Chapter 80

5.3K 363 9
                                    


Sid and Sana were happy as they get little comfort through letters this will give them strength to live in this house to tolerate  things and to maintain their sanity as they know that their family are watching them and care about them this was the feeling which can't be describe in words.

Sana and Sid both were sitting in garden area side hugging each other .

Sana- maa ko sab pata hai na bina kuch kahe sab samajh jaati hai unhe pta tha ki humein kya cheez pareshan kar rahi hai kis cheez ko le kar man shant nahi hai aur wo yaha khud nahi aa pai par letter ke through kaise ek jhatke mein sab samjha diya na .

Sid- haa isliye to wo maa hai mai bhi kabhi kabhi amazed reh jaata hoon ki wo kaise sab handle kar leti hai kaha se itni himmat hai un mein pta hai jab papa nahi rahe tab bhi wo humare liye humesha khadi thi bohot mushkil hota hai ek akeli aurat ka iss samaaj mein rehna ab to phir bhi ligo ki thinking thodi badal gai hai par uss waqt aisa nahi tha maa ne hum teeno ko bohotv pyaar se pala hai kabhi kisi cheez ki kami nahi hone di .

Wo uss rishte mein humare liye hoti hai jis rishte ki humein uss waqt zaroorat hoti hai kabhi papa ki kami feel hui to papa ki tarah support kia jab maa ki god chaiye hoti thi to pura laad kia jab ek dost chaiye hota tha pani baat share karne ke liye samajhne ke liye wo ek dost ki tarah rahi hai humesha  humari zindagi mein kisi rishte kisi insaan kisi cheez ki kabhi kami nahi hone di unhone chahe khud kitni bhi pareshaan ho par humare saamne wohi pyaari si muskaan rakhi apne chehre par kabhi nahi jtaya ki maine tumhare liye kya kya sacrifice kia kitna kuch kia bas wo dena jaanti hai .

Kitni bhi difficult situation ho kabhi apna calm nahi khoti kabhi nahi chillaya hum par unhone haa gussa kia par chilla kar nahi , jab galti hoti thi to aise samjhaya ki unki seekh humesha ke liye biath gai dimaag mein bohot difficult hai teen bachho ko akele bada karna aur unhone wo sab kia unke ander jitni himmat hai mere ander nahi hai maio chahe bahar se kitna bhi strong dikhu par tujhe bhi pta hai maa jaise situation ko handle karti hai strong rehti hai mai unke aas paas bhi nahi aa sakta usmein .

Sana- haa maa alag hi hoti hai tujhe to pta hai bachpan se kabhi pyaar nahi mila tha kabhi wo dulaar wo laad nahi mila jo bachhe ko milta hai to mai humesha tarasti thi pta hai jis din wo mere se pehli baar mili mere sir par apna haath rakha wo jo sukoon un kuch pal mein mila mai bayaan nahi kar sakti kyuki kisi ne pehli baar aise pyaar se sir ke sehaya mere wo bohot alag hai tu jaanta hai jab wo pehli baar humare ghar aai thi daadi ke saath  mai bohot pareshaan thi uss din meri pills khatam ho gai thi anti- depression wali aur mai pagal si ho rahi thi uss din shoot par bhi man nahi laga to ghar jaldi aa gai thi pura room tehes nehas kar diya tha par pills nahi mili maa mere room se saame se jaa rahi thi mujhe pareshaan dekh kar wo mere paas aai mere sir par haath rakha meri aakhen bhar aai thi kyuki wo anjaan thi us waqt mere liye mujhe laga mujhe aisi haalat mein koi bhi dekhega to nafrat karega par maine jab unki aakhon mein dekha to pyaar concern tha mere liye mai unhe dekh rahi thi bas kuch nikla hi nahi mere muh se .

Wo aai mere paas baithi mera sir apni god mein rakha aur pyaar se sehlane lagi mai jaise hypnotize ho gai thi jo wo bol rahi thi kar rahi thi unhone pucha kyu itni paredshaan hai kya hua shaant kia mujhe phir pta nahi mujhe kya laga aur jo dard maine kabhi baaz se maa se  daadi kisi se nahi baata wo maa se share kar dia bina kisi jijhak ke ki wo kya sochengi mere baare mein unhe kaisa lagega ki kaisi ladki hoon par mujhe bohot sukoon mila aisa laga jo mai dhund rahi thi pills mein wo maa ne dia mujhe wo sukoon tab se mere mann mein dil mein ek alag jagah hai .

Pta hai koi maa ek depressed ladki se apne bete ki shaadi nahi karwana chahti par maa ne bina kisi jijhak ke humari shaadi karwai mere past ke baare mein jaante hue wo alag hai samjhti hai isliye mai tere se bhi pehle unse attached hui thi .

Sid- tune ya maa ne mujhe kabhi nahi btaya tha mujhe nahi pta tha ki tum dono aise mile the .

Sana- pta nahi kabhi feel hi nahi hua aisa laga wo moment mere aur maa ke beech hi bohot pyaara hai to isliye.

Sid- to aaj kyu share kia .

Sana- bas mann mein aaya wo pal yaad aa gaya achanak par pta hai ek ajeeb sa darr bhi lag raha hai pta nahi kyu jaise kuch hone wala hai to uss pal ko yaad kar ke sukoon le rahi thi .

Sid- kuch nahi wo tujhe purana sab yaad aa gaya na isliye  tu jyada na soch chal ander chal ab late ho gaya hai .

Sana- nahi mere pair daba pehle dard ho raha hai .

Sid- abbe moti pakka mat chal .

Sana- nahi bola na pehle kar .

Sid- nahi karunga pehle pyaar se bol.

Sana- bebu daba de na please.

Sid- he started to massage her feet - jab pura din idhar se udhar koodti rayhegi to yahi hoga na .

Sana- mai nahi koodi  .

They spend some more time there then went inside.

Both were laying on bed but can't sleep due to the overwhelming feeling of getting love from their family .

Sana- neend nahi aa rahi hai .

Sid- mujhe bhi acha lag raha hai aaj bohot .

Sana- sab dekhte hai humein ghar par bachhe bhi adi wo to uchal padta hoga tujhed dekh kar tujhe super-man kehta hai apna bolta hai mama ke paas har chees ka solution hai har problem chutki mein solve kar dete hai aur aditi uske liye tu role model se kam nahi hai pura copy karti hai tujhe teri tarah baat karne ki koshish karti par par mere saath rehti hai na to mere jaisa hi nikalta hai uska par dono pyaar bohot karte hai .

Sid- haa wo to hai adi aur aditi to ghar ki jaan hai wo na ho to ghar khali rehta hai mann nahi lagta letter mein bhi likha dono ne ki Christmas wale din miss kia .

Sana- haa padha tha .

Sid- chal baby so jaa kal weekend bhi hai bohot lamba din hone wala hai aur kal song rehearsal bhi karni hai wo jo sir ke liye tribute hai .

Sana- haa yaad hai and hugs him and hide her face in his chest .

Sid- ho to jaayega kal mere se kahi mai tera bhi kharan na kar doon .

Sana- kuch  nahi hoga bebu sab ache se hoga and kisses hin on his chest .

Sid smiles and kissed her on forehead and slept like this.

.

.

.

here is the next update please vote comment share and follow. 

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें