Chapter 66

5.5K 380 11
                                    

Next day was Christmas house was decorated very beautifully all wake up and saw all the decorations and miss their home as it was festive season .

Arhaan was eliminated in mid night .

Sid ,sana ,asim ,vishal madhurima and vikas were sitting and remembering thier memories with their family .

Vishal- humare bihar mein itne lpg nahi manate hai iss tyohar ko hum bhi jab aaye the to sochte the ki ye Christmas hai kya phir parties mein jana shuru kia waha chote chote bacho ko santa ka wait karte dekh bohot hi acha lagta hai mere show mein bhi do bachhi thi choti choti ek baar mai unke liye santa bana tha itni khush hui ki pucho hi mat aur unhe khush dekh kar humein jo sukoon mila alag ye hai hi aisa tyohar jaha santa sirf gift nahi khushiyaan laata hai aur wo baanta hai .

Madhurima- haa mujhe bhi yaad hai bohot cute hai dono mai bhi mili hoon un se jab set par gayi thi iske .

Vishal- haa wo to wo hai hi .

Madhurima- jab mai choti thi na to mai aur mera bhai hum dono  apni ek socks mein apni wishes ki chit banakar  chat par rakh aaei the kyuki humein  lagta tha santa aayega aur humari  wishes padh kar  puri kar dega par wo to nahi papa padhte the aur wo hi humari wishes puri bhi karte the jab hum bade hue tab pta chala ki wo papa karte the santa nahi lekin bade hone par bhi hum socks rakh aate the agar humein kuch chaiye ho to kyuki pta to tha hi papa puri kar denge .

All laughs on it .

Sana- humne kabhi nahi kia christmas celebrate nhai kia pind mein par maine picle saal bade joro shoro se kia tha celebrate .

Asim- humare yaha to ache se hota hai christmas celebrate hum saare cousins bohot maze karte hai bada maza aata hai .

Vikas- bhai mai to party karta hoon aaj ke din apne saare friends ke saath kyuki mera manna hai ki agar aap life mein inn choti choti cheezo ka maza na lo to life waste hai isliye mai life ka har pal enjoy karta hoon .

Sid- haa party to hoti hi hai par mai ghr par hi celebrate karta hoon baccho ke saath kyuki party to bohot hoti hai par jo bachho se raunak aati hai wo kisi aur cheez mein nahi aati .

Vikas- haa ye to hai ,maine miss kar di iss baar ki party .

Sana- koi na hum yaha karenge  party ans while she was saying this big boss called vikas in confession room and told him that devoleena is not going to come back so she will not be part of the show from now on so as he came as her proxy he need to leave .

Vikas came and told it to everyone all become sad as he became the important part of the house but all bid bye to him with a group hug .

After vikas left house was gloomy .

Aarti ,shefali Z ,shefali B paras ,mahira and rashmi were sitting .

Aarti- kiasa khali khali sa lag raha hai na pejhle arhaan aur ab vikas chala gaya .

Shefali B- haa wo to hai vikas raunak laga kar rakhta tha .

Shefali Z -wo hai hi aisa  bahar bhi wo aisa hi hai ek dum mast par mai bohot miss karungi usse iss ghar mein .

Paras- haa arhaam dubara aaya wo bhi gaya wo bhi christmas se pehle aaj ruk jaata na hi kisi se mila aur ab vikas bhi pehle to mujhe wo pasand nahi tha par banda sahi hai sab se ache se raha faaltu ka koi jhagda nahi sahi hai banda to .

Mahira - haa maza aaya unke saath haa thodi ladaiya bhi hui par baad mein sab sahi ho gaya tha bas arhaan bhai bhi mil kar jaate to acha rehta .

Rashmi- maine kaha bhi big boss se ki christmas tak rehne de par unhone nahi suna ye galat hua hai mujhe bilkul acha nahi laga .

ShefaliB- koi nahi  aap sad na ho baaki sab to hai na koi na .

Sid and sana were laying  on bed .

sana- yaad hai pichle saal kitna maza aaya tha mai miss kar rahi hoon ghar ko sab ko aur sabse jyada bacho ko .

Sid- mai bhi aaj pehla christmas hai mera unke bina unke birth se lekar aaj tak mai santa banke aaya hoon aaj bohot sad feel kar rahe honge dono .

Sana - koi na .

Flashback:

It was Christmas day ,sid and sana plan a surprise party for kids .

Sana- maine bachho se pehle hi pta kar liya tha unhe kya kya chaiye to tere wo santa wale bag mein hai sab .

Sid- aur mera gift kaha hai .

Sana- tu bachha thodi hai .

Sid- koi rule hai gift sirf bachho ko hi milta hai .

Sana- nahi acha bta kya chaiye tujhe .

Sid- kiss wo bhi gande wali .

Sana- besharam living room mein hai hum humare room mein nahi .

Sid- maa apne room mein hai chal ab mera gift de .

Sana- nahi chup chap meri decoration mein help kar .

Sid- jab tak mera gift nahi milega mai nahi karunga .

Sana- acha chal aakhen band kar .

Sid- nahi mujhe pta hai tu mere gaal par kar degi mujhe gande wali chaiye .

Sana- bebu baad mein de dungi abhi kaam karne de bohot kaam hai abhi late ho jaayega .

Sid-  nahi hoga de na .

Sana was about to kiss him when maa footsteps were heard by both of them they hurriedly separated from each other .

Maa- kya hua bachho lao mai help kar deti hoon kab tak akele lage rahoge.

Sid- maa do hain akele kaise hue aur aap aaram karo ho jaayega ye sab aap tension na lo preeti di aur neetu di bhi aane wale hai .

Maa- mai bore ho rahi hoon mai help kar deti hoon jaldi ho jaayega .

Trio did decorations ,food arrangements was done and gifts were put in santa bag as it was small party only family will be there so all were arranged by them only .

Sid was getting ready in hid room he wears santa dress as adi loves santa and he loves when his mamu became santa for them .

Sid- moti help kar na ye beard nahi lag rahi hai .

Sana- came and tried to pit in on place when sid pull her close to himself and put his lips on hers she was taken by surprise but reciprocate when parted both were panting hard .

Sid- le lia maine mera gift to .

Sana- kitna paapi hai tu .

Sid- haa wo to mai hoon baaki paap baad ke liye chal party karte hai   

All enjoyed the party sid distributed gifts to all and all separately gave gift to kids and sana as they all treated her as kid only , that day became memorable when aditi mimics sana all enjoyed her performance .

Flashback ends:

.

.

.

here is the next update please vote comment and share     

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें