Chapter 27

300 25 4
                                    

Dasht tha, sehra tha, tanhayi thi, weerani thi, apnay bhi apnay nhi bus yehi heerani thi.
Wooooh bewafayi thi, musalsal jo mere sath hoi.
Jeet uski hoi aur mujhe maat hoi.. Maat hoi.. Maat hoi
Dard tha, Jabr tha, kuch adhuri thi, majboori thi.
Ab adhuri hai mohobat jo kabhi poori thi.
Jab meri pyaas berhi dar ki barsaat hoi.
Jeet uski hoi aur mujhe maat hoi.. Maat hoi.. Maat hoi
"Ammi aap mujhse naraaz hain kya?"
"Haya tum wapas ajao. Bus bohot hogaya ek akeli larki ka pareye mulk mein akele hona khatray se khali nahi."
"Ammi apsay kisi ne kuch kaha hai kya?"
"Aaj Rija ayi thi.."
"Aur kuch btanay ki zarorat nhi, ammi agar apko dosron ki hi sunni hoti hai tw unhi se bat kiya kerain."
Yeh bolker Haya ne phone rakh diya.
Haya TV dekhne mein itni magan thi ke usne Khizar ki call ki awaaz hi nhi suni.
"Khizar ki 3 missed calls."
Haya soch rhi thi ke ab Khizar kyun call ker raha hai unka ek hafta tw kab ka khatam ho chuka tha.
"Hello Khizar?  Khariat tumne call ki thi?"
"Haan bus aisay hi haal chaal pochnay ke liye. Acha suno yeh weekend long weekend hai tw koi plan rakhain?"
"Kaisa plan?"
"Newyork chaltay hain?"
"Newyork???"
"Han. Koi problem hai kya?"
"Umm. Nahi. Chalo aisa kero plan rakhlete hain. Allah Hafiz."
**Sorry for a short chapter.
InshAllah the story is going to be interesting once Haya and Khizar reached NewYork. Keep Reading!!!**

Haya Ka RastaWhere stories live. Discover now