In the next Day.
Meerab tied her hair,murtasim coming there and untied it and said;
Murtasim:Tumhari bikhre hui julfon mein Kuch to nasha hai jo dekhte hi mere dil mein halchal mach jati hai.Aur iske khusboo se hume nasha sa ho gaya hai.
Meerab:Zamindar murtasim khan bane shayar.
Murtasim:Yeh mohabbat tu bhi logo ko kya se kiya bana deta hai.Shyri ka shok nahi tha Mujhe Lekin aab har lamha mehbob ki khubsurti pe Shyri likhne ka maan karta hai.
Meerab:Kaha se churai hai yeh lines?
Murtasim:Apni dil ki gehrai se.
Meerab:Tum bhi na.
Murtasim:Aap ke bohot khass.You know what Agar mein ek painter hota to kya karta?
Meerab:Kiya karte?
Murtasim:Har waqt canvas Aur brush leke tumhari khubsurti ko paint karta.Lekin Mujhe lagta hai koi behtarin painter bhi is khubsurti ko sahi se paint nahi kar pata.Tum to Allah ki banai hui khubsurat insaan ho.Jis ki khubsurti mein koi kami nahi.
Meerab:Aab bas bhi karo.Murtasim holds her tight and said;
Murtasim:Kyun bas karo.Koi na mehram aurat ke sath aise baat thodi kar rahi hu jo bas kardu.Apni haq halal ki biwi ke sath mohabbat ke do pal guzar raha hu Aur biwi ke sath aisa baat karna mera haq hai.Tum bhi kabhi apni shohar ke sath aise baat kar liya karo.
Meerab:Mujhe nahi aata tumhari tarha baten karna.
Murtasim:Mohabbat karti ho mujhse?Meerab looks at his eyes and said;
Meerab:Pata nahi.Samaj nahi aa raha.
Murtasim:Jo baat dil ne samjha nahi Aur nahi mehsos kiya hai woh baat aap ankhon ke zariye bayan kar rahi hai.Aur us baat ko hum mehsos bhi kar paa rahe hai Aur ankhon mein pad bhi paa rahe hai.
Meerab:Tumhe ankhen padna aata hai?
Murtasim:Sab ki nahi sirf apni biwi ki.Murtasim looks at the watch and said;
Murtasim:Filhal nikalta hu bohot jaruri kam hai Mujhe.
Meerab:Kab tak lautoge?
Murtasim:Der ho sakti hai.Agar raat bhi ho jai to mera intezar maat karna.Tum khake so jana.Allah hafiz.Murtasim kissed on her forehead and left.
In the balcony.
Meerab is reading some books then a maid comes and said;
Maid:Bibiji khan ne aap ke liye ek tohfa bheja hai.
Maid gives the box and left.
Meerab opens the box and finds a chit.
"Kuch waqt sath guzarne ka irada hai.Mere phiki hui lamhe ko aap ka sath chahiye use khubsurat banane ke liye.Aap sath dena chahti hai to chali aana.Aap ki sawari tayar rahega."
Meerab smiles after reading this.She finds a beautiful outfit there with matching jewellery.
She going to get ready.
After getting ready she comes out,Driver open the Car's door and left with her
Meerab comes to the beautiful resort.Murtasim is waiting for her.He is mesmerising to see her.
She comes to him and He said;
Murtasim:Aap ke sath ke sath guzregi aaj humare shym ke kisse.Aab yeh lamha bhi khubsurat hoga Aur jaga yaadgaar.
Meerab:Yeh tha aap ki zarori kam?
Murtasim:Kya yeh kam jaruri nahi hai?Mere liye to yeh lamha bohot khas hai.You looking heavenly beautiful my dear wife.Meerab smiles.
Murtasim holds her hand and said;
Murtasim:Kis ko mein chahu siwai tere bin.Kiske liye dil mein chahat rakhu siwai tere bin.Mere sare chahat sare dil lagi ke haqdar kon hai tere bin.Mere Duniya kon hai siwai tere bin.
Meerab:Kab se karne lagi ho mujhse itni mohabbat?
Murtasim:Kaha na malum nahi Mujhe.Bas itna pata hai jo maine tumhare liye mehsos kiya woh Pehle kabhi kisi ke liye nahi kiya.Kyun ke Mujhe mohabbat ek hi baar hua hai woh bhi tumse.Tumhare mere Zindegi mein aane ke baad hi mera Zindegi mein mohabbat ka chapter khula hai.Aur yeh chapter bohot dil kash hai.Kabhi fursat se padke dekhna.Yaha pe aap ke naam ke ilawa kisi ka bhi naam nahi likha hai.Murtasim kissed on her hand and said;
Murtasim:Us raat humare bich jo kuch bhi hua woh bohot Achanak ho gaya tha.Mein khud ko ruk nahi saka Aur tumne Mujhe ruka nahi.Maine socha tha agar woh lamha humari Zindegi mein ayega to ise mein bohot khas banaunga.Itna yaadgaar hogi woh waqt ke hum puri Zindegi use yaad karenge.Is liye aaj ke shym maine humare liye socha hai ta ki is aam si shym ko khass kar diya jai.
Meerab:Us raat tumhara qarib aana Mujhe zara bhi bura nahi laga.Aur nahi us waqt kuch Galat mehsos hua jab tumne Mujhe bade mohabbat se chuya.Murtasim extended his hand and said;
Murtasim:So my official wedded wife kya aaj bhi aap hume izazat denge aap mein dobara kho jane ki.
Meerab shy.
Murtasim lift up her and go towards the room.
And they created the magical moments between them with their love.
In the night.
Meerab and murtasim entered the home,Murtasim start sneezing.Haya comes to him and said;
Haya:Tumhe yun Achanak zukham kaise ho gaya?
Murtasim:Tumse Matlab.
Haya:Fiqr hai Mujhe tumara.Ruko Mein kada banake laati hu.
Murtasim:Mujhe kuch chahiye ho to iske liye meerab hai.Tum kyun karoge?Biwi ke hote hui paray ladki ki hath ki pani bhi Mujhe haram hai.
Haya:Kyun ki har bar jab bhi tumhe zukham lagta hai to mein hi banake deti thi tumhe khada.
Murtasim:Aur mein woh pine se Pehle hi phek deta tha tumhare hi samne.Phir bhi tum apni harqato se baj nahi aati thi.Khair tumhe to kuch bolna Matlab hai bhains ke aage bin bajana jaisa hai.Tumhe to karna wohi behayai.Haya didn't reply anything.
Murtasim:Khair Meerab mere liye khada bana dogi?
Meerab:Mein banake lati hu.Suddenly Haya's eyes stuck on Meerab's neck.She sees the Love sign of murtasim.Meerab hides it with her hair but haya notice it.She understand where they were and what happened between them.She burning in jealousy.
In the kitchen.
Meerab making harbal tea for murtasim.Suddenly murtasim hugs her from behind and Meerab said;
Meerab:Pehle mera kam karne do.
Murtasim:Tum apna kam karo mein apna kam karta hu.Murtasim rubbing his nose on her neck.
Meerab released herself and said;
Meerab:Khada banane do.Pehle yeh batau sugar or honey?Kya dalu?
Murtasim:Tum ek sip le lo khud ba khud mitha ho jayega.Aur Mujhe Wohi mithas chahiye jo tumne thodi der Pehle Mujhe pilai thi.Meerab ears burning with shyness.and don't know what to say because of shy.Murtasim enjoy it and laughing hard.
Author's note:Why I feel like in the end of the Drama,They will make Haya the Mahan and everyone overlooked her crime.Writer always had a soft cornered for her and always gives more screen presence than the female lead.
YOU ARE READING
𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕
FanfictionAnother Meerasim plot from my imaginary world. Ranking #83 Pakistan out of 76.3k stories.