Chapter -44 finding happiness 😊

170 8 0
                                    

She saw her mother facing her...
Devki-(whispers)Ananya... (tears flowed down)
Anu- Maa... (and she ran and hugged her) Maa, uss Timnasa ne mujhe aapki jaan ki dhamki dii..... kaha ki aapko.. voh .. aur papa... papa toh voh kehti ki voh hume choddkar chale gye... par papa voh kaise... voh nhi naa... aap bolo Naa maaa..... bolo Naa🥺(she said as complaining like a child to her mother of all the years of separation from her)

devki- haan main janti Hun ki yeh sab...( controlling her tears) bahut bura kiya tim ne par yeh rone ka samay nhi hain Ananya.. Uss tim to iss sab ka sabak sikhana hoga... aur mujhe poora yakeen hain ( placing her hand on her check) tum yeh sab karogi apne pita aur bhai ke liye haina?

Anu-(look at her face then in her eyes which were reflecting hope and then wiping her tears) Ab tim ko main aisa sabak sikhaungi ki voh yaad rakhegi (with fire in her voice🔥) ab sambhal kar rehna tim kyunki ab tum ananya se nhi swet lok ki RAJKUMARI ANANYA se milogi 🔥
Viv-vaise aunty... Ananya didi ka bhai bhi hai ??
Devki (looked at Np, he blinked in assurance) Haan ...Ananya ka bhai hain jab tim ne hamla kiya tha Ananya ke janamdin par ussi din uska bhi janamdin tha. Aur fir voh... maharaj usse apne saath le gye apne bete ki suraksha ke liye par... mujhe nhi pta woh kaha hain? hain bhi... (her mouth trying refuse to say those words and she was trying hard to compose herself so that her daughter would not feel weak seeing her mother)

Anu- Mom, mujhe pta hain. papa aur mera bhai dono sahi salamat honge aur jald hi humse milenge... (with slight smile)

Np-(in mind- ananya ka bhai aur uska janamdin ek din hain... Viv. aur ananya ke janmdin mein ek din ka fark hain... kya viv isiliye bv ke liye chuna gya??Kya Viv. Ananya ka bhai hain?? Iska jawaab toh kj se hi milega)
Devki-(looked at np's confused face) Kya soch rahe hoo Np !? Np-kuch kaam adhoore poore karne hain aur kuch poore kaam ko adhoore banana hain🙂
Anuvan-Mtlb?🧐

Np- Good ke kaam ko poora aur Evil ke kaam ko adhura karna baaki hain. Main jaata hun. (cut by Devki)
Devki- Jaata hun nhi.... Np- Aata hun kehte hain (smiles slightly) Main Aata hun jald hi sabko saath lekar(devki smiled understanding the meaning) (left)
Anuvan- kisko lekar?? 🤔
ananya -kahi apni family lekar toh nhi 🧐
Viv -didi voh rehne nhi aa rahe jo apni family ko saath lekar aayenge 😐
devki-(in mind- par dhoondhne toh voh unhe hi gya Hain 😊aur saath lekar hi ayega jald hi)
viv -aap Np ko pehle se jaanti hain?🤔
Anu-  Haan Maa😃 batayiye??kya aap uski family? Ghar? Address? kuch jaanti hain? (excitedly)
Devki- Nhi par main. sirf itna jaanti hun ki... voh mujhe kuch nhi hone dega.😊
Anu -🙁aap usse nhi jaanti Mtlb
Viv - didi aapki sui ghumkar dost ki family par hi kyun rukti hain 😏
Anu - nhi voh bas aise hi😅
Viv -oh fir thik hain 😏...didi aap aunty ko Bharat Nagar le jaaiye Main kuch kaam karke aaya(left after teleporting them to Bharat Nagar)
At kj's home,

Bell rings and Kj opened the door...
kj- Arre Ananya yeh kon hain?

Anu- kj yeh meri mom hain, Devki
kj-Oh.. Devkiji aapse milkar bahut khushi huwi andar ayiye. (they enter)
Devki- kj aapne meri beti ki itni madad ki isiliye bank due😊.

Kj- Bank due?? 🧐
Anu- Mom ka mtlb hain thank you 😅
devki - haa vahi vahi😅

kj- Ananya kya yeh sachme foreign mein thi ?!!🧐(doubtfully)
devki - foreign?? kya??
ananya -Haan par mom ghar par hi rehti thi aur papa business work mein isiliye 😅... toh fir maine Maa ko yaha bula diya.. haan !! (nervously as she herself stated that ' maa aur papa foreign mein rehte hain'[vaise show mein US bola tha ananya but devki ji ki English ko sab jaante hain 😅])
kj- ohh.. Devki ji main aapko apni family se milwaati hun, Khushi, Viv., Debu niche aao. (Khushi & Viv arrive)
kj- Khushi, Viv yeh devki ji. Ananya ki maa😊
Viv & khushi- Namaste Aunty (while devki look at Viv, who shook his head signalling)
Devki- Namate bachcho!! (smiles)
Anu -Aunty dabbu..😬 debu kaha hain??
devki-kon debu??🧐
kj- (shouted) Debu
Debu- Haa maa aya ek min.
Devki found an unknown belongingness in his voice soon
Debu came downstairs. but after putting 'specs '(which were not ordinary one)

Debu- Haan maa aapne bulaya?!

Devki- Toh yeh hai Debu jiske baare mein tum bata rahi thi..
Debu -aap kaun??

Devki- Main devki Ananya ki maa

Debu- Namaste Aunty!
Devki- Namaste!
debu-aap maa se baate kijiye main abhi aata hun (left)
Devki-pta nhi yeh itna jaana pehchaana kyun lag raha hain
mujhe??🕵️
.......
To be continued ...
how was the chapter 😇??
do vote and comment❤️

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें