TWENTY FIVE

1.9K 109 9
                                    

Meerab comes to the room.She sees angry face of Murtasim and said;

Meerab:Itne gusse mein kyun ho?Sab thik to hai.
Murtasim:Jab tak tum sath ho tab tak sab thik hi hai.

Murtasim holds her hand and said;

Murtasim:Mohabbat karti ho mujhse?
Meerab:Tum to meri ankhen pad sakti ho na to padke batau mere dil ki haal.
Murtasim:Pata hai Mujhe woh ankhon mein kiya hai Aur yeh bhi pata hai tumhari dil ki haal Phir bhi aaj izhaar e Mohabbat sunne ko taras raha hu.Dil chahta hai tum apni zuban se kaho kya mehsos karti ho tum mere liye.

Meerab comes closer to him.Put her hand on his chest and said;

Meerab:Mere dil mein tumhare ilawa kisi ka bhi naam nahi hai.Meri har dhadkan tumhara naam lekar hi dhadak raha hai.Mere dil mein Aur zehen mein kabja tumhara.Ji chahta hai maut bhi hume kabhi judah na kare.Agar is ehsas ko mohabbat kehte hai to mujhe tumse mohabbat hai murtasim.Behad mohabbat hai.Mein bhi tumhe apni dil ki gehrai se chahti hu.Aur tumhari mohabbat pake har roz apne rab ka Shukriya karta hu.

Tears drop off Murtasim's eyes after her confession.

Meerab kissed on his tears and said;

Meerab:Mujhe tumse mohabbat hai murtasim.Tumne mere jism se ulajh ne se Pehle mere rooh mein utar gaye.Aur kab mein tumhe apna dil de beithi Mujhe pata bhi nahi chala.Bilkul pata nahi chala.
Murtasim:Mohabbat to mujhe bhi tumse hai.Kyun hai pata nahi Lekin Itna pate hai tumse mohabbat kare bina mein khud ko ruk nahi paya.Aisa to nahi hai mein sirf tumhare husn ka pyasa hu you Phir bhi tumhari chehre se nazar hat ti nahi.Tumse mile itni mohabbat pane ke baad bhi lagta hai woh mohabbat adhora hai.Aisa lagta hai woh mohabbat ki ghari kabhi khatam hi na ho Aur mein khota rahu tumme.

Meerab hugs him.

Murtasim:Kabhi chod kar maat jana Mujhe.Mar jaunga Tumhare begair.
Meerab:Meri bhi sanse tham jayegi bina tumhare.Mera koi nahi hai is Duniya mein bin Tumhare murtasim.

Murtasim kissed on her forehead.

In the lounge area.

Meerab choose the dress for Mariyaam's mayun.She takes care of the other preparation.Maa begum liking to see how perfectly Meerab taking care of the preparation of her sister in law.

Meerab making a expense list.Murtasim comes closer to her and she shocked to see him.

Meerab:Yeh kiya tha murtasim?Dara diya Mujhe.
Murtasim:Ghardari karte waqt bohot acche lag rahe ho tum.It's suit you perfectly.
Meerab:Ek lauti nand ki shaadi hai.Pata hai kitni zimmedari hai mere sad pe.
Murtasim:Aur sabse jyada aur ahem zimmedari apni shohar ki taraf hai woh maat bhulna.
Meerab:Kya zimmedari batau Mujhe?
Murtasim:Beshumar mohabbat dene ki zimmedari.Pata hai na kitna pyasa hai woh tumhari chahat ka.
Meerab:Itna pyas lagi to pani pilo jake.
Murtasim:Yeh pyas Pani se nahi kuch Aur chij se jayega.

Murtasim coming closer to her lips but Meerab pushed him away and said;

Meerab:Khan saab yeh lounge hai aap ke ghar ka.Aap ka bedroom nahi.
Murtasim:Kaha na kuch to hai tumme jo mein kincha chala aata hu.Beqabu ho jata hai dil Aur rukna bohot mushkil.
Meerab:Qabu kare khud pe.
Murtasim:Nahi hota qabu.

Right then Maa begum comes there and Murtasim moved away from her.

She understand and secretly smiles.

Maa begum:Kharche ke hisab ho gaya?
Meerab:Ji maa.
Maa begum:To tijori se kuch paise Aur jo jevrat rakhe woh nikal ke lee au.
Meerab:Aap hi nikal de paise.Actually Mujhse Kuch Galti ho gaya to.
Maa begum:Galti karoge tabhi to sikhoge.Jau shabash nikalo chije Aur zimmedari bakhubi nibhau.Waise tum bohot acche se nibha rahi ho.Dekke bohot accha laga.

Meerab goes to take money and jewellery from the treasure.

Maa begum:Kuch kam tha tumhe yaha murtasim?
Murtasim:Nahi to maa.Mein bahar ka intezam dekke aata hu.

Murtasim left from there and maa begum smiles.

Meerab brings Money and Jewellery to Maa begum.

After the work here,Meerab goes to her room.She is terribly tired and wants to take rest.

She put her head on the sofa and closed her eyes.Suddenly feel some warm in the below of her feet.

She Opens her eyes and see Murtasim brings a water tub and put her feet there.

Meerab:Yeh sab Kya hai?
Murtasim:Tumhari thakan hatane ki choti koshish.
Meerab:Phir bhi yeh sab ki zarorat nahi thi.
Murtasim:Zarorat nahi farz hai mera.Biwi ka khayal rakhna.Tum meri behen ki shaadi pe itna mehnat kar rahi ho Aur mein shohar hoke tumhare liye itna bhi naa karu.
Meerab:Aise hi rahoge humesha?
Murtasim:Haa.
Meerab:Shaadi ki kahin saal ke baad bhi?
Murtasim:Barso baad bhi.Mein tumhare sath sirf apni Zindegi ke haseel paal nahi guzarna chahta.Ek sath budde hona chahta hu.Humari Bacchon ko is Duniya se lane tak se unke bacchon ko dekhna ka khwaish hai mera.Allah hume woh khushi ek sath dekhai.
Meerab:Ameen.
Murtasim:Meerab mein kya soch rahi thi agar humari beti hui to uska naam hum meesam rakhenge.
Meerab:Agar beta hua to.
Murtasim:Gut feeling keh raha hai humari pehli aulad beti hogi.Allah Mujh pe meherban hai.Is liye beti jaise rehmet hi Mere ghar bhejenge.Mein chahti hu meri beti ho.Bilkul apne maa jaise.

Meerab smiles.

Author's note:Tere bin is ending without giving any love confession from female lead.And didn't give any scene where Female lead approach her husband.Maximum screen presence was for Haya.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now