❤️❤️Part 90❤️❤️

911 98 73
                                    

To be continued previous part.....

Can I hug you Karishma......

Ks stopped herself..... But she again decided step to her bike .....

But before she take step Hm backed hugged her .....

Hm- Aap bhi acchese janati hai .....

Aapko gale lagane ke liye ya fir aapke pass aane ke liye hame aapki ijajat ki jarurat nahi .....

Ye hamara haqq hai aur ye chahkar bhi koi matlab koi bhi hamse le nahi sakata khud aap bhi nahi .... Samaj Rahi hai na aap ....

Ks- aisa hai .... To fir bhi aap hi kyu puch rahi thi .....

Hm- ha .... Kyunki ham chahate the ki aap hame aake gale lagaye ....

Pr aap.... Itna jiddi kyu hai Ks .....

Ks- pata hai phir bhi puch rahi hai .....

Hm rested her chin Ks shoulder.....

Hm- pr harbaar jaruri to nahi ki apna dard apne dil me chupake rakho .....

Har baar aapko strong banane ki jarurat nahi hai .....

Ks aap strong ho bahot jyada ho .... Pr iska matlab ye nahi ki aapko dard nahi hota .....

Ham hai na aapke sath .... Hamare samne duniya ke liye jo Ks hai wo mat banke rahiye .....
Jo aap hai asal me wo kam se kam hamare samne rahiye .....

Ks- ham aise hi hai aur aise hi rahenge .... Janati to hai aap....

Hm turn Ks herself.....

Hm- janate hai isliye to kah rahe hai .....hamse apna haal batengi to aap ki so called bhaukal image kam nahi ho jayengi .....

Jaruri to nahi hai na Ks .... Ki harbar aap apne dard ko dil me hi dabaye rakhiye ....

Ham hai na aapke sath .... Hamse aap kah sakati hai na .....

Ks- aisa kuch nahi hai .....
And Ks turn herself....

Hm-to ye narajagi is baat ki nahi hai ki hamne aapse sacchai chupayi ....

Kya ye narajagi isliye ki hamne wo baat anubhav ko batayi .....

Ks turn to Hm ....say angrily....

Ks- ye baar baar unka naam kahe le rahi hai aap ....

Aakhir kahana kya chah rahi hai aap ....

Hm- wahi jo aapne hamse kaha tha .... Ki pyar dosti pr havi hota hai.... isliye hamne hamara sach aapko nahi Anubhav ko bataya....

Ks- ha to jhoot kya kaha tha hamne ....yahi sachai hai ....

Hm- wahi to hamne kaha .... Anubhav ko hamne kaha taki ....

Anubhav ..... But before Hm said
Ks hold her arms tightly.....

Ks- aur ek baar bhi unka naam .....aap apni juban se unka naam nahi lengi .....

Samaj Rahi hai aap hamari baat ko .....

Hm looking her arms which Ks hold tightly....
She feels pain and anger of Ks but she say....

Hm- kyu Ks ..... Anubhav to aapke Bhai aapke guru hai aur aapne bahot kuch sikha hai unse aur tabhi to ham bhi Anubhav se pyar....

But she completes.....

She hardly pull Hm to herself and grip her back tightly.......

Ks- hamne kaha na unka naam nahi .... To bas nahi .....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now