Chapter 133

4.7K 407 25
                                    

Another day bring another task but this is immunity task Sana aarti paras and mahira each will be caged in jail which have total 5 locks so sid rashmi and asim had to choose which one they want to save .

Rashmi - sid bol tu kisse bachayega mai aarti ka soch rahi hoon .

Sid- mai soch raha hoon abhi .

Asim- mai sana aur aarti ko le kar confused hoon kyuki dono hi friends hai haa sana jyada better friend hai par uske fans bhi hai bahar .

Rashmi- to kya alag alag khelna hai ya saath mein btao phir waise hi continue karte hai .

Sid- haa alag alag hi sahi hai .

sid was clear that he will save paras he has two reasons first one he want to get rid of the favor which paras did in the pyada task may be it was for the game but still he don't want to take anything from him which include favor also and also he will be able to leave all this in this house only he doesn't have to carry a baggage of anyone's favor so it will be clear from his side that he will save him and clear his due on himself because he was sure that in future he didn't want to meet them it will be their destiny or may be their work or something like that but he himself will never take the initiative.

And second reason is that he want to let sana's journey be independent like it is if he will help her then people will again call her with names and her being in the finale credit will be given to him which he didn't want any cost he want people to acknowledge her success  as her own and if he will help her in this task then what she did in these months will go in vain what she earn and all the things will become meaningless which he didn't want to and he has confidence on her fans and on her as well that she will be in finale standing with him on stage they will be holding hands and winner will be one of them for sure .

Task started and as sid planned he saved paras and told him that he wanted to return the favor that he did on him in pyada  task but paras was in another zone and didn't sink in the real meaning of sid's word he was happy that he get into the finale .

On other side aarti was angry and she came to sid and ask why he didn't supported her as she always supported him in any situation .

To which sid replied that it was never like that if she helped him then he helped her much more than her and many times she didn't acknowledge that and it was his decision if he wanted to save her or paras .

Now he had to deal with Sana as he knows  she always think from her heart not from her mind when it comes she always give preference to her heart and he like that about her most but right now this is working against him as he have to make her agree and to think of his point of view as well and it will be difficult hell difficult he know that  so he went to her   .

Sid went near sana - tu gussa hai mere se .

Sana- tune uss  paras ko kyu save kia aarti ko kar deta par usse kyu save kia .

Sid- tu gussa nahi hai ki maine tujhe save nahi kia .

Sana- nahi agar karta to bohot gussa aata mujhe kyuki hum dono bhale hi saath hai game mein par humesha alag alag hi khela hai chahe ek team mein ho ya alag  team mein kara wo hai jo humein sahi laga ho isliye bohot baar ek dusre ko hurt bhi kia hai par hum jaha bhi hai game mein wo khud ki aur apne fans ki wajah se hai .

Sid- mujhe laga tha ye baat mujhe tujhe samjhane ke liye bohot time lagne wala hai matlab mai apne aap ko pep talk deta hua aa raha tha waha se ki kya bolunga kaise bolunga aur tune do line mein khatam kar diya wahh baby tu kabse itni samajhdaar ho gai hai .

Sana- mai tujhse abhi bhi hurt hoon to jyada na banne ki jaroorat nahi hai /

Sid- abbe abhi to bola tune ki tujhse reason samajh aaya ab kis baat par hurt hai .

Sana- tu paras ki jagah aarti ko bhi to save kar sakta tha na .

Sid- pichli baar isliye ladai hui thi na ki aarti ko save kia tha  aur ab khud bol rahi hai .

Sana- pagal wagal hai tu mai hurt isliye thi kyuki humari ladai kisi aur baat par thi aur mujhe aarti bhi nahi pasand par paras to bilkul bhi nahi  pasand hai isliye.

Sid- mujhe uska koi favor nahi rakhna tha isliye mai  nahi chahta tha ki baad mein mujhe ye kabhi bhi rahe mind mein ki usne mera kia tha par maine nahi .

Sana- to aise to usne mere liye apne shoes ko destroy kia tha chahe wo kisi bhi wajah se kia tha to mai kya karoon ab haa ek kaam karti hoon mere paas meri favorite dress hai wo off shoulder wali mai wo de deti hoon usne apne favorite shoes diye mai apni favorite dress se deti hoon haa ye sahi hai mai de kar aati hoon she was about to get up when sid hold her hand .

Sid- nahi pagal ho gai hai wo nahi degi tu aur kyu degi wo task aisa hi tha aur mana karne ka option tha na aur wo dress achi lagti hai tujh par .

Sana- tu itna kama leta hai ki tu mujhe la ke de de nayi dress to laa dena thk hai .

Sid- nahi wo tune pehna hua hai aur iski koi need bhi nahi hai wo khud bhi jaanta hai ki wo agar nahi nhi karta tab bhi tu hi captain banti to wo sirf mahaan ban raha tha .

Sana- same tere saath bhi hua na ki agar uss weak tu nominate ho bhi jaata to koi cghance hi nahi hai ki tu eliminate ho jaata to ye kyu kia .

Sid- koi aur aption bhi to nahi tha na mai tujhe save karke tujhe weak nahi proove karna chahta tha aur aarti ke liye maine bohot baar kia hai unnecessarily bhi kia hai aur wo usse galat bhi le leti hai ki mere mann mein  soft corner hai uske liye wo sab to mujhe wo nahi bhadana tha .

Sana- to nahi khelta kisi ke liye bhi nahi .

Sid- tu jaanti hai mai kabhi peeche nahi hat ta jab koi challenge aata hai to .

Sana- chod gussa to mujhe abhi bhi aa raha hai par mai  thak bhi gai hoon abhi mai yaad rakhungi isse .

Sid hugged her - haa baby haa koi na tu abhi shaant ho jaa .

.

.

.

here is the next update hope you will like it .   

For next update target is 250+ votes .

   

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें