Chapter 40

283 29 6
                                    

Finally Together
"Mubarak ho Khizar tumhe bohot." Nikah ke bad Khizar ke mamo ne usse congratulate kiya.

Haya apnay abbu aur Taya ka sath pakar ker stage ki taraf barh rhi thi.

Dehleez pe mere dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan seekha maine jeena jeena kaise jeena
Haan seekha maine jeena mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum

Haya jaisay hi stage tak pohonchi. Khizar ne apna hath agay berhaya, phir Haya ne apna hath uske hath mein diya.

Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain…
Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain…
Jo tu mila to saji hain
Duniya meri humdum
O aasma mila zameen ko meri
Aadhe aadhe poore hain hum
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena
Haan seekha maine jeena, mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum

"Welcome! Welcome to meri zindagi Mrs. Khizar Alam."
She just looked at him, smiled and stayed quiet.

Haya jab apnay susral pohonchi tw, usko welcome kernay ke liye sird 2 hi log thay.
"Oh tw yeh hai tumhari nayi zindagi ka welcome Haya Faizan." Haya soch rhi, magar phir bhi uske chehre per smile thi.
Haya apnay bed per bethi hoyi thi. Khizar aker uske pass betha,
"Oh my god! I really don't know from where to start."
"Waisay tw itna bolte ho, abhi chup ho."
"Acha na tum tw chup hojao. Nayi naweli dulhanain chup rehti hain."
Haya khamoshi se Khizar ko dekhne lagi.
"Acha yeh lo tumhari moo dikhayi."
"Omg!! Diamond bracelet! I wasn't expecting this from you."
"Bhar mein jao. Saray mood ka bera gharqh hogaya."
"Yar mein tumhe subha manaon ge. Abhi mujhe shadeed nend arahi hai. Sonay do."

"Yaar

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Yaar. Kitni pyaari lag rahi hai yeh soti hoyi. Bilkul uthanay ka mood nhi. Lekin nashta thanda hojaye ga." Khizar nashtay ki tray leker, kharay hoye Haya ko dekh raha tha.
"Haya utho. Jaana utho."
"Ummmm.... Sonay do na please."
"Nashta kerlo jaana, thanda hojaye ga."
"Nashta? Tumne bnaya?"
"Haaaaan."
Haya uth ker beth gye. Khizar uske pass aker beth gaya.
"Tw tum yeh tray isliye kamray mein le aye ho takay kisi ko pta na chalay ke Khizar ne apni biwi ke liye nashta bnaya hai."
"Nahi mein isliye andar le ker aya hon, takay kisi ko yeh na pta ke Khizar apni biwi ko apnay hath se nashta kera raha hai."

Haya Ka RastaWhere stories live. Discover now