Chapter 91

5.6K 379 15
                                    

Flashback cont..

Sid - maa mujhe laga ki in do mahino mein humara rishta aage badha hai humne ek dusre ko samjha hai aur behtar jaana hai par aaj iss ab ke baad aisa lag raha hai ki hum anjaan hai ek dusre se mujhe nahi pta tha use abhi tak panic attack aate hai nahi mujhe uski medicine pta thi mujhe to pta hi nahi tha ki mai kya karu agar aap nazhi aati to shayad wo abhi bhi usi halat mein hoti maa maine puri koshish ki , ki mai ek acha pati ban pau uske saath ek dost jaisa rishta banaya so that she feel comfortable par pta nahi kaha kami ki maine .

Maa- tune kami kahi nahi ki hai bachha ye to shuruwat hai tum dono ke rishte ki mana tujhe nahi pta tha kyuki usse nahi aate the panic attacks pichle kai mahino se mujhe bhi kuch time pehle hi  shebaaz ne btaya tha jab wo punjab gaya tha beech mein ki kahi emergency aaye aur wo yaha na ho tu itna ulta mat soch ye rishta bohot nazuk hota hai bohot care chaiye hoti hai aur patience bhi tujhe usse sambhalna hai use jo pareshaan kar raha hai usse puch .

Sid- par wo bolti nahi hai .

Maa- agar pyaar se puchega to btayegi use sirf pyaar chaiye wo bohot masoom hai  use kabhi uske hisse ka pyaar nahi mila to tera farz banta hai tu ab usse wo sara pyaar de jo wo deserve karti hai .

Sid- haa maa aap thik bol rahi ho .

They talk for some more time then they hear some voice from maa room both went and saw Sana was  trying to get up from bed Sid went to her but she just went to another corner of bed hurriedly and covered herself with quilt .

Sid got sad seeing her distancing herself away from him .

Maa- asked to go out she will talk to her , she went near sana and called her softly bachha sana dekh meri taraf ye quilt hata .

Sana didn't remove the quilt but sobbing voice can heard from inside ,Sid was standing near  the  gate and seeing this he can't see her like this he was habitual of her laughing and her roaming inside the house the person who can't sit at one place for long time was sitting in a corner and crying silently his own eyes get wet seeing her suffering like this he just want to go and take her in his arms and gave her all the assurance she need he wanted to kill that person who was responsible for her state  he went from there and sit in living area  as the sight was killing him from inside .

Inside maa - meri baat nahi manegi  sana didn't replied nor remove the quilt baat nahi karegi  mujhse Sana slowly removed the quilt from her face .

Maa- she kissed her forehead - tu thik hai bachha ab kaisa lag raha hai .

Sana- sorry maa mujhe nahi pta maine aaj phir aise react kyu kia mujhe nahi aate the panic attacks sorry mujhe maaf kar do .

Maa- arre arre bachha kyu itna pareshaan ho rahi hai kuch nahi hua sab thik hai dekh tu thk hai to sab sahi hai na .

Sana- par maine bohot ganda behave kia na mujhe nahi karna tha pta nahi mujhe kya ho jaata hai isiliye mujhse koi pyaar nahi karta  mai hoon isi  layak aapko kitna pareshaan kar diya maine kitna staya aapko, aapko kitna bura laga hoga .

Maa- maar khayegi dubara aisa bola to maa hoon mai teri sirf bolne ke liye beti nahi bolti aur ye kya sorry sorry laga rakha hai panic attacks aaya isme teri kya galti hai aur mai maa hoon mai nahi  sabhalungi apne bachho ko jab unhe jaroorat hogi to kon sambhalega dubara aisa bola na to maar padegi .

Sana- just hug her started crying .

Maa- bas bas bachha ho gaya kuch nahi hai kyu pareshaan hai tu itna hum sab hai na yaha kya baat hui mujhe bta kisi ne kuch kaha .

Sana told her she read a recent interview of Himanshi and she talked rubbish about Sana and her supporters had posted bad comments about her on instagram facebook all over social media some comments were so bad she can't even say it .

Maa- to tu logo ki baaton se itna kyu effect ho rahi hai logo ka to kaam hi hai kehna  bachha kisi gair insaan ko khud ki life ka control nahi dena chiaye ki wo aap par haavi ho jaye aapko dabane lage wo log kuch bhi bole tu usse khud ki health kyu kharab kar rahi hai dekh kya halat bana li hai khud ki .

Sana- wo sab dekh kar bura lagta hai hui mujhse ek galti par maa kab tak kab tak uska bhojh la kar chlana hog aitn akuch to ho gay itna kuch chin gaya par kya sirf galti meri thi controversy dono ki thi dono ne bola to baat khatam ho jaani thi na par  nahi mera sab khatam kar diya iss controversy ne .

Maa- kyu kar diya meri bachhi bohot strong hai wo sab kuch handle kar sakti hai tu jyada soch mat jo ho gaya so ho gaya galti insaan se hi hoti hai aur tujhe uska ehsaah hai sabse badi baat ye hai .

Sana- aap mujhse gussa nahi ho.

Maa- ek maa apne bachhe se gussa ho sakti hai kya .

Sana- aur sid .

Maa- tu baat karle usse .

Sana- nahi maine bohot ganda behave kia uske saath mai use face nahi kar sakti .

Maa- wo pati hai tera tum dono ka haq banta hai ek dusre par to tune kuch galat nahi kia .

Sana- nahi maine usse dhakka mara use jaane ko bola .

Maa- wo tum dono ke beech ki baat hai wo tum khud solve karna tu aone kamre mein chal mai soup laati hoon .

Sana nodded her head maa again kissed her on forehead and went to kitchen .

sana went to her room and after changing her clothes she laid down on bed Sid enters the room .

Sid- kaisi hai ab kaisa lag raha hai .

Sana- tu gussa haina mujhse maine tujhe dhakka maara gande se bhi baat ki .

Sid went to her and put her head in his lap - kyu gussa hounga agar mujhe aisa hota to tu gussa hoti mujhse ,

Sana- nahi kabhi nahi .

Sid- tu jaan hai meri tu jyada na soch aaram kar .

Sana- sorry maine aise react kiya saman bhi toda .

Sid- baby tere se important kuch nahi hai mere liye kis baat par panic attack aaya .

Sana  told him everything .

Sid - baby ye industry hi aisi hai yaha dusre ko girane ke liye log humesha tayaar rehte hai aur logo ko baatein karne ke alawa kaam nahi hota jo aise karte hai tu dhyaan mat de .

Sana- mujhe tujhe aise nahi door karna tha par uss waqt kuch samajh nahi aaya phir maa ne samjhaya.

Sid- koi baat nahi jo ho gaya so ho gaya par humein ek doosre ka sahara banna hai ek doosre ke saath rehna hai humesha tujhe koi problem ho tu sabse pehle mujhe bolegi mai hoon yaha humesha kabhi tujhe akela nahi chodunga promise hai mera tujh se .

Sana - mai bhi promise karti hoon kabhi koi baat hogi to tujhse share karungi par tu mera saath kabhi mat chodna .

Sid- nahi baby kabhi nahi and kissed her forehead and take her hurt palm in his hands lightly and kissed it too  aage se kabhi khud ko hurt mat karna mai bardasht nahi kar paunga .

Sana nodded her head and kissed him on his chest both hug each other and slept like this only .

Flashback ends:

.

.

.

here is the next update hope you will like it .

Guys I am not well my migraine is too much so sorry for the timing of updates. 

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें