❤️❤️Part 93❤️❤️

821 103 64
                                    

Hi  , readers,

  bonus ka bol rahe the but possible nahi ho paya ....

I know they deserve bonus ... But possible nhi ho paya ..... And sorry for that .....but is baar jaldi update kr diya .....

-------------------_--------------------------------------------

To be continued previous part.....

A large sound of bullet arching every one heart ......

Everyone closing there eyes ..... They don't want to see what happened......
Jo unka Mann soch raha tha usko hakikat me wo nahi dekhana chahate the.....

Par sach se bhag bhi nahi sakate the .....

But they open there eyes ......and they can't believe what happened it was ..... It was real ......
And it was just dream .....
..............................................................................















































Ahhhhh .......

Aap ka sar hai ya pathhar.....

Ek baar laga to thik tha dobara kyu mara aapne hame .....

Ks- sing wali Ms achi nahi lagati na .....

Hm- kya Matalab.....

Ks- are aapko pata nahi agar aise sar takara jaye to dobara takarana padata hai nahi to sing ugate hai .....

Itane khubasurat Ms ke sir par sing thodi achhe lagenge ..... isliye kiya ..... Isame bhi aapko dikkat.....

Hm- ha to aapka sar pathar hi hai..... Kitane jor se laga hamko .....

Ks- aur aap .....

Hm- ham kya .....

Ks- aap rashan ki bori ho gai hai .... Kitana bhari ho gai hai aap .....

Hm- kya kaha aapne .....

Ks- yahi ki kitana vajan badhaya aapne .....

Kitana bhari ho gai hai aap.....

Hm pull Ks nose ......

Hm- ham mote nahi hai Ks .....

Ks- ye baar baar hamari naak kyu khichati hai .....

Hm- bataya to tha .... Aise to lambe aap ho nahi sakati to aise aapko kar dete hai .....

Ks- Ms aap hamare height ka majak mat udaye .....

Hm- Aur aap hame mota kahana band kijiye .....

Ks- sach to kah rahe hai .... Dekhiye hamare hathme bhi nahi aa rahi ..... Circle her hand Hm waist ....

Hm raising her eyebrow......

Hm- aapke hath chote hai Ks ......kal tak to sab thik tha ..... Aur Aaj achanak se ham mote ho gaye hai ......aapka dimag to kharab hai hi pr aapke aankhe bhi kharab ho gai hai ......... Kaise police me bharati ho gai aap .....Aapko bas mouka chahiye na hame chedane ka .....

Ks- aur aapko mouka chahiye na hame datane ka ..... Hame tana dene ka .... Aur aap hamse kah rahi hai .... Aap kaise bharati ho gai .... Itna moti jo hai aap .....

Hm lightly hit Ks forehead.....

Hm- Ham mote nahi hai ..... Samaji aap.....

Ks- to itana bhari kyu hai .....

Hm trying to say but someone tap her shoulder....

She sees Ss tapping her and she kneel down......

Hm- Ss aap aise niche kyu baithi hai ....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now