Chapter 87

5.5K 422 24
                                    

Weekend ka war continues now Salman talk with sid as he is really angry on him as well .

Salman- haa shukla g btaiye kya hua task mein itna violence task tha koi jung to thi nahi ki aap log itne jyada aakramak ho jaate hai ki samjh nahi aata ki game show hai ya khatro ke khiladi aisa to waha bhi nahi hota matlab maarne ke liye ready hai aap log ek dusred ko task mein kisi ko chot lage koi dard mein ho koi fark nahi padta par aap logo ko ladna hai .

Sid- nahi sir aisa nahi hai wo task mein .......he was saying but salman stops him between .

Salman- haa aapke paas bohot hi logical se reason hoga shayad par mujhe koi logic samjhna hi nahi hai matlab aap logo ki ladai mein Sana ko chot lagi uske bawjood aap dono lad rahe the aap dono to sabse close ho na sana ke ghar mein tab bhi koi fark nahi pada aur shukla tum bohot close ho sana ke bohot ache dost ho to task mein kya hua bas formality ke liye puch liya ki chot jyada lagi kya aur ho gaya khatam aap logo ko pta hai Sana ko kitni chot lagi hai doctor ko dikhana pada par ghar mein se kisi ek sadsya ne bhi ye jaroori nahi samjha ki wo usse puche arre baakio se to chodo shukla wso tumhare sabse kareeb hai aur tumne hi nahi pucha .

Sana iss ghar mein akeli aisi sadsya hai jo sabse baat karti hai sabka saath dxeti hai par jab usse jaroorat hoti hai to uske apne log hi uska saath nahi dete he said eyeing Sid.

Shukla gussa kam karo ye mai har baar aata hoon  bolta hoon par tum logo par iska koi asar nahi hota hai ye gussa itna agressive nature aage kaam karna hai industry mein ya bas soch lia hai ho gaya bas isse aage nahi karna hai bohot kaam kar lia hai aaram kyuki aisa hai to thk hai warna iss attitude ke saath iss industry mein nahi reh sakte ye gussa aapke liye professional level par hi nahi balki aapki personal life par bhi problem create kar sakta hai aap jin rishto ko for granted le kar chal rahe hai na wo bhi ek limit tak hi aapka saath de sakte hai agar aap baar baar same galti repeat karenge to koi aap ko kab tak samhale ga aur aapka gussa aur aisa behavior bardasht karega mai aapse isse jyada kuch bolna nahi chahta ye bhi maise iss liye bola mai tumhe personally jaanta hoon nahi chahta ki tumhari life mein kisi tarah ki problem tum face karo apne iss rash behavior ki wajah se abhi bhi waqt hai sambhal jao warna kahi aisa na ho waqt bhi na rahe aur rishte bhi tab karte rehna gussa .

Sid- i am sorry sir mai dhyaan rakhunga.

Salman- you better be it will be good for you aur tum sana tum mere liye meri choti behen ki jaisi ho mai nahi chahta tum khud ko kisi aur ke liye kho do kisi ki parwah karna kisi ko apne se upar rakhna har koi nahi kar sakta par ek baat humesha yaad rakhna chahe life mein kuch bhi ho khud ko kisi ke liye neeche nahi girana khud ko humesha sabse upar rakho life mein sab se pyaar karo par khud se sabse pehle karo mai jaanta hoon ye bohot mushkil hota hai jab aap kisi ke liye bohot karte hai aur wo aapko apne se door karde aap ko sahi treat na kare  agar aisa ho to apni ahmiyat khud ki nazro meion aur uss insaan ki nazro mein kabhi girne mat dena chahe jo bhi ho .

Aur iss ghar mein sab matlabi hai sabko khud ke alawa koi sahi nahi lagta tum sabka karti ho phir hurt hoti ho aisa jaroori nahi ki hum humesha sab ke saath ache hi ho yaad hai na dey ko kaisa jawab dia tha wohi sherni chaiye wapis kisi ko apne aap ko girane ka mauka mat do aur rishte nibhana achi baat hai par usse bhi acha tab hoga jab aap khud bhi uss rishte mein barabar ka hissa rakhen rishta nibta bhi dono taraf se hai aur bachta bhi aur agar toot ta hai to bhi dono ko wajah se ek taraf se koshish karne se kuch nahi hota yaad rakhna.

Salman went and Kangana ranaut and Jassie gill  came into the house seeing Jassie Sana became emotional she was already feeling bad from few days and now this she remember all the bad memories when in Punjab no one gave her work no one supported her everyone thinks her as jealous that's why she hates this word this word triggers her somewhere always and being in this house emotionally drained she got blank for a moment seeing him her suicide attempt all the bashing all negative comments all the verbal abuse she had to bear all flashes in front of her it was like it all happened yesterday she closed her eyes and tried to forget that but it feels so fresh like all her wounds got open she opened her eyes and check her wrist for bandage where she cut her vein but there is nothing she saw around her she is in the big boss house she is in Mumbai not in Punjab she is safe nobody is saying her anything nobody is accusing her making fun of her she kept on chanting waheguru name to calm herself she need comfort she badly need someone beside her to hold her from falling she felt like she will again go into that pit of darkness that will consume her she is panicking she need pills right now yes the pills are the only way to calm  down so she excuse herself saying she have to use washroom with the wobbly steps she reach in the bedroom area she searched for the pills she didn't found it she throw all the things that are coming in her way finally she found the bottle she tried to take it but her hands were shaking bottle falls from her hands hurriedly she grab two pills and push it in her throat it was bitter she need to take it with water but the urgency made her take it like that only then she  look for her bottle that was lying on another corner she reached there with difficulty and drink some water her dress get wet from front as her hands were shaking after like 15 minutes she calm down due to effect of medicine.

She corrected her appearance then walk out she met Jassie ,Sid was looking at her he find her behavior odd he wanted to go and ask her but had to wait till guest were there .

She cried when Jassie sing song for her then with a heavy heart she bid bye to him and went on her bed covered herself with quilt and cried .

.

.

.

here is the next update hope you will like it .

i know today also i didn't updated on time but my migraine is not helping me may be for some days updates will be like this or may be there will be no update hope you will understand .     

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें