Chapter -80

180 25 11
                                    

After he has consoled his brother, veer finally asked Shiva the question lingering in his mind for a long time.

Veer- Shiva voh kon hain jisse tumne milne ki iccha rakhi?? Aur toh aur unse milne par aakhirkaar tum ro kyu rahe hoo? Tumhaari iccha Puri huwi, Durga maa ko dhanyawad kaho

Shiva-ek ghatna jo bachpan mein ghati hoo veer uska ek bachhe ke mastiksh par kya asar hota hain yeh tum bhi jaante ho... (Veer nodded) mere saath bhi huwi thi... Par tumhe yaad nhi hoga tum tab bahut chote the...

Veer-kaisi ghatna??
Shiva- hum kisi kareebi se bahut dur chale gye hain Veer... (He said looking at the water) bilkul ussi tarah jis tarah yeh nadi apne aadh (origin) se beh kar dur aa jaati hain... Itne dur ki hum sirf yaadon ke karan hi shayad unhe zinda rakhte honge... Par... Voh humse milne ke liye bahut kurbaaniyan de chuki hain ab aur nhi hai sahi jaayengi... Main aur dukh nhi de sakta unhe...

Veer-toh fir unke paas chale?? (He said immediately and Shiva looked at him) tumhe pta haina ki woh kaha hai toh fir chalte hain... (He said with a smile)

Shiva-(again looking at water)nhi mujhe nhi pta ki abhi voh kaha hain..
Veer- unka purana Ghar toh pta hoga na? Vaha chalte hain agar na mili toh unhe dhundh lenge(he said with a smile while Shiva looks like he like the idea but again a frown was there on his face)

Veer-ab kya hua??
Shiva-vo padosi rajya mein rehti hai aur hume waha jaane ki izzazat nhi hain...
Veer- Haan... (Suddenly an idea popped up in his mind) rajkumari Samrita humari madad kar sakti hain..
Shiva-par usse manayega kon??(looked at veer)
Veer looked at him with a mischievous smile.
Shiva-nhi main nhi...

AND THE NEXT MOMENT...
Shiva is seen standing in front of rajkumari Samrita trying to say something while he always started saying one thing and the other except what was to be said. AND our young veer looking at his hopeless brother who cannot talk to a girl and claim of being a 'warrior'.

Samrita - kya baat hai Shiva? Kab se 'Yeh nadi kitni Sundar hai', 'yaha ka vatavaran kitna acha hain', 'hume humesha sach bolna chahiye' yahi bole jaa rahe hoo... Seedha baat batao ki kya hain?

Shiva-yeh baat tumhe main bata raha tha ki... Aaj maine veer se bhi kaha tha ki vo baat kare mujhe na bheje par ab mujhe hi bolna padega...

Suddenly rajkumari Vani was just entering the room when she saw veer standing at the doorstep laughing silently covering his mouth looking inside. She found him adorable. She came near him.

Vani- Veer!(he was leaning on the door, hearing her voice he was startled due to which door opened and veer and vani were standing there while samrita and shiva looked at them.)

Shiva- (m) mujhe fasaya tha na ab dekh veer... (To Veer) ohh veer acha hua tum khud hi aa gye! (Went near him and placed his hand on his shoulder) main tera hi intezar kar rahi raha tha.. rajkumari Samrita vo baat veer khud aapse karna chahta tha.. (samrita looked at Veer while he shook his head) vo main bas veer ke aane tak aapko yahi baat sunne ke liye rokna chahta tha.. (she looked at veer who again nodded no)kyun haina veer😏?

Veer looked at him like "mujhe kyu fasaya😳?" Shiva returned that look to him because he was the one who trapped him in this situation without telling the greatest plan made by him.

Samrita - veer ab tum hi batao ki aakhir baat kya hai🤨??
Veer-hume thodi madad chahiye thi rajkumari 😅
Vani- kaisi madad chahiye? Main puri madad karungi (Samrita raised her eyebrows looking at her) ab😅.. mera mtlb tha hum puri madad karenge haina samrita😊?

Dev-yeh ananya hi hain na😳??
Anushka - kyu itne pyaar se baat karte kabhi dekha nhi kya usse😜?
Dev-mujhe nhi pta tha yeh century pehle itni achi thi abhi bhi vaisi hoti toh zyada badiya hota 😌 Kam se kam pyaar se baat toh karti... Abhi toh kuch kaam ho toh kacha chaba jaayegi aisa lagta hai😨

Anushka - "The Great Baalveer" ko ek rajkumari se itna dar🤣
Dev- tum uske gusse wali roop se jis din milogi na uss din baat karna toh bataunga🤨
Anushka - jo marzi ho ananya aaj bhi aur tab bhi dil ki achi hain (Dev - haa😌)sabki madad karti hain(Dev - 😌)

Anushka- (looked at him) aur tumse pyaar bhi karti hain😏
Dev-vo toh ha...😳 Nhi..Tum kya bole jaa rahi ho pta bhi hai🤨? Tab ka nhi ab ka pta hai vo nakabposh ko pasand karti hai bas😐

Anushka looked at him and pointed her finger towards him saying "tum theek ho😐?"
Dev-haa kyu🤔?
Anushka - ananya kise pasand karti hain? 😐
Dev-nakabposh ko🤷‍♂️
Anushka - kise??🤨
Dev- main aur np alag alag identity hai🤷‍♂️ isiliye np aur meri personality different hai. Ananya np ki personality pasand karti hai debu ki nhi isiliye yeh uska just attraction bhi ho sakta hai..

Anushka - ohh hero🤨... Np ki real identity kya hain?
Dev- main😅
Anushka - toh ek baat yaad rakhna np ki personality bhale hi Ananya ko achi lagti ho but vo pyaar uski achai se karti hai. Aur ek baat aur bata du.. ananya bhale hi np ko pasand karti ho pyaar BAALVEER se hi karti hain...

Dev- yeh baat kis basis par keh rahi hoo🤨?
Anushka- tumne ananya ke room mein np aur uske papa ke incomplete sketches dekhe? (He nodded) toh fir thoda aur dhyaan se dekhte toh usme bahut sketches tumhare bhi hain... Uske saath bachpan ki yaadon ke.. usne aaj bhi vo yaadein khokar bhi kuch yaadon ko sketch bana diya.. pta hain kyu?

Dev-..taaki fir kabhi uski yaad mite toh yeh sabhi sketches uske liye raah banaye apni puraani yaadon tak pahunchne ka raah.. (he said looking at ananya smiling in that rajkumari dress looking so beautiful that he now felt that how she managed to hide so many feelings within her and just smile) shayd yahi ek talent usne abhi tak sambhala huwa hain. "Hasi ke peeche ka gum" kaash vo iss talent chod deti..

Their chain of thoughts was broken by Veer's voice.
Veer- rajkumari hume kisi karya se aapke rajya jana hai.
Samrita - toh pareshani kya hain??
Veer - vo hume iss rajya ke bahar jaane ki izzazat nhi hain isiliye 😅..
Samrita - chup kar jaaoge😐?
Veer- nhi agar aap saniko ko kahengi toh fir😅
Samrita- kadapi nhi 😨 agar pakade gye toh fir pita shree saza denge aur tum apne maharaj ko toh jaante hi ho.. veer kitni baar unhone tumhe aur Shiva ko kodo (hunter) se maara hain.. main nhi chahti ki fir vaisa ho🥺

Veer-par rajkumari... Humara jaane zaruri hai.
Samrita - tumhaari jaan se bhi zyada zaruri hain?(she said angrily)
Shiva-veer chodo bhi (he said knowing the danger involved in it)
Veer- agar main haa kahu toh? (Samrita looked at him)agar humari jaan issi ek nirnaye par tiki ho toh?

Samrita - kaha jaa rahe hoo veer? Kon sa karya tumhaari jaan se bhi zyada zaruri hai? (She asked with concern and pain)
Veer- baat SHIVA ki hai.. mere bhai ki hai aur usse bada koi karan ho hi nhi sakta (he said smiling)aap madad karengi?(Shiva was feeling like his pain started to lessen. His brother was there for him and he was standing with him proudly even sacrificing his life for him that too without any doubt)

Vani - main madad karungi. Jab tum apne bhai ke liye apni jaan kurbaan karne ke liye taiyaar ho toh hum iss pawan rishte ke liye madad karne ko taiyar hain.. samrita?
Samrita - jaise ki ab mere kuch kehne se tum sab apna vichaar badal loge. Tum aur veer dono ek jaise ho vani.. dono ne koi faisla kar liya toh koi bhi rok nhi sakta tum dono ko... Main bhi saath hu..
....
To be continued...
How was the chapter 😇??
Do vote and comment ❤️

THE MYSTERY OF UNKNOWN RELATIONS जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें