EIGHTENN

1.7K 100 12
                                    

Meerab comes to the room and finds Murtasim working on some paper and looking serious.She thinks it's not the right time to talk about Mariyaam's matter.She will talk about later after preparing herself perfectly so that she can pacifying Murtasim.If she talk now maybe he can't understand properly.

She sitting next to him and asked;

Meerab:Busy ho?
Murtasim:Thoda to hu par tumhari mithi baten sunne ke liye do kaan mera available hu.
Meerab:Waise kar kiya rahe ho?
Murtasim:Malik zubair ke related kuch jaruri kam hai woh dekh raha hu.
Meerab:Use uski kiye ki Saza nahi mili.
Murtasim:Mil jayega.Use itne asani se thodi na jane dunga.
Meerab:Zurm bada hai.Tumpar jaanleva hamla kiya tha usne.
Murtasim:Haa Allah ne Mujhe bacha liya Aur Bakhtu bhi out of danger hai.
Meerab:Pata hai us din jab har badi mein nikle the na to mujhe tumhe lekar ek ajeeb sa dar sata raha tha maan mein.Mujhe har haal mein tumhe khona nahi hai murtasim.Mein apna sab Kuch kho chuki ho jisko mein apna kehti thi aab sirf tum bache hui ho.Tum ko khona Matlab jism se rooh ka alag ho jana.
Murtasim:Allah hume Judai ka ghum na dikhai Aur humara sath qayamat tak barkarar rakhe.
Meerab:Ameen.Waise coffee piyoge?
Murtasim:Tum pilao to zarur piyonga.

Meerab gets up and about to left.

Murtasim called her behind and said;

Murtasim:Shakkar ki jaga tum ek sip le lena.Kharwi coffee bhi mitha ho jayega.Aur Waise bhi Mujhe tumse mili mithas jyada pasand hai.

Meerab feels shy and left the room.

Meerab made the coffee and coming to the room.

Murtasim sipping on it.

Meerab:Kaisa bana hai?
Murtasim:Bohot special.Biwi ki hath ka kamal hai.

Meerab is sitting on the edge of the bed and thinking something.

Murtasim comes to her and stand next to her and said;

Murtasim:Kis soch mein ghum ho?
Meerab:Mein soch rahi thi jo mohabbat easily available ho jai kya use mohabbat kehte hai?Mohabbat ki raah mein agar rukawat na aye to woh mohabbat mein taqat hoti hai kya?
Murtasim:To Tumhare liye mohabbat ka Matlab kiya hai?
Meerab:Woh jo har qasti jala de.wohi mohabbat jo Duniya se lad jai.Mehbob se mohabbat bhi kare Aur ihteram bhi.Aur intezar kare ek dusre ki ek hone ki.
Murtasim:Jaise Rumi ka.Qalandar ka.Mansoor ka.
Meerab:Aur Galib ka.
Murtasim:Agar tumhe ehsas ho ki tumhe mohabbat ho gayi hai to kya karoge?
Meerab:Rumi ki tarha sher kahungi.Qalandar ki tarha dhamal dalungi Aur Mansoor ki tarha suli char jaungi.

Murtasim coming more closer to her and said;

Murtasim:Yeh fitrat yeh adawaten yeh andaz e guftagu tum samhal jao zara.Tumhe bhi mohabbat ho gayi hai kisi se.

Meerab moved away from him and said;

Meerab:Kafi raat ho chuki hai so jate hai.

Meerab about to go to set up the bed but murtasim holds her dupatta and pulled towards him.

Meerab fall on his chest and murtasim touched her face and said;

Murtasim:Raat Abhi jawan hai.Chalo mohabbat ke samandar pe dub ke iska sahi maza lete hai.
Meerab:Abhi nahi so jate hai.

Murtasim holds her tight and said;

Murtasim:Dil ki armaan jaga ke aab dur kar rahi ho Mujhe.
Meerab:Aap ki dil ki armaan to har waqt jaga hua hota hai.
Murtasim:Kya kare biwi Itni khubsurat mili hai ke dur raha nahi jata.

Murtasim coming to her lips and Meerab closed her eyes.

In the next day.

Meerab collides with Mariyaam and she said;

Mariyaam:Bhai se baat ki?
Meerab:Sahi waqt Aur mauke ka intezar kar rahi hu.Agar galat waqt mein sahi kam bhi kiya jai to woh bigad jane ka dar hai.Mein nahi chahti baat bigde.
Mariyaam:Aap bhai ko mana lenge na?
Meerab:Puri koshish karungi.

Meerab is in big dilemma how to start the topic.

Meerab comes to the room and and said;

Meerab:Kuch baat karni thi tumse.
Murtasim:To karo.Tumhari official wedded husband always ready to listen to you.
Meerab:Tasalli se sunna Phir koi reaction dena.
Murtasim:Hua kiya hai Meerab?
Meerab:Beith ke baten kare?
Murtasim:Beitho.

Meerab and Murtasim sat on the sofa and Meerab said;

Meerab:Woh Murtasim,Mariyaam....
Murtasim:Bolo kya hua Mariyaam ko?
Meerab:Ek ek ladke ko pasand karta hai jo Usko university mein mila hai.
Murtasim:Woh university mein padne jati hai yaa yeh sab karne jati hai.
Meerab:Kaha na Pehle to tasalli se sun to lo.
Murtasim:Bolo sun raha hu.
Meerab:Woh us ladke se shaadi karna chahti hai to.Mohabbat karti hai woh.
Murtasim:Tumhe pata bhi hai kya keh rahi ho?
Meerab:Soch samaj ke hi bol rahi hu.
Murtasim:Tumhe lagta hai yeh shaadi possible hai is ghar mein.Koi nahi manega.Specially Maa.Is Khandan ne aaj tak Khandan se bahar rishtan nahi juda hai.Rewayat hai yaha ki.Aur jisne rishtan juda tha yaad hai na kya hua tha unke sath.Nahi unke rishten ko koi qabul kiya Aur nahi unki mohabbat ko woh izzat mili jo milna chahiye tha.Dobara wohi ho mein nahi chahta.
Meerab:Pata hai Mujhe sab Kuch.Lekin Tum hi to kehte ho rewayat kisi ke khushi se badke nahi hota.To aaj woh rewayat tumhari behen ki khushi se jyada ehem ho gaya?
Murtasim:Tum nahi samaj rahe ho yeh mudda kitna uljha hua hai.
Meerab:To hum sath mil ke use suljhayenge.
Murtasim:Mein Mariyaam se baat karunga ke aise harqat karne se Pehle use humari Khandan ki rewayat yaad nahi aayi?
Meerab:Tum aisa kuch nahi karoge.Mohabbat soch samaj ke nahi hota.Mujhse mohabbat se Pehle tumne sochke kiya tha?
Murtasim:Humara case alag tha.Hum dono miah biwi hai Aur humari shaadi ho chuki thi.
Meerab:Mohabbat to mohabbat hoti hai murtasim.Aaj tak tum Mujhe mohabbat ka Matlab samjha rahe the aur aaj kiya ho gaya tumhe?Apni behen ki badi aate hi sab bhul gaye ho?
Murtasim:Maa kabhi nahi manenge is rishten ke liye.
Meerab:Tum to Pehle maan jao.Sab man hi jayenge.

Murtasim looks at her.

Author's note:When Mariyaam track was going on, I got several requests to write this track with better storyline.So I'm going to write on it but my track will not similar with Nooran version.So there will be no blame game.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now