TWENTY THREE

1.6K 108 3
                                    

Meerab comes to the outside.Naurez mom sees her and said;

Sabra:Agar mera koi Aur beta hota na Aur tum single hoti to aab tak Salma khanam se tumhari rishten ki baat mein kar chuki hoti.Wakai mein murtasim ko behad khubsurat biwi mili hai.Bohot lucky ho beta murtasim.
Murtasim:Mein to apni khush kismati pad har roz hi rask karta hu.Allah ne sach mein Mujhe behtarin se nawasa hai.
Sabra:Wakai.Rask karne jaisi hi kismat hai tumhari.

Meerab smiles.

Niqah ceremony started.Mariyaam and Naurez accepted each other as their partner.

Tears gathered in both of them eyes.Finally they reunited with the acceptance of the family.Mariyaam looks at Meerab and gestures to say thank you.Meerab smiles at her and thinks she can able to pacify Maa begum and broke the family stereotype.

After the niqah ceremony,family decided ruksati will held in few days.

In the Mariyaam's room.

Meerab helping Mariyaam to take off her jewellery.

Meerab:Ek Baat pucho Mariyaam apni mohabbat ko apna karke kaisa mehsos ho raha hai?
Mariyaam:Kuch jo bohot khubsurat.Aisa lag raha hai Bhabi jaise puri Duniya fatah karli ho.Aur Duniya ki sare khushiyan mere qadmo tale.Maine kabhi socha nahi tha mere Zindegi mein yeh waqt bhi ayega.Maine to kabhi apni gharwalo se ummed bhi nahi lagai.Mujhe pata tha woh kabhi nahi manenge.
Meerab:Dekha gharwalo ki marzi se mohabbat ko pane mein kitna sukoni hota hai.Agar by chance tum chali bhi jati Apne mohabbat ke pas Lekin puri Zindegi pastate kyun tumne aise faisle liye.Kyun sab ko manane ki koshish nahi ki.Tum puri Zindegi pastave pe guzar deti Aur yeh gharwale kabhi shayed tumhe maf nahi kar pate.
Mariyaam:Aap ko Yakeen tha sab man jayenge?
Meerab:Haa.Mujhe yun lagta hai Duniya mein mushkil kam to hai Lekin na mumkin nahi.Aur Mujhe Yakeen us jaat pe bhi tha agar unhone kismat mein milna likhenge to tum dono milke rahoge.Allah ne chaha to maa ka dil bhi piglega.Dekho wohi hua.Allah razi hai to sab razi ho gaye.

Mariyaam smiles.Right then Mariyaam phone rang up and Meerab said;

Meerab:Tum baat karo aap ne shohar e nam dar se mein chalti hu.

Meerab left from the room.

Meerab coming to the room and didn't find Murtasim in the room.

Suddenly someone closed the door and before she turned around Murtasim holds her tightly and said;

Murtasim:Aab bhag ke jaoge kaha.
Meerab:Chodo Mujhe.Mujhe sona hai.Bohot thak gayi hu.
Murtasim:Abhi to raat jawan hai Aur dil ke arman jaga hua Aur tum abhi se hi thak gaye.
Meerab:Chodo murtasim.
Murtasim:Aaj to bilkul nahi chodunga.

Meerab released herself and going to take off her jewellery.

Murtasim going to help her.He take off her necklace and kissed on her neck passionately.

Meerab moved away from him but murtasim holds her hand and pulled towards him.

Murtasim:Aaj qarib aane se koi masla hai?
Meerab:Nahi to.
Murtasim:To izazat hai Mujhe?

Meerab closed her eyes.Murtasim get the Green signal and lift her up.

Murtasim:Aaj tum mein kho jane ka waqt hai.Hum tum Aur humare darmiyan koi nahi.

He lying down her on the bed and grabs her lips.

In the next day.

Meerab wipes her hair,Murtasim comes to her and smells her hair and said;

Murtasim:Nasha julfon mein hai yaa un ankhon mein jo hume bina piye hi sharabi bana diya.
Meerab:Qasur aap ki ankhon ka hai jo aise dewane ban gaye.
Murtasim:Qasur humara nahi aap ki husn ka hai jo Mujhe dewana banne pe majbur kar diya.Yun to hum nahi the aise sar phere.Is liye to khud ko Aap ke qarib aane se ruk nahi pata.Aur bar bar kicha chala aata hu aap ke pas.Aap ki mohabbat ka pyasa hu.Aur yeh piyas aisa hai ke jitna piya jai utna hi pyas barta hai.Is mohabbat ki piyas na khatam hone ka naam hai.To qusur humara kaisa?
Meerab:Baten banana koi tumse sikhe.
Murtasim:Aur mohabbat mein kaise kisi ko qayel kiya jai woh bhi koi tumse sikhe.

Meerab giggled.

Then maid knocked on their door and informed Maa begum called Meerab in the lounge room.

Meerab goes to listen to her.

Meerab comes to her and asked;

Meerab:Aap ne bulaya?
Maa begum:Kuch kam tha tumse.
Meerab:Ji.

Maa begum gives the keys to her and said;

Maa begum:Yeh hai ghar ki chabiyan.Aaj se apni zimmedari mein tumhe deti hu.Mujhe tum se ummed hai ke tum mere bad mere jaga ko acche se samhaloge.
Meerab:Yeh zimmedari bohot badi hai.Agar mujhse koi Galti ho jaye to?
Maa begum:Galti karoge to tazurba badega.Har Galti ko ek tazurba samajna.Mere upar jab yeh zimmedari aayi to maine bhi bohot galtiyan ki.Galti se bohot kuch sikha.Tum bhi dhire dhire sab sikh jaoge.Aur yeh zimmedari to tumhe nibhani hi hai khan murtasim khan ki biwi jo ho.

Meerab takes the key.

Maa begum:Aaj Mariyaam ki mayun ki kapde chun lena.Tumhari pasand kafi Accha hai.Aur shaadi ki sare zimmedari bhi tumhari.
Meerab:Filhal mein university jaa rahi hu.Aake karlu?
Maa begum:Thik hai chali jau university.Aake karoge to Phir bhi chalega.
Meerab:Mein chalti hu.
Maa begum:Khair se jau.Allah ki aman mein diya.

Meerab delighted to see this sweet version of Maa begum.After the wedding,She don't share a good relation with her mother in law.She always maintain a distance from her.But gradually her relation with her getting better.She feels happy that her life getting settled after the tragic phase.Just because of Murtasim's immense love she able to get out of the anxiety attack.Meerab thanks to Almighty Allah.

Author's note:Thank you guys for the 1k voting and glad to know your feedback.I loving all your comments and personal messages.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now