Previously
Doctor: (MS se) Excuse me... madam... ap zara hamarey sath aiye...
MS: G...
MS: (phuspag se) Phuspag.... hum attey han... ap yahan KS... ke pass hi rukiye...
Phuspag: G MS...
Continue
ICU ke bahir
MS: G doctor... kehiye... kya baat hai?
Doctor: (MS ko reports dekhatey hue) Humny... KS... ke blood sample ko examine kiya... or ap janti han... humey usmein kya mila...
Doctor: Aik... new kisam ka drug... yeh aj se pehley... kabhi nahi dekha gaya hai.... pehley shoro shoro mein tuo issy helucinations hoti han... or agr yeh roz thori thori... matra mein insan ki body mein jaye... tuo ussy uski... jaan bhi ja sakti hai...
MS: (dil mein sochtey hue) Matlab... yeh wohi... hai... jiskey barey mein... hum soch rahey the... jiskey barey mein ragho ne humey bataya tha...
Doctor: Or... sabsy bari problem ki baat yeh hai... ke KS... ka case... hi sirf yeh wahid case nahi hai...
MS: (heerani se) Matlab?
Doctor: Matlab... yeh ke as pass ke hospitals mein bhi... is case ke buhat sarey patients aye han...
MS: Tuo... doctor.. iska koi antidote hai...?
Doctor: Abhi... isper kam chal raha hai... lykin abhi tak humey... kuch hasil nahi hua hai...
MS: (foran se) Please.. doctor... jitni jaldi hosakey... iska antidote dhondney ki koshish kijiye...
MS: Baqi... hum sambhal lengey...
Doctor: G...
"Phir... doctor wahan se chaley jatey han..."
MS: (dil mein sochtey hue) Ab... hum or intezar nahi karsaktey... humey jald hi iska koi na koi hal nikalna hoga...
MS: (dil mein sochtey hue) Humey... is barey mein dsp sir se baat karni hi hogi...
"Abhi... MS soch hi rahi hoti han.. ke phuspag... ward se bahir atti han..."
Phuspag: MS... ap kya soch rahi han?
MS: (foran se) Phuspag... ap... woh KS?
Phuspag: Ap... fiqar mat kijiye... woh so gaye han...
MS: (sochtey hue) Acha...a...
Phuspag: Ap... kuch pareshaan lag rahi han? Kya kaha doctor ne sab thek tuo hai?
MS: (pareshaan hotey hue) Phuspag... woh...
"Phir... MS phuspag ko sari baat batati han..."
Phuspag: Tuo MS... ab?
MS: Aik... kam kijiye... ap yahi rukiye... KS... ke pass... hum thori deer tak attey han....
Phuspag: Per.. MS... ap ja kahan rahi han...
MS: (jatey hue) Akar... batatey han.. phuspag....
"Rastey mein jatey hue... MS billu ko call karti han..."
On Call
MS: Hello... billu...
Billu: G MS... billu the spy reporting...
YOU ARE READING
Madamsir (KAREENA BOND)
FanfictionYeh story "Kareena" friendship per hai... Madamsir or Karishma Singh ki dosti per ke kaisey woh aik dosrey ke lye apni jaan dey bhi sakti han or kisi ki jaan le bhi sakti han...Kahani mein agey kya hoga woh janney ke lye.. READ FULL STORY... © Copyr...