Chapter-90

186 22 16
                                    

Anu- dabbu hume yaha rehne ke liye ghar toh dhundhna hoga na?
Dev-har gaav mein kuch ghar extra banaye jaate hai guest ke liye.
Anu-you mean guest house?
Dev-haa vaisa hi..
Anu-idhar hi ruke (excitedly) mujhe veer, shiva ko unki maa ke saath dekhna hai aur yeh jagah bhi toh achi hai dekho 😃

Dev- haa toh fir yaha Village mein rukne ki permission toh leni padegi na?
Anu- par kis se?(saw Guru Maa) unse hi puchte haina.. chalo dabbu(held his hand)

Guru maa-(saw them) Veer? Vani? Yaha kya kar rahe ho? Tum dono toh andar the na..
Dev looked at Anu who nervously smiled.
Anu- vo aunt. (Stopped) inhe kya bulaun?(gestured Dev)
Dev-guru maa keh lo sab yahi kehte hain (whispers)

Anu-vo Guru Maa mera naam ananya hai aur yeh Dev hai.. humara sirf chehra hi aapke bete aur rajkumari Vani se milta hai.. hum dusre lok se aaye hai.. (she said explaining her)
Guru maa-toh tum dono dusre lok se ho..(anu nodded) main kya madad kar sakti hu? (She asked sweetly)

Anu-vo hume yaha rehne ke liye ghar chahiye tha... Isiliye mujhe yeh puchna tha..
Guru maa-puchne ki zarurat nhi hai.. tum bhi mere bacho jaise hi ho yaha ek Ghar saath mein khaali hai vaha main saalo pehle bacho ko padhati thi tum vaha reh sakte ho
Anu-thank.. mera mtlb hai aapka dhanyawaad (smiles)
Guru maa- main vo Ghar saaf kar deti hu😊(left)

Anu-(to Anu) dabbu jo marzi guru maa bahut sweet hai.. mujhe umeed nhi thi vo meri baat samjhegi but unhone itne pyaar se baat ki.. sach mein Veer aur shiva bahut lucky hai..
Dev-vo toh hai(as he look at her with mixed emotions and Anu noticed him)

There was helplessness in his eyes which caused a pang in her heart. She want to help but she didn't want him to tell her the reason with any kind of pressure.
Anu-(m) mujhe pta hai dabbu..apni maa se dur rehna kaisa lagta hai.. par main tum par dabaav daalkar koi sawaal ka jawaab nhi chahti.. main intezaar karungi sahi samay ka.. par aakhir kyu tum ab bhi unse dur reh rahe ho??

Guru maa told veer, Shiva, vani and Samrita about arrival of two familiar guests and everything was settled. Anu and debu got the house to stay. Veer, shiva got her mother back. Samrita, vani were happy too. Everything was peaceful.

Guru maa - (stands in front of her small temple which she made) aapse saalo se jo maanga aapne aaj mujhe sab lauta diya.. mera jeevan lauta diya. Aapka dhanyawaad Durga maa. Ab bas itni shakti dena ki apne parivaar ko main kuch na hone du🙏(bows her head)

Veer- (calling her)maa kal holi haina toh fir hum khelenge na?
Guru maa came near all of them who were sitting outside in the verandah talking.
Guru maa-jarur... kyu nhi? Itne samay baad hum saath mein hai. Holi saath mein manayenge(smiles)
Shiva-rang?? Vo hai kya?
Guru maa- uski fikar mat karo vo main dekh lungi. Tum sab ek dusre ko rangne ke baare mein socho

Vani-veer sabse pehle rang kisse lagaoge??
Veer- hmm... Maa ko fir... Sabko.
Shiva- mujhe rang nhi lagaoge?
Veer-nhi tumhe toh jalkund(lake) mein hi dhakka de dunga na😌.. rang bachega😁(everyone laughed)
Shiva- fir toh main bhi rang na bacha lu😐

Anu - dabbu.. hum kal tak yahi haina?? Anushka se baat huwi?
Dev-haa hum kal yahi rahenge. uska koi message nhi aya abhi tak.. ruko main baat karke aata hu.
Anu-main bhi chalu?
Dev-dono jaayenge toh yeh bhi toh aayenge na. Isiliye main jaata hu tum yaha kal ki preparation mein help karo(she nodded)main aata hu abhi (left)
Veer-yeh kaha jaa raha hai?
Anu-usse koi kaam yaad aa gya.. aa jaayega abhi. (He nodded and all were preparing for tomorrow)

Dev went to an isolated area and clicked his band and a hologram of Anushka's face formed. She was moving here and there in a lab.
Dev-tum meri lab mein kya kar rahi ho?
Anushka- acha huwa call kiya.. mujhe laga vaha pahunchkar mujhe bhul gye😐
Dev- yeh mere question ka answer nhi Hain🤨

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें