To be continued previous part.....
Hm crossed her arms and standing infront of her Ammi .....and glare her
Ammi - Kya ...... Aise kyu ghur rahi hai .....
Kya pahle shakal nahi dekhi kya ....
Hm- Shakal nahi aapka bartav dekh rahe hai .....
Ammi - bartav..... Hamne kya kiya .....
Hm- aapko sach me nahi pata .....
Unhe kuch bhi nahi kaha ......
Are kuch kahati .... Thoda darati , dhamkati , thoda gussa karti .....are jhoot mooth ka hi sahi par nhi yaha to baat hi alag chal rahi thi .....
Ghumengi , firenge, nachenge,gayengi ,aish krengi aur kya .....
Ammi - ha to ..... Tere jaise boring ban jau kya .....
Aur main usse darau , janati hai na Ks hai wo .....
Aur galati Teri aur main usse gussa Karu .....
Aur baat bata ye jo abhi tune kiya uska matlab jara samaja .....
Hm- ha to aapki tarah kare ..... Ghume fire aish kare ..... Unko rokana jaruri tha.....
Ammi- tuje badi dikkat ho rahi mere aisa karne se ....
Hm- ha to aapko bhi hamari Karishma hi mili hai is pure jahan main ......
Ammi- Acha .... Tujase phle meri dost hai wo .....
Hm- Aur ye hamari wajah se hai ....
Ammi- kaise beti hai apni Ammi se bhi jalan ho rahi hai tuje to .....
Hm- Aur kaise Ammi hai ..... Hamari hi dost par khule aam line maar rahi hai .....
Ammi- ya khuda ..... Tera kuch nhi ho sakata ....
Isi wajah se ye sab hua hai ...... Ye jalkukadi banana band kr aur kuch kr use manane ke liye .....
Aur waise bhi ham to deewane hai unke wo aayegi bhi to hamare pass .....
Sahi kaha hamne Santu ....
Ss- ji Ammi ....
Hm now angry.....
Hm- Aapko na ham baad me dekhate hai .....
Ammi- Ha .... Ha .... Yahi tu Karishma se bhi kahati hai ..... Lekin bhool mat ham Ammi hai tumhari ....
Aur Karishma.....Hm- aapse baat Krna bekar hai .....
And she also left from there.....Pj- kyu itna pareshan krti hai aap unhe ....
Ammi- ye aap kah rahi hai ..... Wo kuch kam nhi hai waise bhi usse chedane ka maja hi alag hai .....sahi kahati hai Karishma....
Pj- hmmm ..... Matlab ye khurafati idea unhi ke den hai ....
Ammi- aur aap bhi kuch kam nhi hai ....
Ss- bilkul Ammi..... Inka to din hi nhi jata Km ko satate bina .....
And they laughed......
****************************************
Ks gusse me Hm ke room me aati hai .....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's