Chapter -5 changes and losses 💔

311 14 1
                                    

Bp-Aap samajh nhi rahi hain Rani maa, aapke chote bete ke haath per jo nishaan hain von koi aam nishaan nhi hain Agar yeh bachcha burai ke haath lag gya toh shayad puri dharti hi nhi saato bhramaado par khatra aa sakta hain. Aapne agar isse bacha liya toh aapka yeh beta dusre ko aapke paas le ayega mera vishwaas kariye. Jaldi jayiye. (Rani maa looked at Drish crying for help then at her son in her arms and then at K. Jai

She nodded and ran to parilok's palace. Here Drish was crying hard to stop her mother from leaving him alone. Suddenly, the man who was with Jai captured Drish and placed a knife at his throat and called Rani maa.
Man- Arre... Rani ji aap apne pyaare bete ko ek aakhri baar dekh lijiye yeh ab aapke karan MARNE WALA HAI. (these last words stopped her steps.

She was only few steps away from palace. But a mother's life is her son, how could she let her son die like this.

Then a soldier came from behind and snatched the little child also from her.

Rani maa was standing still she
lost her both sons in faction of a
second, s That soldier immediately gave the baby to K. Jai and the man hold Drish and the door of that plane closed and that plane started flying.

Baalpari went numb. She Lost to be a protector of a child from dark powers AGAIN. She lost those two children to evils

She cried aloud, "NAHI! FIRSE NAHI!!" Rani maa having tears when she remembered Mahipal's words, "Aapko aaj tak k.jai ne kisi baat ke liye mana kiya hain jo aaj karenge? Ap parilok jayiye
aur kuch din vaha bitayiye"

Rani maa- KUCH DIN VAHA BITAYIYE yeh jaante huve bhi ki aaj mere bete ke naamkaran ka utsav tha mahipal ji ne mujhe kuch din yaha rehne ko kaha tha taki mere bete surakshit rahe aur maine unhe khatre mein daal diya Main ek achi maa nahi ban paayi, Bp.

Bp- Nahi hum unhe bacha lenge, Rani maa aap chinta mat kijiye. Aap toh RANI PARI ki choti behen haina isiliye aapko bhi unki tarah haar nhi maanani chahiye.
Rani maa- Ab mujhme apne beto ko khone ke baad kuch karne ki shakti nhi bachi bp main sirf itni hi prarthana kar sakti hun ki bhagwaan mere beto ko surakshit rakhe. (she went inside the palace and light a diya before god's idol)

Rani maa- Hey bhagwaan, main apni sabhi shaktiyon ka TYAAG KARTI HOON. Aap isse mere aur se chadawa samjhe aur mere beto ko surakshit rakhe. Yadi mere dono bete mere paas nhi aye toh main Parilok ki aur Vidarbh ki Rani ka pad humesha ke liye tyaag karke DHARTILOK par chali jaungi aur khud par aisa kavach lagaungi...koi mujhe pehchaan na paaye

bp- Yeh aapne kya keh diya Rani maa. Aapko yadi nhi pta niyati ke baare mein toh fir aisi pratigya kyun li Shaktiya tyaagne tak theek tha par iss tarah sab kuch chodkar chale jane humesha ke liye aapko hi dukh dega.

Rani maa- Mujhe bas mere bete chahiye....

Bp-Aapko yadi apna ek beta hi mil bhi gya toh bhi aapko pratigya ke anusaar sab kuch chodd kar jana hoga. Apne bete ko bhi.

Rani maa- yeh kya ho gya Bp, yeh kya keh diya maine Agar ek bete ko paaya toh use bhi mujhe choddkar jana hoga Ek shan iska mtlb hai ki aap janti thi iss ghatna ke baare mein haina?

Bp- puri tarah se nhi par andaza laga liya tha maine, pura vishwaas Jaikass ke yaha aane se huwa tha ki meri aashanka sahi thi. Aur..

(She turns toward Rani maa, rani maa was fully angry Bp on because it was because of her that her both sons are now far away from her, according to her perceptive)

........
How was the chapter 😇??
Do vote and comment ❤️

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें