Hm going to her cabin ....
All looking surprisingly..... Ms ko achank kya ho Gaya hai.....
Ss- Pj apne kuch kiya .....
Pj Km ko aap chodati nhi hai aur ab Ms ko bhi ....
Pj wo senior hai hamari ..... Kuch to lihaj kijiye ....
Pj- Amma bhak. . Kya bol Rahi ho santu humne kuch nhi kaha aur kiya Ms to pure wakt soyi thi ....
Pata nhi kya baat hai Ms pareshan lag Rahi thi ....
Km se kuch hua hai kya?Ss- Kya pj hamesha Km hi dekhati hai kya.
Wo to Subhah se field duty par hai aur apna Kam kr rahi hai ....
Pj- fir pata nhi .....
Shayad hum jyada soch rahe hai ....Chalo Kam pe lagate hai nhi Km ne Jo kaha hai wo nhi hua to ham sabki khair nhi ..
Ss- aap apna dekhalo humne to apna kr Diya hai bki ka baad me krenge ....
Pj - ha ha Km chamchi....
Ss- Pj . ...batati hu Km ko aap kya bolati hai unke bare me aapki Line hazir krne ko bolati hu ....
Aur apko to pata hai Km har baat sunati hai meri ....Cc- Uff ye daring wala masumiyat Santu ji.....
Pj- are santu hmmm tum bhi kuch bhi sochati hu . .
Jane do na. ...Ss- to aap mujhe chamchi nhi kahegi ....
Pj - nhi kahungi kabhibhi.....
Ss- thik hai ....
Aur sab apne kaam pe lag jate hai ....In Hm cabin...
Hm file pad Rahi thi lekin unka Mann nhi lag raha tha... Baar baar yahi soch Rahi thi ks unhe call kyu nhi kiya .....
Jb bhi wo field duty PE jati thi to ek baar to call krti thi details k liye aur baad me reports deti thi......
Abhi subah se dophar hone aayi to ek call nhi Kiya .....
Urmila Bane the to baar baar call krti thi kaha ho kya kr rahi ho aur jyada tr sath rahati thi aur ab dekho.....
Ek call bhi nhi .....
Hm take her phone and dialed ks no but cut the call.
Phone karege to kya kahenge ....
Kyu kiya tha .... File k bare me puchate hai lekin file to unki uptodate rahate hai hume to check bhi krne k jaroorat nhi padati to kya kre ....Wo aati hai to ham unse baat krenge aur naraj hai to unse maafi bhi mang lenge ....
Pta nhi kuch kah payenge ya nhi....
Aise to hum unse bahot kuch kahte hai pr apni feelings k baat aati hai to sab hawa nikal jati hai....
Tera kuch nhi ho sakata Haseena.....The trio sees all situations of Hm outside of cabin .....
Bt can not here anything.....Pj- pata nhi kya hua hai Ms ..... Khud ko file me dubaya hai aur apne aap se hi baat kr rahi hai
Ss- lagata hai Ms ka mood kharab hai ....
Subah se chai bhi nhi pi na khana khaya hai is chakkar me hum bhi bhukhe baithe hai ....
Jayiye na Pj aap baat kijiye ....Cc- ha Pj aap jayiye .... Apko kuch nhi kahegi....
Pj- ab to hame bhi Darr lag raha hai....
Ss- Nhi Pj apki Umar ko dekhakr Ms kuch nhi kahegi .....
Pj- Bhak ..... Abhi Umar kya hai hamari ....
Dekha hi kya hai hamne.....Ss- Haw pj bacha bhi kya hai.....
Pj- Santu abhi to hame tension ho rahi hai tum baketi mat kro .....
Ss- To jayiye na....
Pj- ha jate hai....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's