Chapter-22 Relation with Ananya??

348 14 2
                                    

dev- mujhse door.... Tim Jaanti hain ki agar pari maa mere saath rahi toh mere liye jo maa ka pyaar hain von unhe bp bana dega isiliye mujhe unse door kar diya.

Viv- Iska mtlb agar bp aapke saath rahengi toh voh theek ho jayengi?

Dev- Haan par tumne yeh kyun pucha ?

Viv-Toh bhaiya hum bp ko aapke paas le aate hain. Aap unhe theek kar dena?!😃

Dev-Viv, theek toh main unhe door rehkar bhi kar sakta hun, par voh tab tak aisi rahengi jab tak DESTINY chahegi..aur maa ko tab tak aisa rehna padega jab tak unka voh kaam poora naa ho jaye jiske liye unhone yeh roop anjaane mein liya hain.

Viv- Par konsa kaam ?!

Dev-Voh main abhi nhi bata sakta... Von kaam poora hone ke baad tumhe ek ladki uske baare mein bata degi (a mysterious smile)
viv- Kon ladki??

dev- Uske baare mein tumhe kaam poore ke samay pta lag jayega kyunki voh kaam hone ke wakt tab aayegi yeh mera Vishwaas hain (smile)

Viv-yani aap mujhe kuch bhi nhi batayenge (dev shook his head) par aap ek baat toh batayiye ki kya bv ko kabhi pyaar ho sakta
hain?(with serious tone)

Dev- (going to answer but realises)Firse nhi VIVAAN🤦

Viv- par aapko unki itni fikar kyun thi?? yeh kyun dekha ki voh pass hui yaa nhi??
Dev -kyunki main use pehle se jaanta hun par von kisi karan se bhool gyi hain isiliye🙎‍♂️

viv- what??

dev (in mind -kya bol diya maine)
viv- (shocked) mtlb voh aapki girlfriend hain??😱

dev-hain😳??!!! yeh konsa logic hain...Voh meri girlfriend nhi hain..
viv-oh sorry! von aapki girlfriend thi😅 ab toh bhool gyi haina, toh voh aapki girlfriend thi ab nhi hain par aap unhe apni girlfriend bana loge.😌

Dev-(unbelievable look..) Kabhi kabhi lagta hai ki tum bachche hokar bhi itna soch kaise lete hoo?🙂 ek baar samajh nhi aata tumhe😠

Viv-a..acha but Voh chodiye partner, woh aapki kya lagti hain??😅

Dev- Voh girl hain,meri friend hain but girlfriend nhi samjhe ya kaan kheenchkar samjhau ??(bechara thak gya justification dete dete🤣)

Viv -haa samajh gya par...  voh aapko bhul gyi par aap nhi aisa kyun??
Dev - koi karan tha jiske karan voh bhool gyi par bv ki memory kon erase kar sakta hain😉

Viv - kya koi bhi bv ki memory erase nhi kar sakta?? 😲

Dev- kar sakta hain par special powers se ...bv ki shaktiyan sirf acchai ki shaktiya hain isiliye uspar kala jadu se memory erase ho sakta hain, but main ek rajkumar bhi hoon, aur mujh mein bhi kaali aur achchai dono ki shakhityaan hain issi wajah se main inn shaktiyon ka kam istemaal karta hoon taaki zyada kaali shakhitiya out of control ho sakti hain.

Viv- Oh.... But partner aapne mere question ka answer nhi diya ??
Dev- (confused) Konsa sawaal??
Viv -Voh... aapki kya lagti hain😏 ?? (teasing🤭).

Dev- VIVAAN Kitni baar kaha ki kuch nhi hain(🤥)

Viv- Thik hain! par maa ka kya 😅?? Voh pta hain soch rahi hain ki aapko voh pasand hain aur aapka dil unpar aa gya hain😬

...........
To be continued...
How was the chapter 😇??
Do vote and comment ❤️

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें