TWENTY FOUR

1.7K 91 6
                                    

Murtasim drop off Meerab to her university.Meerab entered here and surprised to meet Ruhail and Saba there.

Meerab hugs Saba and said;

Meerab:Are yaar tum dono yaha?
Saba:Specially tumse milne aaye hai hum.
Meerab:Class bunk kardu?
Ruhail:Nahi apna class bunk nahi karo.Hum intezar karte hai.
Meerab:Actually aaj ek bohot important paper submit ka date hai.Is liye aana pada.Agar class bunk bhi karlu to Kuch bhi nahi hoga.Kitne dino ke baad mila hu tumse.Tum log yaha intezar karo mera.Mein yeh paper submit karke aati hu.Phir aake purani yadeen taza karta hu.

Meerab going to submit the paper.

Khan Haveli.

Murtasim scrolling her phone,Haya offer him a tea.

Murtasim looks at her and said;

Murtasim:Kitni baar kaha hai mere kamre mein maat aaya karo.Specially tab jab meri biwi kamre mein mojud na ho.
Haya:Mein tumhari ishq mein tabah ho rahi hu Aur tumhe sirf meerab ki fiqr hai.
Murtasim:Kyun ki maine mohabbat sirf ek hi aurat se ki hai Aur marte dam tak karta rahunga.Aur rahi baat tumhari tabahi ki to uske zimmedar tum khud ho.
Haya:Aur Meri Qasur yeh tha ki maine tumse mohabbat ki hai?
Murtasim:Ha.Kyun ki maine humesha tumhe ek behen ki ilawa kuch nahi samjha hai.
Haya:Maine kabhi tumhe Aisa Kuch nahi samjha hai.Bachpan se tumhare ho jane ka khwab dekha hai.Kya ho jati agar tumko mujhse mohabbat ho jati to.Burai kiya tha mujh mein?Meerab se jyada tumhara khayal rakha.Usse jyada tumse mohabbat ki.Aur meerab to tumse shaadi bhi nhi nahi karna chahti thi.Please Mujhe maat thukrao.Meri mohabbat ki tohin maat karo.
Murtasim:Pehle tum to apni izzat karna sikh lo Phir kuch kehna.Bar bar aa jati ho mere hathon zalil hone.
Haya:Phir bhi tumhe meri chahat ki qadar nahi hai.Us meerab ki hai.Jo shaadi ke din tumhe zalil karke bhag gayi thi.Jis ko na meri tarha tumse mohabbat hai Aur nahi tumhari parwah.Mauka mile to dekhna Phir tumhe chod ke bhag jayegi.

Murtasim can't take it anymore and screaming by her name.

Murtasim:Bas.Ek Aur Bakwas ki to zaban kinch lunga.

Murtasim holds her hand and pulled her out from his room and called his mother and said;

Murtasim:Aaj ke baad agar mein Haya ko mere kamre mein ya mere as pas bhi nazar aye to iska Anjaam Accha nahi hoga.Maa Haya ke liye rishtan dekhna shuru kar de.Mariyaam ki ruksati tak mein isko yaha bardast karunga Phir isko mein is ghar mein na dekhu.
Haya:Kaha jao mein is ghar chodke?
Murtasim:Jahannum mein chali jau meri bala se.

Murtasim going to his room.

Maa begum:Kitni baar samjhaya hai ke murtasim ke as pas bhi maat jaana.Baat kyun nahi manti?
Haya:Aap ko pata tha maine humesha se murtasim se mohabbat kiya Phir bhi aap ne meerab ki shaadi usse karwai.
Maa begum:Kyun ki tum kabhi murtasim ko pasand nahi the.Aur nahi maine is rishten ke bade mein kabhi socha hai.Aab murtasim shadishuda hai Aur woh us shaadi se bohot khush hai.Aab meri bete ki khushi pe nazar maat lagau.Sudhar jao Haya.

Maa begum left from there and Haya cried.

In the university.

Meerab Saba and Ruhail sat on ground.

Saba:Tumhari shaadi kafi dramatic thi.Aur Ittefaq ki Baat yeh hai ke yeh wohi banda tha Jiske car ka mirror tumne todi thi.
Meerab:Kabhi socha nahi tha wohi mera cousin niklega.Aur Phir kismat aisa khel khelega ki hume ek dusre ke sath band dega.
Ruhail:Aab mohabbat karti hu usse?
Meerab:Mohabbat.Aise shaks se mohabbat kaise na karu.Mujhe Pehle lagta tha woh dushman hai meri azadi ka.Rukawat hai Mere azad khayal ka.Rewayat Aur usool ke naam pe mere ped pe zanzir dalke qaid karlega apni haveli pe.Mein shaadi ki Pehle Kuch din bhi usse Riha hone ke dua mangti thi Lekin aab samaj aaya ki Mujhe to uske saye se bhi sukoon milti hai.Mujhe kab murtasim se mohabbat hui Mujhe khud bhi nahi pata.Shayed uske taraf se mili beshumar mohabbat Aur izzat milne ke baad mein khud ko ruk nahi paya khud ko usse dil lagane se.Khuda ka shukar karta hu ke har rishtan bichad ne ke baad Mujhe jiska sath mila diya hai jo bohot khas hai.Allah ne Mujhe aise shaks se nawasa hai jo tut Kar Mujhe chahte hai.
Ruhail:Allah kare tum dono ki mohabbat humesha bar karar rahe.

Meerab sees her watch and said;

Meerab:Jane ka waqt ho gaya hai yaar.Ji to kar raha hai kuch der theher ke jau.Lekin nand ki shaadi sar pe hai Aur shaadi ki zimmedari mujh pe.Phir kisi din milte hai.

They get up and Meerab hugs Saba.Meerb going leaving but suddenly her leg sprained and about to fall down.Ruhail holds her hand and Meerab said;

Meerab:Thank you.And bye.

She left from there.

Ruhail starring at her departure and tears gathered in the corner of his eyes.

Saba notice it and said;

Saba:Bura laga apni mohabbat ke jaban pe kisi Aur ka zikr se.
Ruhail:Dil to dukha par is baat ka khushi bhi hai ke Itna aziyat ke baad finally woh khush hai.Mere liye yeh kafi hai.
Saba:Itni khuddari se kisi ko chahte hui nahi dekha Maine kisi ko.
Ruhail:Mohabbat ka naam Haseel karna nahi hai.Mehbob ki khushi mein khush hona bhi hai.Mujhe pata tha woh nahi milegi Mujhe Aur use pata tha Mujhe mohabbat hai usse.To kiya hua use mujhse Mohabbat nahi hui to.Mein zabardasti to usse mohabbat nahi karwa sakta.Shayed kismat ko humara milna manzur nahi tha.Aur Mujhe kismat ka faisla Qubool hai.
Saba:Tumhe kabhi use haseel karne ka khaya nahi aaya?
Ruhail:Mohabbat kiya tha is liye apni Zindegi se jane diya agar jid hoti to mere qaid mein hoti.
Saba:Aab use bhul jaoge?
Ruhail:Bhul ne ki koshish karunga.Use subha shym nahi kabhi kabhi yaad karunga.Aur khud ko yeh kehke tasalli dunga meri mohabbat Jaha hai Jiske sath hai khush hai Aur Mujhe uski khushi ke ilawa kuch nahi chahiye.

Ruhail smiles at her.

"𝑲𝒆𝒉𝒕𝒆 𝑯𝒂𝒊 𝑫𝒖𝒏𝒊𝒚𝒂 𝑴𝒖𝒋𝒉𝒆
𝑬𝒌 𝑻𝒂𝒓𝒇𝒂 𝑨𝒔𝒉𝒊𝒒 𝑻𝒆𝒓𝒂
𝑪𝒉𝒂𝒉𝒖 𝑻𝒖𝒋𝒉𝒆 𝑫𝒖𝒓 𝑺𝒆
𝑰𝒕𝒏𝒂 𝑻𝒐 𝑯𝒂𝒒 𝒉𝒂𝒊 𝑴𝒆𝒓𝒂."
(Playing on the background)

Author's Note:Both Haya And Rohail type character exist.If A character like Haya just want to get her love by hook or by crook then a character Ruhail just want his lovers happiness.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now