❤️❤️Part 124❤️❤️

691 88 125
                                    

To be continued previous part......

Hm hurriedly drive to station.....

As Billu say ..... She tensed.....

She can't understand how she handle Ks ......

Before how face her and what was Ks do ....

Because she very well known.....

Jab Ks gussa hai to wo kuch bhi nahi sunegi .....

Hm say herself.....

Sabko lagata hai ki Ks hamari baat sunati hai .....

Ham samjhayenge to wo samaj jayegi .....

Ek ham hi hain unke gusse ko shant kar sakate hai .....

Par ab kya bataye .... Hame khud tension ho rahi hai .....

Bhari hue bandook ko to sambhal sakte the ....

Par ab jo barood bani hogi usse kaise sambhale.....

Jis tarah billu bata raha tha ..... Kam se 4-5 to kantap to khati chuka hai .....

Uske ek kantaap ka wajood hamare gaal se gaya nahi bechare ki kya halat hue hogi .....

Hm remember Ks words .....

Jab hamara buddhi khanak jati hai na ..

Ham Asli HM ka bhi nahi sunate the ....

Hm- sahi kahati hai wo ..... Jhoot thodi kahati hai .....

Aur hamse jyada aur kisi aur kya ye baat pata hongi .....

Sach me kisi ki nahi sunati .....

Na jane phir kitana bhi unhe sunana pade ....

Ya fir unke khilaaf kuch bhi action ho ....

Unhe koi fark nahi padata .....

Bas Mann me aa gaya kr diya ....

Aur abhi to khud kaha hai unhone ....

Ham jo bhi karenge .... Uske jimmedar wo khud hogi nahi MPT aur na hi ham .... official letter dekar baithi hai .....

Ya allah ..... Pata nahi kya kar rahi hogi .... Wo akdu Singh ....

Bas hame himmat dena aap ....

Ki ham unhe samja paye aur wo samaj jaye ....aur unke is gusse ko shant Kara paye .... Jo harkat hamne ki hai pata nahi ab uska reaction kya milega hame .....

In her own thoughts she reached in MPT .....

Billu hurriedly comes to her ....

Bc- Ms ..... Acha hua aap aa gai .... Mujhe to samaj hi nahi aa raha ki me kya karu. ...

Wo Km .....

Hm-Billu kaha hai Karishma....

Bc-wo .... KM ko bahot gussa aaya .....

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 15 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now