TWENTY EIGHT

1.9K 126 19
                                    

Murtasim coming to the home and directly go to his room and didn't find Meerab there.

He looked around the room but still didn't find.He thought maybe she is in the kitchen but she is also not here.

Haya comes in front of him and block his way.

Murtasim wants to go but Haya stop him and said;

Haya:Arz kiya hai.

"Jis ghair ki wajah se tukraya tha tumne
Mohabbat mera
Uski mohabbat jhoth nikle to kya karoge
Jis ki mithi baton mein aake
Mujhse nazar fer liya
Woh bhari bazar hath chod de to
Kya karoge."

Murtasim:Kya Bakwas kare jaa rahi ho?Hathon mere raste se.
Haya:Meerab ko dhund rahe ho?
Murtasim:Kaha hai woh?
Haya:Hogi kahin apni muh chupai beithi.

Murtasim ignore her and called by her name.

Maa begum comes to him and said;

Maa begum:Meerab Anwar ki kamre mein hai.
Murtasim:Aaj kuch hua hai kya maa?

Then Meerab comes there with Anwar.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:Kaha thi tum?Kab se dhund raha hu tumhe.
Haya:Pehle apni biwi ki karname to sun lo Phir mohabbat jata lena.

Murtasim turned around and said;

Murtasim:Kiya bolne ki koshish mein ho?
Haya:Tumhari biwi meerab ki bahar kisi ladke ke sath chakkar chaal raha hai.Shadi ke baad bhi woh us ladke se rabte mein hai.

Murtasim gives a shocking reaction.Meerab sees it and feels scared.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:Ek Bakwas Aur ki to zaban kinch lungi.
Haya:Mere zaban kinch ke yeh baat jhotla sakoge jo tasver bata raha hai.Tum khud hi dekhlo apni biwi ki harqat.Kaise bad kirdar hai woh.

Murtasim try to raises his  hand on her but stop himself and said;

Murtasim:Shukar manao mein aurat pe hath nahi uthata Warna tumhare anjaam aaj bura hota.Mein tumhare sare Bakwas bardast kar sakta hu Lekin yeh nahi ki meri biwi bad kirdar hai.Sabse jyada acche se janta hu use.Woh pak hai.Isne meri ilawa kabhi kisi se mohabbat nahi ki Aur iski gawai mein deta hu.

Haya show the picture and said;

Haya:To yeh sab kiya hai.

Murtasim takes it.Without looking at it,he put fire on every photograph.

Haya gets shocked.

Murtasim:Meri mohabbat itni kamjur nahi hai ke kisi ki bhi baton mein aa jayega.Aur nahi itni be gairat hu mein ki sab ke samne ek aurat ki kirdar pe ungli uthaunga jo meri biwi hai.Iski be izzati karna Matlab meri beizzati hai.
Haya:Tum yeh jalao yaa Kuch bhi karo Lekin is baat ko jhotla nahi sakte meerab ka chakkar chal raha hai kisi ke sath.
Murtasim:Dusre ki kirdar pe ungli uthane se Accha Pehle tum apni girban mein jhak ke dekho tum ho kya?Dusre ki shohar pe nazar dalnewali ko bhi bad kirdar hi kehte hai.Lekin Meerab ne kabhi tumhe yeh lafz se nahi pukara aur nahi sab ke samne tumhe be izzat kiya.Yehi farak hai Tumme Aur us mein.Aur mein to apni khuda ka shukar ada karta hu Mujhe badtarin se nahi behterin se nawasne ke liye.
Haya:Murtasim Yakeen mano mera jhoti hai woh Aur uski mohabbat bhi farebi hai.
Murtasim:Bohot sun liya tumhari Bakwas Aab Aur nahi.Bohot bardast kar liya tumhe is ghar mein.Tumhari itni ghatiya harqat ke bad mein tumhe yaha ek paal bhi Aur bardast nahi karunga.Nikal jao abhi isi waqt mere ghar se Warna dakke marke nikal dunga.

Haya gets shocked and said;

Haya:Tumhe chod ke kaha jao.Murtasim mera koi apna nahi hai.Please aisa nahi karo.

Murtasim ignore her and looking at everyone and said;

Murtasim:Mein bahar ki dushman ko hara ke jab ghar lauta tab Mujhe nahi pata tha asli jang to mere ghar pe tha.Aaj jo hua bohot bura hua.Ek shohar hone ki nate yeh mere liye bhi Sharmindigi ki baat thi sab ke samne meri biwi ko bad kirdar hone ka ilzam diya.Aaj ke baad mein nahi chahta is bade mein koi baat kare yaa meerab se koi sawal kare.Meri biwi pak hai Aur uske dil mein mere ilawa koi nahi hai.Is baat ka gawai mein uski shohar murtasim khan deta hu.

Maa begum break her silence and said;

Maa begum:Murtasim ki faisle ka intezar mein thi mein is liye aab tak chup thi.Agar ek aurat ki kirdar ki gawai uski shohar de to isme koi shak nahi hota woh kitni pak daman hai.Waise hi Meerab bhi pak hai Aur woh tasveer jhota.Haya tumne bohot galat kiya aaj.Mein tumhe beti samaj ke Kuch kehti nahi iska Matlab yeh nahi tumhe kuch bhi manmani karne ka haq hai.Aaj to tumne had par kardi.Niklo mere bete Aur bahu ki Zindegi se.
Haya:Mein kaha jaongi Maa begum?
Maa begum:Gao.Aaj se tum wahi rahoge jab tak tumhari niqah nahi ho jata.Kuch din ki andar tum bhi apni ghar ki ho jaoge.Aur yeh faisla nahi badlega.
Haya:Aisa nahi kare maa begum.
Murtasim:Tumne jo kiya iske liye isse kahin jyada bada saza ke haqdar the tum.Woh to mujhe mere marhum phupu ki yaad aa gayi Aur is liye tumhe chod diya.Warna tumhari lagai hui ilzam ki Saza bhayanak kuch hota Aur tum ibrat ki nishan bante.Ta ki tumhe dekke logo ko sabak milta ki ek aurat ho ke dusre aurat ki kirdar pe ungli uthane ki Saza kiya hota hai.

Murtasim holds Meerab's hand and said;

Murtasim:Chalo.

He brings her to the room.

In the room.

Meerab hugs Murtasim and Murtasim said;

Murtasim:Maf kardo.Mere ger majudgi ne tum par zulm ho gaya.Agar mein hota to yeh sab kabhi nahi hota.
Meerab:Thank you Murtasim mujh pe Yakeen karne ke liye.Ek paal ke liye to mein bhi dar gayi thi agar tumhe mujh pe Yakeen na aay to.Tumhe bhi lage woh tasver hi sach hai to kya hota.
Murtasim:Kaise na karta Yakeen.Mohabbat mein be yakini nahi hoti Meerab.Jaha mohabbat hota hai waha aitbaar bhi hota hai.To mein tumhe shak kaise kar sakta hu jab mein tumhe be inteha mohabbat karta hu.Aur mere liye woh shohar hone ki naam pe dhappa hai jo apni sath chalnewali aurat ko nahi pehchan sake.Mein janta hu tum sirf Mujhse mohabbat karti hu.Duniya ki koi bhi taqat koi bhi saboot mujhse mera Yakeen nahi chin sakta.Aur meerab shaq ek bohot bada kira hai.Ek baar rishten mein aa jai to woh rishtan khake hi dam leta hai.Mein nahi chahta shaq jaise kira kabhi humare darmiyan aaye.Mein tum pe Yakeen rakhta hu meerab tum kabhi Mujhe daga nahi doge Aur nahi mein kabhi tumse bewafai karunga.

Meerab hugs him and drop some tears.

In that night Haya about to leaves the home murtasim called her and she delighted and stop.

Haya:Mujhe pata tha tum kabhi mujhse dur jane nahi doge.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:Meerab idhar aau.

Meerab comes and he said;

Murtasim:Mera tarbiyat kuch aisa hua hai mein aurton pe hath nahi uthata.Lekin Haya ki jo harqat hai woh ek thapad to kya bohot kuch ki bhi haqdar hai.Ek karara sa thapad maro ise.
Meerab:Rehne do murtasim.
Haya:Mujhe zara sa bhi parwah nahi hai maine iske sath kiya kya hai.Kyun ki Mujhe pata hai yeh bad kirdar hai.

Meerab gives her a tight slap and said;

Meerab:Niklo Mere ghar se Aur humari Zindegi se bhi.
Murtasim:Aur apna yeh manhos shakal kabhi maat dikhana.

Haya gets teary eyed and left for Village.

Murtasim and Meerab felt relieved that finally she go out of their life.

Author's note:Need your feedback.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now