Chapter 47

274 28 15
                                    

"Fareesa is so lucky na Khizar usse woh shaks mil gaya jisne usse bachpan se chaha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Fareesa is so lucky na Khizar usse woh shaks mil gaya jisne usse bachpan se chaha." Haya Fareesa ke liye bohot khush thi.
"Waisay tumhara first crush kon tha?" Khizar ne Haya se mushuratay hoye pocha.
"Sach btaon? Mein itni maghroor thi ke mujhe lagta tha ke mere liye tw koi shehzada hi aye ga."
"Aur mil gaya mein?"
"Aap pheli mohobat hain meri, mera kis per crush tha aur kis per nahi yeh jaan ker kya kerain gay."
Khizar smiled and stayed quiet.
"Khizar yeh hum kahan ja rhay hain?"
"Khizar btayein na?" Khizar chup chap betha raha.
Khizar ne seaview per jaker gaari rok di. Usne Haya ke liye gaari ka darwaza khola.
"Arey Khizar hum yahan kyun ayein hain, mera dress bhi itna heavy hai."
"Pani mein nahi jayein gay. Bus door se samndar dekhain gay. Ao mer saath." He tightened his grip on her hand.

"This is the most peaceful place in the world

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"This is the most peaceful place in the world."
"Niagrafalls ke baray mein bhi yehi khayal nhi tha tumhara?"
"Hahaha. Nahi aisi bat nhi. Karachi ke samndar ki bat hi aur hai. Aur dunya ke kisi bhi hisse ki value barh jati hai jab hum apnay humsafar je saath hotay hain."
Khizar ne sirf smile pass kiya. Aur wahan ek ajeeb si khamoshi cha gaye

Tujhi sy din hai mery taaron bhari raat bhi tu
Sirf shareek e hayaat hi nahi wahi hayaat bhi tu
Ye aati jaati howi saans saans tujh sy hai tu
Tujhi sy din hai mery taaron bhari raat bhi tu

Zamana ham ko faqat gham hi gham dy teri kasam
Jahan sy milti hain khushiyan wo kainat bhi tu
Ye aati jaati howi saans saans tujh sy hai tu
Tujhi sy din hai mery taaron bhari raat bhi tu
Sirf shareek e hayaat hi nahi wahi hayaat bhi tu

Qadam qadam py ye dil tera saath chahta hai
Baat baat jo mahakaaye wo ik baat bhi tu
Ye aati jaati howi saans saans tujh sy hai tu
Tujhi sy din hai mery taaron bhari raat bhi tu
Sirf shareek e hayaat hi nahi wahi hayaat bhi tu

7 Months later..
"Khizar. Khizaaar!! Kahan ho? Arey kahin office tw nhi chala gaya. Neeche jaker dekhti hon."
Khizar shoes pehan raha tha.
"Arey Khizar ap bhi had kerte hain. Mujhe utha tw dete."
"Mein tumhari nend nahi kharab kerna chahta tha, isliye nahi uthaya."
"Jantay haina aap, ke subha subha apki shakal na dekhlon tw mera din nahi guzarta."
Khizar muskuranay laga, "Ek din mera chehra nahi dekho ge, tw mar nahi jao ge."
"Subha ki pheli kiran se phele dekhna chahti hon apko. Please ainda aisi bat mat kerna."

**Hellooo people :)
Grab some tissues for the next chapter. Haaan!! Something sad is gonna happen 😭😭😭**

Haya Ka RastaWhere stories live. Discover now