Chapter -77

173 18 10
                                    

Dev- Aakhirkaar yeh "Veer" kon hain??😣
"Tumhara ateet, vartaman aur bhavishya VEER hain.. "Anushka entered while saying this...
Dev looked at her confused but know that her sentence is still incomplete.
Anushka - yeh voh ateet hain jiske liye mujhe saalon se sabse dur apne parivaar se dur rehna pada. Yeh vo ateet hain jiske liye aaj tak jo kuch bhi ghatit huwa hain vo vaisa hi ho raha hain... Yeh vo ateet hai jiske liye kai zindagi daav par lagi hain🥺... (Her throat choked with her overwhelming emotions which she rarely expressed on the conversation about her family) Kuch hissa iss ateet ka tum jaante hoge na bv??

Dev-mujhe andaza hain par pura bharosa nhi...
Anushka - Bharosa karna seekho bv... (with closed eyes) tum apno par bharosa karna seekho... apni musibat baanto... Kisi se bhi share Karo.. ghut ghut kar rehne se acha yahi hain sabke saath khushi khushi jiyo...

Dev- har samay yeh baat dhyaan rakhunga na toh fir mujhse zyada pareshan vo log dikhenge tumhe...(he said with an artificial smile) jo hona hai vo ho kar rahega tabhi toh drish ke uss mein kaid hone se lekar ab uska gumshuda hona bhi destiny hi thi... Jo chahe tum apni taraf se change karne ki koshish karo par shyad tum vahi hone mein contribute kar rahi hoo...

Anushka - maybe yeh reason ho sakta hain but what if tum apne future ko samjh hi na paaye hoo? Aur apni according hi assumptions bana lii hoo?(she said to light a hope)

Dev-jhuti umeedo ke sahare zindagi nhi jee jaa sakti...
Anushka - kai baar ek umeed hi kaafi hoti hain zindagi jeene ke liye jaise guru maa ke liye unke dono beto se milne ki aur unke saath rehne ki umeed hai par voh mil paayegi yaa nhi yeh tum bhi nhi jaante.. voh umeed jhuti toh nhi na kyunki voh umeed agar uss nhi toh kisi aur janam mein puri hogi. (She ended with small smile)

Dev- (looking at the story at veer whose face is blurred) VEER?? (He asked thinking what he was assuming earlier and Anushka nodded)

Anushka - Veer aur koi nhi TUM HOO BAALVEER...(and the face was now clearly shown, it was dev dressed in that old traditional dress code of a Soldier at that time)

Dev-Mtlb guru maa baalpari meri maa aur Shiva... (His eyes looked at her wanting confirmation from her, Anushka nodded)

Anushka- Shiva tumhara saga bhai drishyum.. jisne apne purv janam mein apne bhai hone ke kartavya ko bakhoobi nibhaya...

Dev-par mujhe dikh kyu nhi raha iska face??
Anushka - kya tumne drishyum ko dekha hain ek baar bhi uss plane crash ke baad?? (He remained silent)

Dev-mtlb ki main apne bhai tak ke chehre ko nhi dekh sakta na.. aur kya hi chahiye kisi ko ek aisi life jaha uski family chahe jaisi bhi condition ho saath rahe... Yahi maine bhi maanga tha.... par shayad BV ki yeh iccha uske kartavya ke beech mein aa gyi hogi na aur usse apni family se bachpan mein hi alag kar diya hoga... (He said in matter of fact voice but pain of losing his family still can be felt from his eyes and voice which was heavy maybe due to the weight of those unshed tears)

Anushka - tumne bahut kuch saha hain... Shayd hi koi hoga jo itna sab kuch sehne ke baad bhi apna dharm nhi bhula hoga... Main itna hi keh sakti hu ki jab tak pura sach saamne nhi aata aadhe sach ko pura mat maanana...

