THIRTY

2K 107 7
                                    

Anwar comes to Meerab with holding some paper and said;

Anwar:Kuch dene aaya tha beta tumhe?
Meerab:Kiya?
Anwar:Kuch zameen jo tumhari hai.
Meerab:Mein samjhi nahi.
Anwar:Mere kehne ka Matlab hai wohi jo anwar bhai ke the aab uski asli haqdar tum ho.
Meerab:Mein yeh sab ka kya karungi.
Anwar:Kya karna hai yeh sab ka faisla tumhara hoga.Tumhara haq de raha hu mein.

Meerab takes the paper.Then Anwar gives another paper and said;

Anwar:Yeh meri taraf se apne aanewali nawasi ya nawasa ke liye tohfa.
Meerab:Pehle use aane to de Phir de dena tohfa.
Anwar:Mujhse to itne mahine intezar hi nahi kiya jayega.

Meerab smiles.

Anwar:Kaha tha na beta azmaish ke bad  azar aur sukoon dono milega.
Meerab:Sach kaha chachu azmaish ke baad jo sukoon khuda dete hai uski baat hi kuch Aur hoti hai.
Anwar:Tumne sahi kiya tha apni kirdar ki gawai na de kar.Jis ko tum pe Yakeen tha usse Kuch bhi samjhane ki zarorat nahi pada.
Meerab:Agar Yakeen na hota to hum Kuch bhi karke Yakeen nahi dila pate.
Anwar:Wakai.

Anwar touched on her head and left from the room.

After a while.

Murtasim brings a food trolley and Meerab feels strange smells.

Meerab:Yeh sab kiya hai?

Murtasim brings food in front of her and For the smells of the food,Meerab feels vomiting.

Murtasim:Thik ho tum?
Meerab:Bohot ajeeb sa smells aa raha hai.Aur ulti jaisi bhi mehsos ho raha hai.Please Mujhe nahi khana.
Murtasim:Khana to padega.Doctor ne kaha na tumhe aab healty khani hai.
Meerab:Mujhse nahi hoga murtasim.
Murtasim:Thik hai yeh nahi khani.Thoda sa soup pilo.
Meerab:Kuch bhi nahi.Sacchi.

Then Maa begum comes to the room and said;

Maa begum:Kiya hua?
Murtasim:Meerab ko Kuch khane ka maan nahi kar raha.
Maa begum:Aisa hota hai beta.
Murtasim:Aab woh bina khaye piye itne mahine kaise guzaregi?
Maa begum:Shuruwat ki kuch mahine mein aisa hoga.Phir sab thik ho jayega.Muh ka swad bhi aa jayega.Tum batao tumhe kya khane ka maan kar raha hai.
Meerab:Pasta.
Murtasim:Mein ghar pe bana dunga.
Meerab:Mujhe italian style khani hai.Desiwala nahi.
Murtasim:Nahi.Bahar ka khana unhealthy hoga.
Maa begum:Kuch nahi hota.Iska jo khane ka maan hai wohi khilau.Jao mangvalo beta.

Murtasim going to place the order.

Maa begum:Agar ghar mein kuch bhi khane ka maan kare to mujhe bol dena mein banaungi khas tumhare liye.
Meerab:Ji maa.

1 month passed.

Murtasim and Meerab coming to hospital for the sonography.They heard the first time their baby's heart beat.Meerab sees Murtasim in tearly eyes.

2 month passed.

Meerab gets smells of Alo ka paratha and she goes to the kitchen.

She sees maa begum and said;

Meerab:Kitna Accha khushboo aa raha hai maa.Mujhse to raha hi nahi gaya.
Maa begum:To abhi khalo.Ruko mein isme desi ghii dalke achar ke sath deti hu.
Meerab:Ji.

Meerab takes it and maa begum said;

Maa begum:Pata hai meerab Murtasim ke waqt Mujhe bohot mushkil hui thi.Tabiyet bhi Baat baat pe kharab ho jata tha.Kabhi bhi Kuch bhi khane kaa maan karta tha.Lekin Mariyaam ke waqt Bilkul mushkil nahi hui.Bohot aram se gaya sab kuch.Yeh waqt bohot khubsurat hota hai jab hum maa bante hai.

Meerab smiles.

3 month passed.

Meerab sees herself in the mirror and said;

Meerab:Aap bade hote jaa rahe ho Aur aap ki mama moti.mein to football ki tarha bas fulte hi jaa rahi hu.Yeh kiya baat hui.

Murtasim hugs her from the behind and said;

Murtasim:Kyun pareshaan hai?
Meerab:Dekho na Bilkul football ban gayi hu mein.
Murtasim:Football bhi Itna haseen lag sakta hai Mujhe nahi pata tha.

Murtasim comes to her then Meerab says;

"Oouch."

Murtasim:Kiya hua tum thik ho?
Meerab:Tumhara baccha bhi Mujhe football samaj raha hai is liye to kick kare jaa raha hai.
Murtasim:Aur yeh aane se Pehle hi mere romance ka beda gadak kar de raha tha.

Meerab giggled.

Murtasim holds her and said;

Murtasim:Tum kya has rahi ho?Mera waqt aane do gin gin ke badla lunga.

Meerab hugs him.

Murtasim:Mein to ek baat batana bhul hi gaya.Tumhari MBA ka result aaya hai.
Meerab:Khuda na kasta fail to nahi ho gayi.
Murtasim:Bohot Accha results aaya hai aap ka.Sach mein meerab Allah ne aurton mein bohot himmat di hai.Warna dekho is condition mein bhi tumne kitna Accha results kiya hai.
Meerab:Is credit ka haqdar tum bhi to ho.Kitne khubsurti se tumne mera dyan rakha tha Aur Mujhe himmat diye the.Is liye to mein exam de payi.

Murtasim kissed on her forehead.

In the night.

Meerab feels restless.Murtasim wakes up and said;

Murtasim:Tabiyet thik nahi lag raha?
Meerab:Woh mujhe gazar ka halwa khane ka bohot maan kar raha hai.Jaise mama banati thi.

Murtasim feels Meerab missing her mother.He wakes up and said;

Murtasim:Tum ruko mein aata hu.
Meerab:Kaha jaa rahe ho?
Murtasim:Kuch kam hai Mujhe.

Murtasim left from the room.

While waiting for Murtasim,Meerab fall asleep.

When murtasim wakes her up,It's almost morning.

Meerab opens her eyes and sees Murtasim standing there with hand of gajar ka halwa.

Meerab surprise to see it.

Murtasim:Chakke batau kaisa hua hai?
Meerab:Tumhe banana aata hai?
Murtasim:YouTube dekke banaya hai.Tumhari maa ki tarha to nahi hoga Phir bhi dekho pasand hota hai na.

Meerab taste it and said;

Meerab:Kamal ki banaya hai tumne.Lekin itni takleef lene ki kya jarorat thi.Subhe uth ke mein kisi ko kehke bana deti.
Murtasim:Aise kaise.Tumhari kuch chij ka cravings ho rahi hai Aur mein woh pura na karo.Aise to nahi ho sakta.

Meerab started to cry.

Murtasim:Roo kyun rahe ho?
Meerab:Pata nahi.
Murtasim:Bina wajah logo ko haste hui dekha hai maine par kisi ko rote hui pehli baar dekh rahi hu.
Meerab:Mera rone ka maan kar raha hai Main kya karu?

Murtasim wipes her tears.and hugs her.

It's running 8 months of Meerab's pregnancy.

She wakes up early and removed the curtain.Murtasim open his eyes and sees Meerab is awake.

Murtasim:Good morning.
Meerab:Good morning.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:I need a morning kiss right now.
Meerab:Kuch bhi nahi milega tumhe.

Murtasim comes more to her and Meerab said;

Meerab:Jalebi.
Murtasim:Jalebi?
Meerab:Murtasim ghar mein jalebi ban raha hai.Kaal hi maine maa ko kaha tha jalebi banane ke liye.Lagta hai woh bana rahi hai.Mujhse to raha hi nahi jaa raha.Mein chak ke aati hu.
Murtasim:Sirf khane pe maat padi raho.Exercise bhi karni hai.Tayar ho jau hum walk pe chalenge.
Meerab:Mein khake aati hu.

Meerab and murtasim left for the walk.For the heaviness,Meerab gets tired easily.But Murtasim takes care of her.

He made her sit on the bench and bring ice cream for her.

They enjoyed the ice cream that's how they enjoyed their this phase of life.

Author's note:Writing on pregnancy,it's difficult to show the actual figure of pregnancy.I try my best.I hope you like it.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now