In the night.
Meerab gets flashes of her parents death face and wakes up with screaming.
Meerab gets anxiety attacks and unable to breathe.
Murtasim sees her in this condition and he turned on the light.
Murtasim brings the water and gives to her.
Murtasim:Pani pilo meerab.Kiya ho gaya hai tumhe?
She can't answer anything.Murtasim rubbing her hand and said;
Murtasim:Dhire dhire saans lo.
Meerab takes her breath slowly then gradually she gets better.
Murtasim gives her a water and said;
Murtasim:Aab pilo pani.
Meerab takes the glass and drink it.She remember her parents and unknowingly put her head on his shoulder and cried.Murtasim console her.
He put her in the sleep.
In the next day.
Meerab opens her eyes and recalled night incident and Murtasim's caring side.
Meerab about to leave the bed but Murtasim stop her and said;
Murtasim:Uthne ki kya zarorat hai?Tumhari tabiyet thik nahi hai.So jau thode der aur.
Meerab:Haa mein so jau Aur tumhari maa aake yaha Mujhe baten sunai.Aur Waise bhi der se uthna to tumhari ghar ki rewayat khilaf hai to aaj usool pasand murtasim khan kyun Mujhe apne ghar ke usool na manne ke sujhav de rahe hai.Rewayat na manne ki zurm mein to tum log logo ko fasi pe latkane se bhi nahi katrate.Aaj kiya ho gaya?
Murtasim:Rewayat Aur usool insaan ke Zindegi se badke nahi hota.Aur Tum Mujhe humesha itna bura kyun samajhte ho?
Meerab:Kyun ki tum bure ho.
Murtasim:Jan ke dekho Mujhe Shayed mein Itna bura nahi hu jitna tum samaj te ho.
Meerab:Mujhe tumhe janne ka koi shok nahi hai.Meerab goes to freshen up.
After a while.
Meerab gets a call from Ruhail and he informed Meerab pass the exam with impressive marks.Meerab gets delighted and inform Anwar about it.
Anwar share this news with everyone.
Maa begum:Aise khush hoke keh rahe ho jaise meerab ne puri Duniya fatah kar liya ho.
Anwar:Baat khushi ki hai Bhabi begum.Beti ne tarakki ki hai Aur hume to iske liye khush hona chahiye.
Maa begum:Khush to mein tab hongi jab woh ghar ke mamlat mein Aur shohar ke mamlat mein tarakki layegi.Aur khud ek acchi bahu Aur biwi sabit hogi.Yeh kagzi tarakki ki ka kya faida.Ise aab afsar thodi banna hai.Meerab can't take it anymore and go to her room.
Anwar:Har baar use baten sunana jaruri nahi hota hai Bhabi begum.Aap ne aaj uska dil dukhake Bilkul sahi nahi kiya hai.
Anwar angrily leaves from there.
Meerab comes to the room and recalled her parents.If her parents were there,they will passed out with joy.They try their best to make this day special.Their daughter complete the graduation and fulfill their dream.
Meerab cried a lot and fall asleep.
After a while.
She wakes up and finds her room is decorated with flowers.
She surprised to see this.
Murtasim comes to her and said;
Murtasim:Congratulations for your success.
Meerab:Yeh sab kiya hai Murtasim?
Murtasim:Tumhari tohfa.Itna Accha results kiya hai thoda special Kuch karna to banta tha.
Meerab:Phir bhi yeh sab Kuch ke zarorat nahi thi.
Murtasim:Tum khush nahi hui?
Meerab:Kyun acche banne ki natak kar rahe ho jab ki Mujhe pata hai tum Kaisi ho.Natak is liye kar rahe ho na taki Mujhe kamjur karke qabu kar sako.Apne aage daba sako Mujhe.Acchi tarha se samaj rahi hu mein tumhari sab chal baji.Bewokuf mat banao Mujhe ke tumhare yeh andaz dekkar tumhe apna lu.
Murtasim:Tum Mujhe galat samaj rahi ho mera aisa koi irada nahi hai.
Meerab:Galat nahi sahi samaj rahi hu mein.Aur yeh bhi samaj rahi hu tum kis koshish mein ho?Haseel karne ka irada hai na tumhara taki mera qarib aa sako.Murtasim angrily broke flowers vase and coming to Meerab.He holds her tight and said;
Murtasim:Agar mein chahu na to aise tum par apna sara haq jata sakta hu.Aur tum Mujhe ruk nahi pate.Yeh sab natak karne ki Mujhe koi jarurat bhi nahi padta.Lekin maine yeh sab tumhe khush karne ke liye kiya.Tumhari din ko khas banana chaha.Tum Mujhe jaisa bhi samajhti ho Lekin Begairat nahi hu.Aisa ilzam Mujh pe dobara maat lagana.Accha nahi hogA.
Murtasim leave her and left from there.
Murtasim didn't coming in the room rest of the day.Meerab feeling guilty to say for all this.
Murtasim smoking in the yard,haya comes to her and said;
Haya:Pure din se dekh rahi ho yaha beithe ho Hua kiya hai?
Murtasim:Tumse Matlab?
Haya:Meerab se jhagra hua hai?Pata tha mere ilawa koi tumhe khush nahi rakh sakta Aur nahi Itna mohabbat kar sakta.
Murtasim:Bakwas band karo Aur dafa ho jau yaha se.
Haya:Kab tak mera muh band karwayoge Aur uske sath khush hone ka natak karoge.Maan kyun nahi lete layek nahi hai woh tumhara.
Murtasim:Aur mere layek kon hai tum?
Haya:Haa.
Murtasim:Pata hai uske sabse acchi khasiyat kiya hai woh behaya nahi hai.Jaisa hai waisi rehti hai logo ki good books pe rehne ke liye jhota natak nahi karti.Woh sacchi hai Aur imandar bhi.Ayenda meri biwi ke bade mein Bakwas maat karna.Murtasim throw away his cigarette and going to inside.
Murtasim coming to the room and ignore Meerab.Meerab try to talk with him but don't know what to say.
Murtasim takes the pillow and go towards the sofa.
Meerab:Kaha jaa rahe ho?
Murtasim:Befikr hoke so jau.Waise bhi tum ko to mujhse dar lagta hai na kab kiya kar jao.
Meerab:Galti se pata nahi kiya kiya mere muh se nikal gaya.Mein us waqt mentally upset thi.I'm sorry.
Murtasim:Tum Mujhe bura hi nahi ghatiya bhi samajte ho Aur woh uska reflection tha.
Meerab:Maine kaha na mujhse Galti hui hai.Maan jao.
Murtasim:Ek shart pe manunga.
Meerab:Kaisi shart?
Murtasim:Kaal se meri zimmedari tumhari.
Meerab:Matlab?
Murtasim:Kaal se mera subha ki naste ka lekar raat ke khane tak sab ke khayal tum rakhoge.Mera kapra mere chije tayar rakhoge jaise har biwi apni shohar ke liye karti hai Bilkul Waise.
Meerab:Agar mein aisa na karu to.
Murtasim:Tumhari marzi.Mein zabardasti thodi na karunga.Lekin tum jo Mujhe manane ki koshish kar rahe ho mein manunga nahi.
Meerab:Tumhari marzi.So jau aake.
Murtasim:Aise bula rahe ho jaise mere begair tumhari raat ko neend nahi aati.Aisa hai kya?
Meerab:Waha hi padi raho.Wohi tumhara asli jaga hai.Meerab lying down on the bed and Murtasim enjoying her irritating face.
[Please give me your feedback]
YOU ARE READING
𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕
FanfictionAnother Meerasim plot from my imaginary world. Ranking #83 Pakistan out of 76.3k stories.