Chapter -57 Anu's feeling

247 15 0
                                    

Anu-Ohh! (sadly) par konsa mission?
Np- Tim ka antt karne waali chuppi shakti ko dhundhne ka mission aur Tumhara aana zaroori hai!! Aur taiyaar rehna. kal subah nikalna hain(sat on windowsill) ab bye aur Dhyaan rahe kisi ko bhi pata Na chale..
Anu-ruko!! window se mat jao! kisi ne dekh liya to kya sochega? aur unke question ka answer Mujhe Dena padega😐
Np -kaise questions?
Anu-yahi ki ek nakab pahna aadami tumhare ghar mein khidki se kyon aa raha tha? Chor samajh kar tumhen marenge aur police ko de denge (murmuring) Fir Mera Kya hoga 😥??
Np - oh madam!! Agar police rakshak ko hi jail mein dal degi to Fir super natural powers se Kaun ladega? And second thing I am not that much easy to catch 😏!!
Anu- dar sabki kamjori hoti hai! Aur agar tum dar gaye toh you will be easy to catch mystery man 😏kyunki har Insan kisi Na kisi chij se darta hai😌

Np- maybe 💁‍♂️ ab main chalta hun tumhaari mom se bhi baat karni hain mujhe abhi...
Anu-Meri mom se kya baat karni hai tumhen??Meri complaint karoge😲? Jaise teachers students ki karti hain parents se??
Np -🤦‍♂️main chalta hun.. (a vase fell down by the force of his hand)(to himself) ab isse bura kya ho sakta hain??

Devki enters by hearing the noise...
Devki-arre np!! Tum kab aaye? Bata kar aana chahiye tha! Main kuch banakar rakhti tumhare liye😊 ab tum thodi der ruko main tumhare liye kuch banakar laati hun khane ke liye☺️
Np -nhi nhi 😅 main sirf itna batane aya tha ki kal Ananya ko hamare mission ke liye jana hai aap uski fikar mat kijiyega aur apna Dhyan rakhiyega😅

Devki-arre np!!ab aaye Ho to khana kha kar jao 😊 pahli bar aaye Ho hamare ghar mein!!

Np -nhi devkiji fir kabhi 😅 abhi aur bhi kaam hain and sorry for the vase isse mein abhi thik kar deta hu (repairs the vase with magic ✨) byee 😊!!(left isse pehle aur kuch puche 😪)

Anu -Mom aap uske chakkar mein mujhe to bhul hi gaye😕
devki -aree Ananya!! ab ladka Itna achcha, Sushil aur sanskari hai to uspar hi dhyaan jaayega na ☺️

Anu -matlab main acchi, Sushil sanskari nahin hun 😕

devki-arre ananya!! jab ek ladki ki shaadi ki umra Ho jaati hai to fir uski maa ki nazar har ladke par hi rehti hain yeh jaanane ke liye ki kon uski beti ke kaabil hain ☺️! Aur meri najar mein nakab posh hain 😌!
Anu -(excitedly) sachiii mom😃!

devki -devki -aur kya! Agar shwet lok hota to Abhi Tak Tera Vivah karwa deti.. per Prithvi per 21 se 23 ki umra to honi chahiye.. bas ladka kuwaara(unmarried) rahe tab tak!!
Anu -aisa kyun bola??
devki - tu Prithvi ke niyam ke anusar chalegi per voh nahin!! Agar voh dusre lok se hua to Shayad voh jaldi shaadi kar le😌!
Anu -nahi... np aur kisi aur ke saath shaadi 😱! bilkul nhi! aisa nhi hoga mom 😥no,no!! aur yeh main ensure karungi ki voh kisi aur se shaadi na kare!! sabse pehle uske mask ke peeche ka chehre ka pta lagana hoga...

devki-(in mind-meri beti kisi kaam ke peeche pad jaaye toh uski jadd (roots)tak pahunchkar hi saans leti hain 😌 ab yeh np yaa fir kahun mere bv se mujhe milwayegi...bahut intezaar kiya hain ab aur nhi 😊)(left)

Anu -jo marzi hoo shaadi toh main tumse hi karungi 😌 (looking at the sketch) aur yah kaise hoga Bhagwan isme madad karna🙏umeed karungi ki senior bv se mulakat hogi ! Pta nhi usse main yaad hongi ya nhi? khair kal mera pehla mission hain 😃

  (She said looking at the sketch but a thought came in her mind and she moved close to sketch and under it one more sketch of a man was there but it was also incomplete)
Anu-( emotional) Kya  kismat paayi hain maine... Apne hi papa ka chehra tak nhi yead mujhe ! Timnasa ne mujhse do cheeze cheen lii thi!! meri family or meri yaadein dono hi meri khushiyaan thi🥺! Issi karan aaj yeh ""do" sketches incomplete hain!!

(one of her father and other of a small boy and then shifted to np's sketch) lagta hain ki ab tumhaara sketch bina mask ke bana lungi main np... Bv ka pta nhi kab aayega meri life mein🙂 but ab shayad tum meri madad karo mere papa ke baare mein information dene ke liye (smiles but in pain)
kisi din agar mere papa mere saamne bhi aa jaaye to unka pta nhi par main unhe pehchaan nhi paungi (anyone can't tell by looking at her face which emotion was there...

It wasn't the pain as pain is experienced when we desire something and don't get it, and she has left all the hope to meet her father.
she didn't even know whether he is alive or..... it's like watching sm who makes others happy but is like a void from inside)

..........
To be continued...
How was the chapter 😇??
Do vote and comment ❤️

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें