❤️❤️Part 69❤️❤️

815 87 35
                                    

To be continued.....

Hm-are ..... Samajti nahi hai ......
Ho gai gussa dekhate hai baad me ..... Pahle ye to kare khatam ......

Aur dekho gusse me hamse kaha bhi nahi .... Ek aur ......

Nahi to hamesha kahati rahati hai....

Kya kare ham inka......

Ks -Suniye .......

Hm immediately looking with smile to door but face fall  with sadness....

Ks back face to her and she is on call .....

But Ks being Ks ..... She knows Hm looking at her and she said .....

Ks -Suniye......

Ammi ...... Aapki beti ne hamari mood ki maiya karke rakhi hai ..... Kya hai boring si.....

Everyone looking at her shockingly..... And Hm also ......

Hm think .....ab to hamari lag hi hai .....

Ks - Ammi .....aapki hath ki kheer khane se hi hamara mood thik hoga .....

Ab kya bataye aapko ammmi ..... Jane bhi dijiye kya kare ham thahare Jr .... To .....

Hm looking at her but Ks back face her but her face have mischievous smile .....

Ks-pr Ammi aap plz unse kuch mat kahiyega .....

Bas aap kheer banaye hamare liye .... Thik rakhte hai .....

Ks cut call .....

And Ks smile looking at Ss and Pj.....

But here Hm situation different.....

She knows Ks drama....and here phone ring with name Ammi.....

Hm think phone uthaye ya na uthaye .....uthayenge to bhi dhat khayenge aur nahi to aur bhi .... Khair utha hi lete hai ....

Hm immediately picked phone .....

Ammi -kya Kiya tune ab ..... Kyu pareshan karti rahati hai meri bacchi ko .....

Hm-ammi hamne kuch nahi kiya  ....

Ammi-ammi hu Teri sab samjati hu ....

Wo bechari Teri har baat sunati hai isliye tu usse order ke naam pr kuch bhi kahati hai ....

Kyu tuje shamil hona uski Khushi me ....

Hm-ammi aap janati bhi unhone kya Kiya hai .....

Ammi-mujhe sab pata hai ..... Khamaka meri bacchi ka mood kharab Kiya .....

Kheer bhej doongi thodi der me ..... Apne hatho se khila Dena ....

Hm-Ammi itna kuch aapko pata hai to aapko bhi pata hai unke khudke hath hai wo kha lengi .....

Ammi-thik hai .... Bolati usse wo khale pr ha yaha Lakhnow me bahot sare Ghar hai tum bhi koi ek dekh lena .....

Hm-Ammi..... ammi.....suniye to ....

Kat diya ..... Ye ammi bhi na .....

But here Ks hearing all this and suppress her smile behind file .....

Before Hm looked her she immediately doing her working ..... Jaise Hm ko pata na Lage ki inhe sab pata hai .....

Hm looked from her cabin to Ks .....

Hm think-inhe dekhiye..... Kaise aaram se baithi hai file me apna sar dalkar .....

Hame pareshan karke ab khush hongi .....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now