Dev - (after a pause)King toh maha rasayanak jaikass hain aur queen mtlb Rani maa huwi?? (she nodded)Toh fir unki koi santaan kaise nhi hai?? Main aur drish toh unke hi bete haina?? Aur veer aur shiva toh idhar guru maa mtlb pari maa ke bete hain fir abhi kaise main rani maa ka beta hu??

Anushka - har janam mein sabhi rishte badalte hai... Sirf pati patni ka chodkar. Tum toh jaante hoo na bv ki pati patni ka jeevan saat janamo ka hota hain isiliye king jaikass aur rani maa iss janam mein bhi pati patni hi hain bilkul vaise jaise devkiji aur king Aditya Pratap hain... Parantu guru maa ke gusse ne aur unki apni santaan se dur rehne ki takleef ne unhe itna zyada aahat kar diya ki unhone voh kiya jiske karan aisa vartamaan racha gya hai...

Anushka pointed at the book and there he saw that veer was running while shiva was behind him chasing him because he helped Samrita to trap him in the duty to follow every instruction which she would give to him and from full day she is just calling him for just picking up one thing or the other instead of giving him a warrior's duty which he wanted and Veer instead of helping him is giving suggestions to samrita for sending him for getting a lion which could talk like humans and this made Shiva mad at him and he just attacked at veer like a wild lion.

Veer just said to samrita looking at Shiva "yeh toh bahut jaldi sach mein bolne wala sher le aaye 🤣🤣". Now Shiva was the most dangerous person, whom veer would have met in a his whole life. He was red in anger and went to hunt its prey.

Veer was running with a satisfied smile after teasing his brother after a long time when he bumped into someone and both fell on ground.

Veer- shama karna mera dhyaan nhi... (Shiva held him)
Shiva - ab aaye tum meri pakad mein... Tumhe toh mai.. (stopped seeing the person in front of him)aap rajkumari... Shama karna voh bas Veer galti se takra gya tha...

Raj. - koi baat nhi😊...mera bhi dhyaan nhi tha toh isme meri bhi galti thi..
Shiva- rajkumari ek baat batayiye Samrita aapki hi sagi behan haina?? 😅
Raj.- haa😊 parantu aisa kyu pucha??
Shiva - Kyunki voh lagti nhi aisi 😐 aap shaant hai aur voh muh se hi aag ke gole barsaati hain😅
Veer- aisa sirf tumhe lagta hain varna vo bahut achi hain 😌(still sitting on the ground)
Shiva-aisa sirf tumhe lagta hain kyunki vo Tumhaari baat maan leti hai🤨
Raj. - samrita mein gussa toh hai(Shiva - dekha😌) par voh dil ki achi hain😊(veer - tum dekho😌)

Sam- acha Shiva meri itni tareef kabhi kisi ne nhi kii😊 ab iss tareef ka inaam tum hi lo🤨(hits him on his shoulder continuously but no effect so she picked up a rod with sharp edge)

Veer- rajkumari samrita😇 mere bhai ko aaj ki puja mein bhaag lena hai isiliye isse vaha tak sahi salamat puchne jitna chod dena 😅
Sam. - tum chinta mat karo veer yeh ab meri zimmedari hai (shiva ran already) VANI tum bhi puja ke liye taiyaar rehna...
Vani- thik hain
Veer - rajkumari Vani...(repeated her name)
She looked at him feeling a strange feeling on being called by him from her name for the first time. A small eye contact but he broke it as he left the place making an excuse...
.....
To be continued...
How was the chapter 😇??
Do vote and comment ❤️
Write your reviews about story😊

Do watch the promo available on my insta id - fanfictionstars_01 also. It's a video promo of upcoming track. First time I have made a promo like this.
Hope you will like it 😇.

https://www.instagram.com/reel/Csi7jKJAQCC/?igshid=MzRlODBiNWFlZA==

Do check it out ✅
You may also visit profile if link isn't opening to watch it as it's important track revealed in the promo 😊.

Do comment once you have watched it🥰.
Link is also available on my YouTube channel - baalveer_fan_club_

https://youtube.com/@baalveer_fan_club_319

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें