her parents to go to the Rawalpindi.

They make arrangements and ready to go.

Waqas:Tum bhi humare sath chalte.Mujhe zara bhi Accha na lag raha tumhari begair jane mein.
Meerab:Baba yeh waqt aap dono ka hai.Mein waha jake kya karungi.Aap log jai.
Anila:Apna dyan rakhna.Khana thik se khana.Aur raat mein yaad se darwaza pe tala laga ke sona.
Meerab:Aur kuch?
Anila:Baki mein call karke bata dungi.
Meerab:Ghumne jaa rahe hai aap aab bar bar call karke trip ka maza kharab maat karna.Mein thik rahungi.

Waqas and Anila hugs Meerab and said;

"We'll miss you."

Meerab:I'll miss you too.Enjoy your trip.

Anila and Waqas going to sitting on the bus,they look back and gestures good bye to Meerab.

Bus going to started and Meerab coming home.

Saba coming Meerab's home with her stuff and said;

Saba:Aaj night out pe maza ayega.
Meerab:Tum pura time phone pe maat laga dena.Kuch din apni is seheli ko bhi do.Mangetar ke liye to tumhari puri Zindegi hai.
Saba:Are you getting jealous?
Meerab:Yup.
Saba:Uncle aunty ko ghumne bhejne ka jo tumhari plan tha woh mast hai.They need some refreshment.
Meerab:Ek dusre se bohot Mohabbat karte hai dono.Lekin bohot arsa Mama ne ghar mein Aur baba ne apni kaam ko de diya.Ek dusre ke liye bohot mushkil se waqt nikala hai dono ne.Aab jab woh Duniya ke jhanjhat se farig hui to ek dusre ke sath bohot sare waqt bitana chahiye.Bite hui waqt laut ke to nahi ayega Lekin kuch to bharpayi ho.Mein to unhe is trip ke aane ke baad kahin aur bhejungi ghumne.
Saba:Acchi soch hai.Waise tu bataniwali thi mere sagai ke din kisse takrai thi.
Meerab:Naam maat lee tha koi Pagal insaan.Jaanbuj ke meri scooter pe takkar marke mujhe hi kehta hai Galti meri hai.
Saba:Dekh scooter pe takkar marne ke sath sath dil mein bhi aake takkar na marde.
Meerab:Kaha ki baat kaha lee jati hai.Woh Aisa kyun kare.Aur Waise bhi Allah kare usse meri mulakat kabhi na ho.
Saba:Kismat mein agar takrana likha hai to takraige jarur.
Meerab:Coffee piyegi?
Saba:Piya jaa sakta hai.
Meerab:Mein banake laati hu.

Meerab going to make the coffee.

Hydrabad.

Murtasim gets up and sees Haya making tea for him.

Murtasim:Andar kaise aay?
Haya:Darwaze se.
Murtasim:Pata hai na Mujhe tumhara yaha aana zara bhi pasand nahi.
Haya:Lekin yeh to mere liye sabse khas jaga hai.
Murtasim:Kyun kar rahe ho aisa Haya?Kyun khud ko mere liye ek gali bana rahe ho?Maine kabhi tumhe Mariyaam se kam nahi samjha hai.Jaise woh mere liye hai tum bhi Bilkul usi ke jaise ho.
Haya:Aur maine Bachpan se hi tumhe bohot chaha hai murtasim.
Murtasim:Niklo yeh sab leke mere kamre se.Tumhe kuch bhi samjhane ka koi bhi faida nahi.
Haya:Kaha jao mein?Mera koi thikana nahi hai tumhare ilawa.
Murtasim:(with shout) Bakwas band karo Aur niklo mere kamre se.Aur Phir mein na dekhu yaha aate hui.

Haya gets scared and about to leave;

Murtasim:Jate waqt apna yeh saman bhi lee jau.
Haya:chai to pi lo.
Murtasim:Lee jau sab Kuch.Kuch bhi nahi chahiye Mujhe.

Haya left with the tea tray.

Karachi.

Meerab making coffee and Saba asked;

Saba:Auntie uncle ki love marriage hui thi na?
Meerab:Haa.Aisa love marriage hui thi ke aaj tak baba ke khandanwale Mama ko accept nahi kiya hai.
Saba:Really!Uncle ki family hai?
Meerab:Haa suna hai bohot bada Aur famous family hai woh log Hydrabad ki.
Saba:Tum kabhi nahi mili unse?
Meerab:Sirf apni ek chacha ko janti hu jo kabhi kabhi baba se milne ghar aate hai.Aur kisi se kabhi mulakat nahi hui.
Saba:Interesting.

Saba scrolling her phone then all sudden her facial expression getting changed.

Saba:Meerab woh...
Meerab:Kiya hua hai?
Saba:Rawalpindi janewale bus ka khatarnak accident hua hai.Sab ke halat bohot kharab hai.
Meerab:Koi Aur bus hogi jo yaha se jaa rahe the.Mama babawale bus yeh nahi hai.

Then Meerab's phone rang up and she takes the call;

Caller:Aap Meerab hai?
Meerab:Ji.
Caller:Yeh jinka phone hai unka khatarnak accident hua hai.Aap please highway ke paswale hospital mein aa jai.

After heard this Meerab gets collapsed and her phone fall down on the floor.

Saba holds her and said;

Saba:Kiya hua hai?
Meerab:Saba woh....
Saba:Bol na kiska call tha?
Meerab:Mama baba ka accident ho gaya hai.
Saba:Kaha hai dono kuch kaha kisi ne?
Meerab:Highway ke pas mein jo hospital hai waha.
Saba:Chal hum waha chalte hai.Kuch nahi hoga un dono ko.
Meerab:Mama baba ka Kuch nahi hona chahiye.
Saba:Kuch nahi hoga.Samhalo khud ko.Aap yeh waqt tumhe majbut rehne ka hai.Kamjur maat pado meerab.Chalo mere sath.

Meerab somehow gathered her courage and left for the hospital.

Meerab coming hospital and looking for her parents.Doctors inform their condition is not good.They put them in to the ICU.

Meerab pray for her parents then suddenly she feels someone touched her head.She looks up and finds her Chacha Anwar khan there.

She tightly hugged him and he said;

Anwar:Samhalo khud ko beta kuch nahi hota tumhare waldain ko.Allah pe bharosa rakho.
Meerab:Unhe kuch nahi hona chahiye Chachu Warna mera kya hoga.
Anwar:Dua karo sab thik ho jayega.

After a while.

Doctors inform Waqas and Anila is no more.After heard this news,Meerab lost her conscious.

Anwar khan don't know what to do.Should he mourn over her brother's death or take take of his niece?

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now