Chapter-46 np secret out??

188 11 2
                                    

Viv - Agar aap pura time bharat nagar mein the toh aapko kaise pta ki devki aunty bn mein aa rahi hain aur aapne pehle se hi apni yeh magical'specs' taiyaar rakhi😏 batayiye

Debu-kaafi jaldi pakad liya😅 (bit his tongue)

Viv -Haan, ab sach boliye 🤨
Debu- Viv, yeh rup maine apne aap ko tim. ke shak se bachaane ke liye aur destiny ki demand poori karne ke liye liya hain...

Viv - bhaiya aap aur aapke yeh destiny... aapki koi bhi kaam ka reason humesha destiny hoti hain aisa kyun??

debu - hmm🤔... shayad destiny ko main itna hi pyaara hun ki apna saara kaam mujhse karwati hain 😌...
Viv - aapki destiny ananya didi hain 😱
Debu - kya keh rahe hoo tum 😳 ??
viv - kyunki jaha tak mujhe pta hain aapse apna kaam toh ananya didi hi karwati hain 😜🤣
Debu -😑 yeh batane ki zarurat nahi hai
Viv - vaise mera toh yahi mtlb tha aap kya samjhe 😏??
Debu - vahi jo tum kehne ke baad samjhe 😑!!
Viv - acha vaise bhaiya devki aunty ko pta hain kya yeh baat ki aap hi np hoo?? 🤔
Debu- nhi Unhe sirf itna pta hai ki np aur senior bv ek hi hain aur kuch nhi... unhe mera chehra bhi nhi pta.
Viv-ohh...But bhaiya aapne bp par hamla kiya?

Debu -Nhi maine kp par defence use kiya Bahut fark hain dono baato mein.
Viv- Par bhaiya, jo marzi hoo aapka "dost" Wala rup awesome hain😎... aapke iss strict and funny rup se toh... 🤣🤣
Debu - strict ka toh thik hain par funny?? 🤨

Viv - dekho jab ananya didi aapko kuch bhi kehti hain aap kaise ussi baat ko itna badha dete hoo ki dono Tom and Jerry jaise ek dusre ke peeche padd jaate hoo 🤣🤣(he was just laughing while debu was just silently looking at him 🙂 Viv saw him and became silent)
Debu - ho gya 🙂
Viv - ab.. haan 😅
debu- toh kaam ki baat par aaye 🤨
viv - haan main toh bas yeh keh raha tha ki bhaiya maa ne kaha tha aapko batane ko ki parso se aapke college shuru hain 😅
Debu - tumhara muh jab bhi khulta hain toh humesha mere liye problem kyun create karta hain🤦

Viv - mujhe kya pta 🤷!! bhaiya aap agar dost wale rup mein college mein dev banakar entry loge toh kitna maja ayega haina 😎??
suddenly from nowhere and without any powers ....
ananya teleported🤣🤣

Anu- Konsa dost wala rup??🤨
Viv-(turns) didi aap yaha? kabse??

Anu-Pehle sawaal ka jawaab doo?? konsa dost wala rup??🤨
Debu-(tel) Viv kaha tha na tumhara muh mere liye problem create karta hain aur yeh ananya uss problem ke jwalamukhi mein mujhe fekne aa jati hain 🤦tum ruko main baat sambhalta hun...(to Anu) voh anu viv ka mtlb hain ki jab main uske dost ki tarah behave hun toh!😅 (Viv nodded)

Anu- ok but mujhe laga yaha koi aur dost ki baat ho rahi thi 🧐

Debu - aur konsa dost hota hain ?? dost dost hota hain aur uss dost ko humesha dost ki tarah hi rakhna chahiye nhi toh voh dost dusre dosto ke saath mil jayega aur fir tumhara voh dost tumhara dost nhi rahega 😪

Anu - ye.. yeh.. kya tha?? mtlb?? 😲
Debu -mtlb tum kisi kaam se ayi thi na 💁!!
Anu - haan yaad aya (hold debu's hand) tum chalo mere saath (took him with her sorry... dragged him with her 😬)

Debu - arre..Anu bolo kya hua?? (while being dragged) Aise kyun le jaa rahi hoo?? Main chal sakta hun khud 😟
Anu -acha?? 🤨
Debu -haan 😤(while standing straight)

Anu- Toh Mr. taiyaar ho jaao 🤨..
Debu- koi party ya function hain?😃 (excited)
Anu- 🤦nhi, parso se college shuru hain..
Debu -tum aur viv dono mere peeche kyun pade hoo😬iss problem ka koi solution nhi 😩
Anu -mujhe problem kaha 🤨??
Debu -nhi college ko 😩!!
Anu - tum college nhi jana chahte 😲 sabhi college life ke liye itne excited hote hain aur tumhe dekho 🤦!!
Debu -haan toh sab mere jaise nhi hote 😤
Anu - pehli baar sach kaha.. sab tumhare tarah khali dimaag thodi naa hote hain padhai se darne waale 😜
Debu - agar main padhai se darkar top aa sakta hun toh agar padhai se naa daru toh fir main kya kya kar sakta hun 😌
Anu - haa haa tukka lag gya hoga 😌(debu-apni baari aayi toh tukka 😲)
......
To be continued....
How was the chapter 😇??
Do vote and comment ❤️❤️

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें