Chapter 39

6.4K 416 11
                                    

Today is weekend ka war and Sana was hell nervous as well as Sid .

Sid- baby kyu itna soch rahi hai sab thk hi hoga .

Sana- mujhe darr lag raha hai bohot kuch ho gaya iss hafte pehle teri meri ladai hui phir teri aur asim ki ladai hui aur phir meri aur himanshi ki bhi ladai hui bohot kuch hai .

Sid- haa hai to darr to mujhe bhi lag raha hai .

Sana- hmm and put her head on his shoulder .

Sid- dubara tabyat kharab lag rahi hai kya .

Sana - nahi aise hi bas .

Sid- raat bhi fever tha bohot tez tha aur dekh haath bhi swell up ho gaye hai abhi time hai sir ke aane tak aaram kar .

Sana- mai thk hoon letu gi to dress kharab ho jaayegi .

Sid- kuch nahi ho raha  dress ka chp chap let jaa .

Sana just laid on  his lap .

Sid- abbe sahi se let na back mein pain hoga .

Sana- chup rahega thodi der .

Sid- baby kyu itni ukhdi ukhdi ho rakhi hai .

Sana- kuch nahi bas aise hi .

Sid- fever ki wajah se hai .

Asim came to them - kya hua sana .

Sana - kuch nahi tu ready ho gaya .

Asim- haa kuch khaya tune .

Sid- haa wo thoda sa khaya tha  tu juice la de waha se wo peele gi to energy aa jayegi.

Asim brings the juice she drank it .

After few minutes .

Sid- baby baith payegi waha .

Sana- haa mai thk hoon tu tension na le .

Salman sir came sana and sid were last to came so there were no space for two aarti has hold place for sid but sana has to sit on back .

But sid was not ready so he ask shefali to shift as sana is not feeling well so he made space for her and sit holding her hand.

Salman came - hello kaise hai aapm sab .

All- we are good sir .

Salman- sana aap dhyaan rakhiye apna .

Sana- jee sir .

Salman- iss hafte bohot kuch hua ghar mein itni ladai itna shor bohot kuch to shuru karte hai asim aur sid ki ladai se .

TO Sid- haa to shukla g aap batiye itna gussa kis liye maine aapko pehle bhi bola hai ye aapke liye acha n ahi hai nahi professionally na hi personally eyeing Sana .

Sid understands what Salman is trying to convey him-  ji sir i am trying aur jo asim se ladai hui wo sort ho gai hai par uss waqt jo bhi hua wo nahi hona chaiye tha mujhe control karna chaiye tha wo mere liye mere bhai ke jaisa hai mai bada hoon to mujhe sochna chaiye tha mai aage se koshish karunga ki apne gusse par control karu .

Salman- yes you should aur asim aap kuch bolenge iss baat par.

Asim- sir hum dono ke ander hi dusri cheeso ko le kar anger build up tha aur wo waha nikla galti dono ki hi thi dono ko aise react nahi karna chaiye tha and i am regretting it humne sorry bhi bola ek dusre ko ab aage se aisa nahi hoga .

Salman- na hi ho to acha hai ab baat karte hai rashmi aur sid ki ladai ki .

Sana felt sid got nervous as it can lead to argument in front of salman sir , so she hold his hand tightly to assure him that she is there for him for now and always .

Salman- haa to rashmi aap btaiye jo aapke aur sid ke beech ladai hai wo yaha ki to nahi lagti aisa lagta hai aap logo ka koi professional nahi personal grudge hai aur rashmi ye aap ki taraf se jyada lagta hai .

Rashmi - nahi sir aisa nahi hai meri taraf se aisa kuch nahi hai haa kuch problem hui thi bahar  par wo bahar hi hai yaha nahi.

Salman - to aap bahar ki baat ghar mein kyu karti hai aapko bohot baar dekh gaya hai bahar ki baat karte hue sid ke baare mein dekhiye mai nahi jaanta ki bahar kya hua hai but it is highly unprofessional .

Sid- sir bahar bohot kuch hua hai aur mai nahi chahta wo sab yaha bola jaaye bohot ugly ho jaayega maine pehle bhi bola hai aur aaj bhi bol raha hoon if i want to talk on this then i will but then it will harm her career to a great extent and she knows .

Salman- acha hoga agar aap ye sab bahar ja kr discuss kare because ye in sab baton ke liye platform nahi hai ye agar bahar jaayega to aapki image harm karega specially rashmi aapki .

Sid- ji sir .

Salman- ab aate hai uss sadasya ke upar jise aaj is ghar mein hona nahi chaiye  agar aaj mere haath mein power hoti to mai us ek sadasya ko ghr se beghar kar deta jisne bina kisi wajah bina kisi provocation ke dhakka maara sana ko to himanshi aap kya soch kya rahi thi .

Himanshi- sir mai uss waqt bohot gusse mein thi aur ye bole jaa rahi thi to wo heat of the moment mein ho gaya .

Salman- himanshi sana aap se nahi shefali se bol rahi thi aur aap beech mein boli aur jab rashmi aapko ander le gai to aapne aakr sana mko bohot zor se push kia bina kisi wajah ke aapke paas bohot lambi explanation hogi iske liye par mujhe nahi sunni hai mere haath mein hota to aap ghar se bahar hoti ye pta hone ke bawjoot ki wo beemar hai aapne unhe dhakka maara aur jab  wo aapke paas aai to aapne jaise react kia sorry to door ki baat unhe low feel karane ke liye controversy ka topic le aai isse saaf pta lagta hai aap khud insecure hai maine aapko bola tha ki agar aapko sab sort karna hai to ek baar naith kar karlo par aapko sab se discuss karna hai bas jiske saath controvedrsy hui hai usse nahi , dekh lijiye ye jaha jaa raha ye aapke liye hi acha nahi hai ab mai iss par na hi baat karna chahta hoon nahi sunna chahta hoon aap log baithiye mai 2 min mein aata hoon .

Salman went as usual Himanshi started cribbing - meri kya galti hai mujhe itna sunaya maine thodi kuch kia hai .

Shefali- chup ho jao abhi ab bol kar fayda nahi hai .

Sana and sid were sitting in sofa .

Sana- tu thik hai na wo rashmi ki baat nikli.

Sid- haa mai thk hoon maine bola na mujhe fark nahi padta isse tu bta tu theek hai himanshi ne phir kia aaj .

Sana- haa chad usse .

Salman came back- acha to ab baat karte hai is hafte ke captaincy task ki kya decision lia hai aapne shefali sahi mein .

Shefali - yes sir jo mujhe sahi laga maine kia maine bola tha sid galat hai .

Salman - shefali aapko pta hai ye abhi tak ka worst sanchalan tha is season ka matlab aapne sab dekha phir bhi soch samjh kar himanshi ko captain banane ke liye sid ko out kia .

Then he demonstrate them with the table he has on stage to them .

Salman- ab samjh aaya sid ne aapko bola bhi par aapne use ansuna kar diya aur to aur himanshi ka saath diya .

Shefali- sir mujhe uss waqt jo sahi lag maine kia .

Salman- shefali you made a decision to make himanshi win taaki aapko bhi faayeda ho par sanchalan karte waqt you need to be fair that's all i am saying .

Then there were some tasks .Kesari got eliminated and weekend ka war got over .

.

.

.

here is the next update please vote comment and share   

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें