है गरज़ तुझको

152 8 1
                                    

~~~~~~~~~~~~~

है गरज़ तुझको ज़रा तो, खुद ही मिलने आ
हर दफा मैं ही झुकूं क्यूं? तू भी झुकने आ

आंखें नम है, चुप ये लब हैं, क्या कहूं तुझसे?
तेरे दिल में बात 'गर है, बात कहने आ

है नदामत(regret) फिर भी बाकी सी रही दिल में
ले शिक़ायत रूबरू तू मुझसे करने आ

अश्क हैं इन आंखों में तो क्या फ़रक तुझको?
है फ़िकर तो आंखों में फिर खुद ही भरने आ

इश्क़ के इस आग में क्या मैं जला? क्या दिल?
इस अतश(thirst)-ए-इश्क़ में कभी तू भी जलने आ

Aria

People always says, keep patience, be generous, maaf kar dene wala bada hota hai, rishton mei thodi bahut taqarar hoti rahti hai. Agar samne wala nhi samajh raha to tum khud hi Zara samajhdar Bano, bada dil rakho. Haaa

Kyun?  Bas mai hi kyu? Rishta do logon ke darmiyan hota hai, to ye dono shaks ki jimmedari hoti hai ki ek dusare ko samjhe, dono ke haq hai naraz hone ke, dono ki farz hai ek dusare ko manane ke. Chalo mana Aaj galati meri aur maine mafi mangi, par tumhari galati par bhi mai hi sar jhukaun? Janab ye to mumkin nahi. Ishq karna aur apni zaat ko tak pe rakhke ishq karna do baten hai. Aur enme se mujhe koi ek hi chunana pade to mujhe apni zaat zyada pyari hai. Kyonki agar meri zaat salamat hai to hi mai qabil-e-izzat hu aur qabil-e-ishq bhi. Gulamon se log mohabbat nahi kiya karte.

तसव्वुर (Urdu Poetry)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें