Let's continue.....
After some day Ks feel better and she joined her duty .....
Hm is so much happy to Ks follow her instructions and take care of herself....
There bonding much increase in that day ....
And everyone so happy bz there team completed of finally Hm returns.....
In thana .....
Hm- Ks kaha hai ....
Pj- wo Hq gayi DSP sir ka call aaya tha aap phone pr thi isliye unhone hame bataya hai aapko batane ke liye ....
Kuch kam tha Ms ....Hm- Nhi wo bas.... And her phone beep ..
She looked at and smile on msg .. ..
Ks- Hamne dawai kha liya hai .... HQ late honge aap khana kha lijiye .....
Pj- kya hua Ms .... Kiska MSG hai jo aap muskura Rahi hai ....
Koi ladaka pasand aaya apko uska MSG aaya hai .... Saying excited.....
Hm- relax Pj Aisa kuch nahi hai.... Aur MSG Ks ka hai .... Unko late hone wala hai khana khane ke liye kah rahi thi ....
Pj- unka MSG making sad face ....
Hame laga .....
Hm- ab aap ammi ki tarah shuru mat ho jayiye .... Ham jaise hai bahot acche hai aur bahot khush bhi ....
P- khush to hogi na jinki Dost Ks hai .... Sab kitna manate hai aap dono ko ....
Pj and Hm looked back that voice .....
Janavi comes in thana .... With bright smile ....
Hello everyone I am back .....
Hm- hi , tum yaha kaise .....
J- Km se Milne aayi hu aur kya ....
Pj- Km nahi hai wo Hq gayi hai ....
J- ha to kya hua me unka wait karungi ....
Hm- unhe aane me wakt lag jayega tum apna Kam karke aao badme ....
J- nahi is baar to milke hi jaugi aur dekhana Km bhi muje dekhkar khush hongi ..... Are afterall sabse badi fan hu me unki ....
Ss- excuse me .... Sabse badi fan me hu Km ki ..... Aur tum shayad bhool gayi hogi tum unke group se out ho ab ....
J- pata hai tumne Kara hai ye pr dekhana Km khud kahegi tumhe add krne ke liye aur phir tum kuch nahi kr paogi ....
Hm- tum kuch jyada hi confident nahi ho ....
Kya Ks tumhe janati hai jo tumhare kahne pr ye sab krengi ....
J- Ms .... Mujhe baat hi kuch aise hai jo mujhe mana hi nahi kr payegi dekh lijiye aap ..... Aur dekhana kuch hi dino me unke sabse acche dost aur unke sabse karib apne honge mein .... sab hamari dosti pr naaz krenge ....
Hm feel little jealous.....
Ss- dekh lenge .... Aayi badi ....
Hm- ss shant hoyiye ..... Kuch kam tha aisehi aayi hai Police ka time barbaad krne kyunki hame bahot kaam hai .....nahi to police ka time barbad krne ke jurm me aapko andar daal dete hai ....
Kyunki hame to bahot bura lagega Aisa krne me .... Saying sarcasmly.....
J- acha .... And give mischievous smile ....dekhate hai .....
Aur waise bhi aap mujhe andar nahi daal payengi aap janati nahi me kaun hu ..... Mujhe sirf Km se fark padata hai .....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's