Chapter -14 Entertainment with values

232 13 3
                                    

Dev- Main game nhi khelunga calculations band kardo please, nhi toh main aisa question dunga ki tumhaari dictionary fail ho jayegi.

Rinku- Aisa question hi nhi bana.
Dev- Acha itna overconfidence, toh thik hai tumne jo yeh calculations ki hai yeh galat hain Rinku- Aisa ho nhi sakta batao kaise?

Dev-Kyunki main 3 members ke barabar hun par yeh team ke baaki members ki capability tumne count nhi ki. Is hisaab se chinti ki capability 12 aur baaki dono bachche (Rahul aur sohan) new players hain isiliye no count, is hisaab se chintu ki capability team including I hogi toh yeh toh 4½ member ki barabar huwi including me...similarly tumhaari team mein 3 members ke according aur agar tum viv ki behen khushi ko loge toh 4 members ho jayegi
samjhe??
(All are looking at him with wide eyes mouths open 😲)

Rinku- ek sec baaki sab toh thik hai par aap khushi di ko 1½ member kyun gin rahe hoo ...unhone kabhi cricket nhi khela humaare saath... fir Kaise??

Dev-Khela nhi par usme aur ti tum sabme itni capability hai ki tum 3-4 member ke barabar ban sakte hoo.. kami bas yehi hain ki aapas mein ladkar nhi milkar khelo. Samjhe? Aur ab agar viv nhi hain toh khushi ko hi khela loo apne saath. Hmm? (looking at Khushi who was standing behind a pillar listening to their talks). kyun Khushi khelogi???

Khushi-par mujhe theek se khelna nhi aata.

Dev- Toh kya huwa yaha sabhi tumhe apne Saath practice karwayenge.. Theek haina??
All- Haan, zaroor. (Khushi smiled widely).

Karuna ji was standing at footstep with Viv. and watching all this.
kj- Viv, tumhe pta hain tumhaari didi ko games toh pasand thi par humumar(same age) ka koi nhi tha, sabhi chote haina tumhari paltan mein usse toh use yeh lagta tha ki agar voh badi hokar bhi khelte wakt galti karde toh kahi sab tumhe na yeh kehne lage ki Viv. ki behen ko khelne nhi aata... Isiliye vo books padhkar apna timepass karti thi par dekho dev ke aate hi usne use apni choti behen jaise maana Shayad vah yah dekh pa raha tha ki kis tarah khushi pillar ke peeche khade hokar tumhari game dekh rahi thi... chalo ab tum bhi jao khelne apni paltan ke sath aur kal se homework time par karna..(left)

Viv- didi ka man tha khelne ke liye per voh sirf mere liye nahin kheli main uhne tang Karta per unhone mujhe kabhi is bare mein nahin bataya (in mind)
he was feeling guilty as a brother he could not see her sister's feeling

[it's true, it happens many a time in life when we think a particular person to be perfect in all the fields and hence it results in framing the mentality of that person that if he couldn't be perfect in any one field then it will lead to making of his fun by others and so that person doesn't express his feeling to do a particular task in any field same happened with Khushi]

khushi- arre viv aao tum bhi aao, hum sab saath khelte hain

viv- Didi, aaj meri jagah aap khelo, main apko cheer up karunga.

Dev -Agar cheer up hi karna hai toh game khelkar karo aise audience mein baithkar toh baki log cheer karte hain viv agar Man kar raha hai apni behen ko khelne ka moka dene ka toh fir saath khelkar moka doo

Viv understands Dev's words and reason behind him speaking those words. He came towards khushi

viv-didi mujhe maaf kar do Maine kabhi aapke bare mein socha hi nahin kabhi yah socha hi nahin ki aapka bhi man karta hoga humaare saath khelne ka, humesha apne baare mein socha I'm sorry

Khushi -aww viv, sach mein bahut pyara bhai hain tujhse koi kaise naraaz ho sakta hain main kabhi gussa thi hi nhi ab khele?? viv-haa jarur

Khushi -bhaiya aap bhi khelo?? dev-Nhi, Rinku ki calculations ke according...

All except Rinku -bassss samajh
gyeeee hame doosra Rinku nahi chahiyeee
dev -Arre poori baat toh sunte rinku ki calculation ke according main coach banuga samjhe??

All-ohh🤣🤣🤣

viv-achcha to aap audience mein baith kar cheer up nahi karoge haina??

dev- Main audience mein nahi coach ki seat par baith kar cheer karunga bahut fark hai donon mein(all😂, Viv -😶)

all started playing Dev and vivaan were guiding Khushi how to play cricket...

Khushi was now fielding when suddenly Gopu hit the ball and it was going to hit Khushi when two hands that the same time stop the ball

It was Dev and Vivaan who hold the ball.. Everyone in bn started clapping.
khushi -Mujhe kuch bhi kya ho sakta hai jab mere dono bhai mere saath hain. kyun haina maa??
Karuna -zaroor khushi (hug both Dev and Vivaan tightly.)
khu- Thanku so much for today Dev- Bhai bhi kehti hoo aur thanku bhi

Viv- Ab didi, partner ka matlab yeh hai ki thanku se kuch nhi hoga ek-ek ice cream toh banti hain. 😋

khu- Zaroor Aap chaloge bhaiya??

Dev- Mera ana zaroori hain😌
viv- aur Voh kyun??!
Dev- Kyunki aaj ki party mere taraf se.
All -Yippe

dev-chalo bachcha party.
Padmini ji -Meri Sutli ka dhyan rakhna
Kamini-Mere Chintu -chinti ka bhi
Diwali -Mere gopu ka bhi
Shalini -Mere rinku ka bhi
Dev (to Karuna)- Aap nhi kahengi apne bachcho ka khyaal rakhne ke liye ??😅
Kj- Nhi, kyunki mujhe pta hain ki tum khud se zyada unka khyaal rakhoge. Main toh tumhe Yehi Kahungi ki apna khyaal rakhna
Aarna- Aisa ho gya toh main toh
bhagwaan ji ko prasaad chhadda aaon... yeh sabka khyaal rakhte rakhte apna rakhna bhul
Dev- Aadat se majboor hun maa!! (smiles)
Aarna- Toh sudhaar lo iss adat ko.

dev- zaroorat nhi mere khyaal rakhne ke liye aap hoo

aarna- Agar main na... [Dev put his hand on her mouth]

Dev- Aisa kabhi mat kehna maa, Main yeh adat issiliye hi nhi sudhaar raha kyunki MERI ISS AADAT KE KARAN AAP HUMESHA MERE SAATH RAHENGI.

Aarna- Oh Toh tumhaare kehne ka yeh mtlb hain ki tum is "ADAT KE BHAROSE MUJHE APNI SIDE MEIN KAR LOGE?"

dev-haa
a

arna--chalo ab jao
dev -jao nahi ja kar wapas aao aap hi to kehti Hain yeh bye
aarna-jaldi ana

........
How was the chapter 😇??
Do vote and comment ❤️❤️

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें