FOURTEEN

2.4K 130 8
                                    

In the next day.

Murtasim going to drop Meerab to the university.

They are stuck in the traffic.Some man in the bike starring at Meerab and Murtasim noticed it.He closed the Car's mirror.

Meerab:Shisha kyun band kiya?
Murtasim:Tumhe koi aur dekhe jalta hai dil.Is liye tumhe koi dek na sake is liye band kar diya.
Meerab:Ankhen hai to log dekhenge hi.
Murtasim:Mein unhe dekhne hi nahi dunga.Tumhe sab se bacha ke rakhunga.Tumhe dekhne ka haq sirf Mujhe hai.
Meerab:Kyun?Hum Aap ke hai kaun?
Murtasim:Aap humare dil ki malika hai.Zindegi ki rah mein chalnewali khubsurat sathi.
Meerab:Mujhe nahi pata tha tumhe Itne Accha dialogbazi bhi aati hai.
Murtasim:Log jab kisi ke ishq mein giraftar ho to usi ishq ne use bohot kuch sikha deta hai.Shayed mere sath bhi aisa ho raha hai.
Meerab:Mohabbat karte ho mujhse?
Murtasim:Mohabbat ka pata nahi Lekin dil aab subho shym sirf tumhara didar karna chahta hai.Agar isko mohabbat kehte hai to ha Mujhe mohabbat hai.

Meerab feels something different when Murtasim confess his love for her.

Meerab and murtasim reached the university.

Murtasim:Mein Filhal gao jaa raha hu.Agar waqt se laut au to lene ayunga.Agar na laut sako to driver aa jayega.
Meerab:Ok bye.
Murtasim:Bye.

Meerab get off from the car and going towards the university.Murtasim looks at her departure.Suddenly Meerab turned around and he smiles.

After the classes,Meerab comes in the home with driver.

Murtasim didn't come home from village.Meerab called him but Murtasim didn't pick up the call.

Meerab making tea and she got Murtasim's call.

Murtasim:Aaj mein gao se nahi laut sakta kyun ki bohot kam hai yaha.
Meerab:Kab tak lautoge?
Murtasim:Pata nahi.Rakhta hu bad mein baat hogi.

Murtasim cut the call.

In the village.

Murtasim coming to the home and Surprised to see Meerab there.

Murtasim:Tum yaha?Kahin mein khawab to nahi dekh rahi?
Meerab:Nahi haqikat mein aayi hu.
Murtasim:Mere ghar na lautne ki khabar se hi chali aye kahin Mujhe miss to nahi kar rahe the?
Meerab:Tumhe surprise karne aaya tha.
Murtasim:And it's the most beautiful surprise of my life.

Murtasim comes to her and holds her hand.Meerab suddenly hugs him.

Murtasim surprise to see it.Meerab broke the hug and said;

Meerab:Khana laga du.
Murtasim:Tumne kuch khaya?
Meerab:Tumhari hi intezar mein thi.
Murtasim:Chalo kuch kha lete hai.

Meerab serves Murtasim's food and murtasim feed her.

After a while.

Murtasim is swimming in the pool.He again and again remember Meerab's hug scene.When suddenly she hugs her his whole body warm up.He wants to lose in her in that situation.He wants to touch her and grabs her lips.He losing control himself.

Then Meerab comes to the pool area and said;

Meerab:Itni raat ko swimming karoge to thand lag jayegi.
Murtasim:(In Mind) Mein pura ka pura garmi mein hu to thand kaise lage ga.
Meerab:Murtasim mein tumse baat kar rahi hu.
Uth jao.

Meerab extended her hand,Murtasim looks at her.

He holds her hand and pulled her in the pool.

When murtasim pulled her tight,Meerab don't know what happened.She closed her eyes and when opens it see finds herself in the embrace of Murtasim.

Murtasim looks at her wet body and can't control himself.

Meerab wants to leave but he holds her and kissed on her neck.

Meerab closed her eyes.Murtasim coming to her lips and grabs it.Meerab didn't stop him and he gets his right as a husband.

Unexpectedly that night Murtasim and Meerab consummate their marriage.

Murtasim coming out from the taking the shower and finds Meerab is crying.

He comes to her and said;

Murtasim:Kiya hua ro kyun rahe ho?
Meerab:Still crying.
Murtasim:Dekho meerab jo hua hai waha pe hum dono ki marzi thi.Tumne izazat diya is liye mein age bada.Aab tum roo ke mere nazre mein Mujhe maat girao.Khud ko gunhegar mehsos ho raha hai ke maine Shayed koi zabardasti kiya hai.
Meerab:Mein is liye na ro rahi hu.
Murtasim:To rone ki wajah?
Meerab:Tumhe khone ka dar sata raha hai Mujhe.Tumhare ilawa aab mera koi nahi hai Murtasim jise mein apna keh saku aab tum bhi Mujhe chod ke chali gaye to mera kya hoga.
Murtasim:Mein tumhe chod ke kaha jaungi.Tumhare ilawa mera bhi koi tikhana nahi hai.Tumse Judah hoke hum bhi ji nahi sakenge.To aab rona band karo.

Murtasim wipes her tears and Meerab hugs him.

In the early morning.

Murtasim gets called from a man and he hurriedly left the bed.

Meerab opens her eyes and sees Murtasim getting ready.

Meerab:Kaha jaa rahe ho itni subha subha.
Murtasim:Bohot gadbad ho gayi hai.Malik ne mere admi ka qatal kar diya.
Meerab:Kya?
Murtasim:Mujhe waha jana hoga.
Meerab:Lekin murtasim....
Murtasim:Jaldi lautne ki koshish karunga.

Murtasim left from there and Meerab is praying for him that don't happen anything wrong.She gets strange fear of losing him.

Meerab freshen up and Coming to take the tea.

The village woman Mai gives her a tea.

Meerab:Malik ke bade mein kuch pata hai aap ko?
Mai:Khan ki jane dushman hai.
Meerab:Yeh dushmani kyun?
Mai:Khan ki zameen ke piche pada hua hai.Use har haal mein khan ki zameen harapne ka irada hai.Allah bachai us bad bakht Malik Zubair se humare khan ko.
Meerab:Malik zubair zameen lena chahta hai?
Mai:Ji.Wohi pada hua hai zameen ke piche.Bohot bar khan ko jaan se marne ki bhi sazish kiya hai.

Meerab gets restless to heard it.

Mai:Allah hai humare khan ke sath kuch nahi kar sakta.

Meerab called Murtasim to asked if he ok.But murtasim didn't take the call.

Meerab is in big tension for him.

Time getting passed but Meerab didn't get any news of Murtasim.

She called Bakhtu but he also didn't take the call.

Suddenly Meerab sees Murtasim is coming home in the wetting with blood.

Meerab gets scared and ran towards him and said;

Meerab:Kiya hua tumhe?
Murtasim:Bakhtu ko goli lag gayi hai.
Meerab:Kaise?
Murtasim:Malik zubair ne Mujhe goli marna chaha Lekin woh goli jake Bakhtu ko lag gayi.Mere liye usne goli kha li.
Meerab:Thik ho jayega woh.
Murtasim:Allah kare woh thik ho jai mein apni sab se wafadar dost Aur humraaz ko nahi khona chahta.
Meerab:Tum fresh ho jau.

[How you like the chapter?]

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now