TWENTY SIX

1.8K 99 12
                                    

In the mayun Day.

After complete the preparation,Meerab comes to the room and get ready.

After decking done,She is about to leave the room,murtasim comes to her and gives flower gajra.

Meerab:Yeh?
Murtasim:Khas tumhare liye mangai hai.
Meerab:Lekin mayun mera nahi hai.
Murtasim:To kya ho gaya?Humari shaadi ki ek bhi function proper nahi tha.Kyun na Mariyaam ki shaadi ke bahane hi sahi hum humari function ka maza lee.Aaj ke din Mere biwi ke balo mein gajre nahi hote to bohot fika sa lagta sab kuch.Pehen lo yeh.

Meerab takes it and going to wear in her hair.

Murtasim help her to wear it.Then he wear another gajra on her wrist and kissed on it.

Murtasim:Aab lag rahi hu khan Murtasim khan ki biwi.
Meerab:Woh to humesha hi lagti hu.Aab niche chale.

They are coming to downstairs in the function.

Meerab mixing the turmeric,Haya comes to her and said;

Haya:Yeh sab kuch mera tha jo tumne mujhse chin liya.
Meerab:Yeh sab Kuch mere kismat mein tha jo na chahte hui mere pas aaya.Lekin mein ise khud se kisi ko chinne nahi dungi aab.
Haya:Agar mein chinlu to..
Meerab:Pehle bhi kaha tha khushfehmiya bada jaanleva hota hai.Tumhe zabardasti kuch bhi haseel nahi hoga.Murtasim ke bajai apni mustakbil ke bade mein socho.Tumhare liye ladke dekhna shuru ho chuka hai.Kabhi bhi shaadi ho jayegi.Tankh yadeen nahi acchi yadeen leke hi ghar se ruksat hona.
Haya:Mein kahin nahi jaungi yaha se.
Meerab:Phir to Murtasim ke hath zalil hoke nikale jaoge.Ek mashfara deti hu muft ki Baizzat hone ke wajai izzat kamao.Behai karna band kardo.

Meerab left from there and Haya thinks;

"Nikale to tum jaoge woh bhi murtasim ke hath."

Meerab coming to bring something from the kitchen then Murtasim comes there.

He put some turmeric on his cheeks and comes closer to her and rubbing on her cheeks.

Meerab:Yeh kya kar diya?
Murtasim:Humara mayun.
Meerab:Koi dekhega to kya sochega?
Murtasim:Koi kuch nahi sochega.

Meerab going to wash it and Murtasim stop her and said;

Murtasim:Mohabbat ki nishani hai mere mitana maat.Warna dil toot jayega.

Meerab throw away the tissue paper and left the kitchen.

Meerab comes to Mariyaam and said;

Mariyaam:Aap ki galo pe haldi ke nishan.
Meerab:Galti se lag gaya.
Mariyaam:Galti se yaa kisi ne jaanbuj ke bade pyar se lagaiye hai yeh nishan.

Meerab shy.Mariyaam smiles on her.

After the mayun ceremony,Murtasim forcefully bring meerab to the terrace.

Meerab:Aab yaha kyun laye ho?
Murtasim:Mehndi pehne tumne?
Meerab:Nahi waqt hi nahi mila.
Murtasim:Yeh kiya baat hui dulhan ki ek lauti Bhabi ki hatheli be rang rahegi.Pata tha Mujhe is liye to mehndi lee ay tumhare liye.
Meerab:Mujhe nahi pata tum itne romantic nikloge.
Murtasim:Aap ni romance ki saboot to hum rooz har raat dete hai.

Meerab hits on him and said;

Meerab:Kuch bhi Aur kahin bhi keh dete ho.
Murtasim:Tum lagalo mehndi apni hatheli pe Aur mere naam zara bade karke likhna.Waise to mujhe malum hai mera naam tumhare dil pe chapa hai Phir bhi.

Meerab going to put the mehndi on the palm of her hand.Murtasim lying down on her lap.

Half of the night they spend in the terrace.

In the Ruksati day.

Maa begum called Meerab to her room and said;

Maa begum:Dekho beta tumhare liye ek joda liye the pata nahi tumhe pasand ayega bhi yaa nahi.

Meerab sees it and said;

Meerab:Kafi khubsurat hai.
Maa begum:To isko aaj ruksati pe pehen lena.
Meerab:Lekin iske zarorat nahi thi.Mere pas kapre hai pehen ne ke.
Maa begum:Mujhe bohot pasand aayi thi jab maine isko dekha.Usi waqt soch liya tha yeh kapde meri bahu pe bohot jachega.
Meerab:To mein yeh jarur pehnongi.
Maa begum:Jaldi se tayar ho jau.Mehman aate hi honge.Aur aise tayar hona ki sab ko dekke hi pata chale tum khan murtasim khan ki biwi hu Aur is Khandan ki bahu.

Meerab smiles.

In the room.

Murtasim calling Meerab by her name but sees Haya is standing there.

She turned around and said;

Haya:Tumhe mein meerab jaise lagni lagi?
Murtasim:Meri ankhen kabhi meerab ko pehchanne mein dhoka nahi khati.Mein uski saya se bhi use pehchan sakti hu.Uski khushbo hi Mujhe uske qarib hone ka ehsas dilata hai.Khair mana kiya tha na is kamre mein maat aya karo.Phir bhi tum itni dheet kahin hui baat Samaj nahi aati.
Haya:Ek matching jewellery chahiye thi is liye aayi thi meerab ke pas.
Murtasim:Jarorat ka saman lo Aur dafa ho jau yaha se.

Meerab brings a earring and gives it to her.

Murtasim mesmerising by her beauty.He is just starring at her.

Haya looks at him and burning with jealousy.

Murtasim broke his dazs and said;

Murtasim:Mil gaya zarorat ki chije to chali jau yaha se.Mujhe kam hai Apni biwi se.

Haya left from there and Murtasim closed the door in the face of her.

He holds her tight and said;

Murtasim:Aise qayamat lagogi to kaise chalega.Aab niche jane ka zara bhi maan nahi karra.Kya karu?
Meerab:Behen ki ruksati hai Shayed aap bhul rahe hai.
Murtasim:Maan to Kuch Aur karne ka hai.
Meerab:Aap ka maan to humesha hi kuch Aur karne ka hota hai.Chodo Mujhe.
Murtasim:I want to take some sugar?Sugar level down ho raha hai.
Meerab:Bade mushkil se tayar hui hu ise kharab nahi karo.
Murtasim:Yeh tayari Aur saj sajawat mere liye hi to hai.Aur Mujhe pura haq hai kharab karne ka.

Murtasim coming closer to her and Meerab pushed him away and open the door.

Meerab flew away from there.

Mariyaam ruksati done and she goes to her place with his love.

Meerab and murtasim make that night also magical with their blossom of love.

Author's note:It's my personal opinion that if makers want they can make tere bin more beautiful.In that night when Meerab comes to attend the wedding of Mariyaam,they can show the love confession from her and they mutually consummate the marriage.And enjoy their pregnancy period and throw away Haya out of their life.What's the garbage plot they put it in the name of intense that was unnecessary.After that night what was happening that was horrible plot ever and doesn't make any sense.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now