ELEVEN

2.3K 148 10
                                    

In the next day.

Murtasim wakes up and finds Meerab takes out his clothes.

Murtasim can't believe Meerab did his work.

Murtasim comes to her and said;

Murtasim:Yeh sab kiya hai?
Meerab:Agar ankhen sahi salamat chal raha hai to dekh lo kapde tumhare hi hai.
Murtasim:Mujhe pata hai kapde mere hi hai par Yakeen nahi aa raha set tum kar rahi ho.
Meerab:Tumne to kaal bola hai mein tumhara kam karo.
Murtasim:Iska Matlab tum khud ko meri biwi manti ho.
Meerab:Isme na mannewali kya baat hai.Tin lafz Qubool boli thi na maine.
Murtasim:Lekin tum to mujhe apna shohar nahi mante.
Meerab:Ek minute tumhara rewaiya naa aaj kaal bohot confusing hai.Tum woh ho hi nahi jis ko mein Pehle baar mili thi.Itna sweet kaise ho gaya hai.
Murtasim:Tumhe to khush hona chahiye mein parai aurat ke sath sakti se pesh aata hu Aur apni biwi ke sath naram dili se.
Meerab:Kisi sazish mein to nahi ho?
Murtasim:Biwi ke sath acche suluk ka hukm diya gaya hai.Qayamat ke din Allah ko muh bhi dikhana hai.Aur tumse bad saluki karke apna gunah nahi badana.Aur Waise bhi niqah mein bohot barkat hoti hai.Miah biwi ke darmiyan mohabbat Allah paida kar dete hai.Shayed Mujhe bhi mohabbat ho raha hai tumse.

Meerab listen to him.

Murtasim:Khair mein shower lee aata hu.

Murtasim goes to take shower and Meerab recalled his sweet gesture.

Meerab setting the table.Maa begum comes there and said;

Maa begum:Bohot khub.Apni zimmedari ka ehsas ho raha hai tumhe.Dekke accha laga.

Then Murtasim comes there and and see his favourite food in the table.

Murtasim:Aaj sara ka sara nasta mere pasand ka.
Maa begum:Tumhari biwi ne banwai hai.
Murtasim:Thank you.

Meerab serve the food.Haya wants to make tea for him but murtasim stop her and said;

Murtasim:Meerab hai na tum rehne do.Meerab Mujhe chai pakdana.

Meerab gives him the chai.

Murtasim smiles at her.

In the yard.

Murtasim sitting on there and starring at Meerab who is in the balcony reading a book.

"Yeh khudaya yeh kiya ho raha hai Mujhe.Jis ladki Mujhe zara bhi bardast nahi tha uske liye dil mein halchal ho rahi hai.Mein to bas dil se is rishten ko nibhana chahta tha Lekin pata nahi tha ke shaadi ke turand baad hi isse mohabbat kar beithunga.Kya Mujhe sach mein usse mohabbat ho raha hai yaa yeh sirf waqti zasbaat hai?"

Murtasim takes a deep breath.

Meerab brings Tea for Anwar.

Meerab:Chachu aap ke chai.
Anwar:Shukriya beta.Beitho yaha.

Meerab sitting on the sofa.

Anwar:Ek baat puchu.
Meerab:Ji puche.
Anwar:Murtasim thik hai na tumhare sath?
Meerab:Ji thik hai.
Anwar:Shaadi ke liye haa kehne ke piche ka wajah yeh tha ki murtasim Accha ladka hai.Mujhe ummed tha woh tumhe khush rakhne ki koshish karega.Usool pasand hone ke wayozud  woh suljha hua bhi hai.
Meerab:Aab tak mein use samaj nahi paa rahi woh kaisa hai.Lekin woh utna bura nahi hai jitna mein samajti thi.
Anwar:Aab to tumhe koi dikkat nahi hai is shaadi se.
Meerab:Is shaadi Aur jo kuch bhi hua mere sath usko mein apna kismat man ke sab Kuch Qubool karne ki koshish kar rahi hu.Shayed yeh sab Kuch hua mere sath likha tha is liye to lakh koshish ke wayozud bhi Kuch badla nahi hai.Aur Mujhe apni khuda pe Yakeen hai age bhi jo Kuch bhi hoga mere haq mein behtar sabit hoga.
Anwar:Allah tumhe khush rakhenge beta.

Meerab smiles.

Meerab sees her BBA results and think now it's just a paper for her.can she continue her studies?Maybe not they will not allow her to study further.

Murtasim comes to the room and sees her face and said;

Murtasim:Hua kiya hai?
Meerab:Kuch bhi to nahi.
Murtasim:Age padna chahti ho?
Meerab:Tum log manoge?
Murtasim:Tum kiya chahte ho woh batau?
Meerab:Mere marzi ka ihmiyat hai?
Murtasim:Ehmiyat hai to is liye puch raha hu.
Meerab:Mein MBA karna chahti hu.
Murtasim:To thik hai karle na.
Meerab:Tumhari maa manenge?
Murtasim:Unko mein mana lunga.
Meerab:Tumhe koi aitraaz nahi hoga jab ki tumhari rewayat hai yaha ki har aurat woh karti hai jo tum chahte ho.Tum jaise usool pasand insaan ne apni biwi ko padne ki izazat diya hai woh Mujhe Yakeen nahi aa raha.
Murtasim:Hai kambhakht ishq tu bhi log ko kya se kiya bana deta hai.

Murtasim coming closer to her and holds her hand and said;

Murtasim:Jab log mohabbat mein hai to mehbob ke khatir har khushi unke qadmo tale lana chahte hai Aur padai to bas ek choti si chij hai.Mein to tumhari khatir kuch bhi kar sakti hu.Par kashti pad kar sakta hu.Puri Duniya se lad sakta hu.
Meerab:Yeh bade bade dawe bohot log karte hai Lekin nibhate bas kuch log hi.
Murtasim:Mein Shayed un kuch logo mein se hu jo sirf dawa karte nahi nibhate bhi hai.Mujhe bas tumhara sath Aur mohabbat ki zarorat hai Phir dekhna kaisa apna wada nibhata hu.Tum bas apna sath de dena.

Murtasim kissed on her cheeks and Meerab gets freezing after the sudden kiss.She didn't expect it.

Murtasim released her and left from there.

Meerab still standing there.

Author's note:How it's going on.I want to portray the different versions of Meerab.Don't know how much I get to success regarding this.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now