Chapter 12

8.1K 426 6
                                    

Next day Sana get up with a mood that she will not get affected by what people say as she already wasted so much emotion and time in worthless people, it is not easy to forget when someone says bad about your character but as they are the part of game she had to tolerate them but she will make sure if anyone again tries to say something about her character then she will not only gave them back in their language but will also make sure that she will make them realize what she is capable of and what she can do , if again she faced something like this then she will care about the show she will definitely protect her self-respect and walk out the show with head high .

Today was the day when house mates have to decide which two person will go to jail and big boss has given them some time to think and discuss about it.

Paras- mere do naam hai sid aur Shenaaz kyuki jo bhi kal hua ghar mein wo nahi hota agar wo aise react na karte .

Asim- haa aur apne character par sun kar le lete naa matlab iss ghar mein apne liye khade hone par jail jao wow ye to alag hi hai aur mai daad deta hu teri soch ki tere dost ne aur tune kal jo gand machai uske baad bhi itni bhi sharam nahi hai ki sorry bolo ulta jail bhejo wahh I am amazed  tujh jaisa bewakoof aur ghatia insaan maine nahi dekha hai apni life mein.

Paras- tujhe kya lagi hai mai apna point of view rakh raha hu big boss ne jo bola hai wo kar raha hu aur rahi baat meri galti ki to meri koi galti nahi thi wo to shenaaz hi jyada stretch kar rahi thi matter ko sympathy gain karne ke liye, saying so he looked at Sana and she was alreafy glaring him as if shooting daggers from her eyes and giving warning to try to say more then she is ready to pounce on him .

Paras get silent seeing her angry avatar again and get silent as he didn't want to face her wrath.

Mahira- haa sahi to bola paras ne galat kya bola hai ye dono hi jaane chaiye jail kal jhagda inki wajah se hua .

Sana- tujh jaisi ladki aaj tak maine nahi dekhi mahira uska support kar rahi hai jisne ek ladki ke character pr bola aur sirf tujhpr nahi yaha par sabhi ladkiyon par jo kal kuch nahi boli arre haa boli to koi nahi to sab ki sab ek hi category mein aati hai agar khud par hota to sun leti kya agar haa to taras aata hai mujhe tum logo ki soch par jo ek ladki ke character assassination par chup rahi aur aaj uska saath de rahi hai bahar jitni bhi women ye dekh rahi hongi na sab soch rahi hongi ki kya dhabba hai ye aurat ke naam par aaj to mai thi aur jisko jaisa jawab dena tha maine de bhi dia aage koi dubara aisa karne ka sochega bhi to isse jyada bura hoga bol deti hu.

Par har baar jaroori nahi mai hoon jispr ungli uthe agar agli baar tumhare character par bola jaaye tab bhi aise hi chup rahogi ya aise hi saath dogi jaise aaj de rahi ho ? pta nahi konsi society se so humare yaha agar kisi ladki ke saath aisa behave kia jaata hai na to maar maar kar uss insaan ki akal thikaane lagai jaati hai par mujhe lagta hai tum logo ke ander na to akal hai na hi self-respect to tum logo par gussa karna bhi bekaar hai taras aata hai mujhe tum logo ki soch par aur tum par cheee.

mujhe abhi yaha baithna bhi nahi hai game na hota na to zindagi mein kabhi shakal na dekhti tum sabki par jab tak yaha hu jhelna to padega hi .

Jo bhi decision ho asim mujhe bta dena mai chali jaungi agar mera naam aaya to mujhe koi problem nahi hai mera dum ghut raha hai in logo ke beech mai bahar hoon.

some  felt guilty somewhere but nobody said a word .

By majority   Sana and Sid went to jail .

inside jail:

Sid laid down  and Sana was pacing in the jail as she was frustrated about the things going on .

Sid- baby kyu chakkar kaat rahi hai thak jaayegi aaja let jaa thodi der.

Sana- nahi abhi dimaag garam hai mera .

Sid- aaja mere paas mai thanda kar dunga sir daba kar aaja.

Sana- sid zidd mat kar phat raha hai sir mera dard se saala socha tha aaj kuch react nahi karungi na hi kal ki baat yaad karubi par ye log jaan bhuj kar wohi topic uthate hai aur trigger karte hai , kaise kar sakte hai ye log dimaag hai ya nahi inke paas.

Sid- baby har kisi ki soch ko hum control nahi kar sakte na aur jo jaisa hai apne liye hai tere aisa sochne se kya hoga bas sir dard hoga aur kuch nahi aaja let jaa thodi der mere paas.

Sana came and laid beside him , sid started to masaage her head .

Sid- baby zyada na  soch relax kar thoda.

Sana- pta hai acha hua hum jail mein hai kuch der un logo ki shakal nahi dekhni padegi aur na hi reaction aayega mera, aawaz chubtti hai kuch logo ki mujhe .

Sid- koi na hota hai shaant hojaa chal .

Later that day:

Asim was sitting outside  jail and talking with them .

Asim- pat hai bro maine soch lia hai mai jab tak game mein hoon na mai sana ki side rahunga chahe jo ho jaye .

Sid- kyu be achanak ye khayal kaha se aaya.

Sana- haa itni meherbani kis liye.

Asim- wo kya hai na tu akeli kaafi hai sab ko handle karne ke liye sab ko unki jagah ache se dikh adeti hai tu wo bhi bina kisi help ke bina darre to mai to sana ki team mein hi rahunga confirm.

Sid- haa wo to hai kal yaad hai na kya roop tha iska mai to darr hi gaya tha ek pal ke liye to ki kahi gusse mein mere hi na maar de.

Asim- haa aur nahi to kya mujhe to lag raha tha ki kisi ek ki to haddi zaroor tod degi ye matlab jo bandi pure din hasti khelti rehti hai  kon bol sakta hai ki usko itna bhyanak gussa aata hoga .

Sana- chup ho jao dono warna abhi maar padegi .

Asim- waise  ek aur wajah hai mai dusri team mein jaakr risk nahi lena chahta socho mai opposite team mein aur isse gussa aaya to kuch utha kar hi na maar de .

Sid- haa ye to sahi I agree with you man mai bhi ye hi karunga sahi hai sahi hai.

Sana- ho gaya tumhara ya chittar khane par hi chup hoge tum dono.

At night:

Sana and Sid were laying by hugging each other no other person than asim came to them some due to guilt and some envy them and their bond.

Sana- mujhe adi aur aditi ki yhaad aa rahi hai bohot .

Sid- mujhe bhi bohot miss kar raha hoon dono ki harkate.

Sana- abhi ghr par hote na to mai adi ke saath hide and seek khel rahi hoti aur kitn maza aata stress buster hai wo mera chota packet.

Sid- haa tum dono jab saath hote ho to tu puri bacchi ban jaati hai .

Sana- haa aur aditi ke saath milkar teri tang kheechti tujhe irritate karti  bohot maza aata .

Sid- haa aur mai chotey ke saath milkar tum dono ke baal kheechta .

Sana- kutta hai tu aur wo bhi ,par sachi mein bohot yaad aati hai unki kya kar rahe honge wo iss waqt .

Sid- haa koi na yaha se jaane ke baad ek holiday plan karenge ek achi si jagah .

Sana- sachhi bohot maza aayega na

Sid smiles looking at his cute munchkin and felt light as she forget her worries for sometime , they slept talking to each other.

.

.

.

here is the next update.

Please do comment and tell me how was it.

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें