Chapter 70

396 27 4
                                    

Fais: Ab kya kare? { What shall we do now?}

Reem: Koyi game khele? { Lets play some game?}

Fais: Kaunsa? { Which?}

Jai: Song dedication. 

Reem: Ha. 

Avu: Ek jane se zyada ko bhi dedicate kar sakte hai, aur batana zaruri nahi hai ki kisko kar rahe hai. { You can dedicate to more than one person, and its not necessary to say whom was it dedicated to.}

All except Jaineet: Ok. 

All knew the last rule will be ignored. 

Reem: First kaun? { Who is singing first?}

They were sitting girls one side and boys one side. 

Vaish: Pehle Fais, aur waise hi ek ek karke sab ladke gaayege, phir Jaan aur waise hi ek ek karke hum sab. { First Fais, and like that one by one all boys will sing, then Jaan and then all the girls.}

Sid: Ok. Faisu start kar. { Ok. Fais start.}

Fais: Tu hi toh jannat meri, Tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri, Tu hi rooh ka sukoon
Tu hi aakhion ki thandak, tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na janu mein, bas itna hi jaanu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Reem: Mai samajh gayi kise dedicate kiya. { I understood who was it dedicated to.}

Jaan blushed. 

Fais: Janu, tu itni laal kyu pad gayi? { Janu, why are you so red?}

Reem: Ha, mai toh Vaish ki baat kar rahi thi. { Yes, I was talking about Vaish.}

Vaishu gave a look that where did I come from in between. 

Avu: OMG Jaan, tera chehra dekh. Yeh log mazaak kar rahe hai. { OMG Jaan, look at your face. They are joking.}

Fais: Ab tere alawa kisko dedicate kar sakta hu yeh gana? { Who can I dedicate this song to other than you?}

Sid: Waise Faisu, woh toh sachme teri Jannat hai. { Btw Faisu, she is really your Jannat.}

All chuckled at Faisnat who were blushing. 

Jaan: Acha ab Jai ki baari hai. { Ok now Jai's turn.}

Jai: Matalbi ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun
Khud ki bhi sun le kabhi

Kuch baat ghalat bhi ho jaaye
Kuch der ye dil bhi kho jaaye
Befikar dhadkane, iss tarah se chale
Shor goonje yahaan se wahaan

Sooraj dooba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Sooraj dooba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Ask me for anything
I can give you everything
Raste bhula do saare gharbaar ke
Ask me for anything
I can give you everything
Gham tum bhula do saare sansaar ke. 

Abhi: Jai, yeh kisko dedicate kiya tune? { Jai, who did you dedicate this to?}

Jai: Reem, Fais, Avu, Sid aur aapko. 

Call center wala loveWhere stories live. Discover now