Chapter 44

251 28 11
                                    

"Yeh kya hogya mere saath? Mujhe Khizar ko sab phele hi btadena chahiye tha? Lekin mein soch bhi nhi sakti thi ke Khizar mujh per hath uthaye ga."

Mainay apna aap badal liyaKe ana ko apni mita diyaWoh sulook mujhse kiya gayaKe tamasha mujhko bnadiya

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mainay apna aap badal liya
Ke ana ko apni mita diya
Woh sulook mujhse kiya gaya
Ke tamasha mujhko bnadiya.

Ek khuwab tha jo bikhar gaya
Ek azaab tha jo guzaar gaya
Hai gila Mujhe tw yehi hai bus
Meri zaat se woh mukar gaya.

Ek khuwab tha jo bikhar gayaEk azaab tha jo guzaar gayaHai gila Mujhe tw yehi hai busMeri zaat se woh mukar gaya

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Khizar please ap meri bat sunay. Mainay waqheye kuch nhi kiya. Mein Aarish se jitni dafa bhi mili hon, ap aur Hira bhi saath hotay thay."
"Mujhe tumhari bawas mein koi interest nhi hai, tumharay liye behter hoga ke tum apni shakal mere samnay se hatalo."

Hira sofa per bethi hoyi thi,
"Finally, Haya finally tumhe mainay Khizar aur Aarish dono ke dil se nikal diya. Mainay jo chaha haasil kiya. Bus ab Haya ko is ghar se nikalwana baqi hai, kyunke agar Aarish Islamabad se wapas agya aur usse kuch bhi pta chala, tw mein tw Khizar ki nazron mein gir jaon ge."

"Hello! Aarish mein kabse apka phone try ker rhi thi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Hello! Aarish mein kabse apka phone try ker rhi thi."
"Haan woh mein Thora sa busy tha. Tum sunao kaisay phone kiya?"
"Nahi aisay hi, acha yeh tw btayein ke ap wapas kab arhay hain?"
"Abhi tw ek hafta hai kyun?"
"Kuch nae aisay hi."

"Khizar please meri bat suniye, Khizar agar ap bhi mera yaqeen nhi kerain gay tw mera kya hoga."

"Khizar ap meri bat sun rhay hain na? Khizar please suniye na

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Khizar ap meri bat sun rhay hain na? Khizar please suniye na."
Haya Fareesa ko phone ker ke sab kuch btadeti hai, "Fareesa mein kya keron? Khizar ko kaisay yaqeen dilaon apni bat ka?"
"Khizar ko Hira ki bat per andha aitmad bhi tw hai. Haya tum kaho tw mein bat kerke dekhon Khizar se."

** "O Lord, forgive me, all my sins, small and great, first and last, open and secret."
(Muslim..Book4: hadith 980)

The story is about to take a new twist very soon.
#staytuned #keepreading

Thankyou soooo much girligirl2000 for the amazinnngg edit.**

**

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Haya Ka RastaWhere stories live. Discover now