❤️❤️Part 71❤️❤️

845 97 30
                                    

To be continued.....

Hm goes near Ks .....

Hm- Hame baat karani hai aapse abhi .....

Ks- Ms .... Hame.....

Before Ks said something she faint on floor.....

Hm- Ks ......

Ks kya hua aapko ......

Ks uthiye......

Pj-, chita ,Santu......

They all immediately come in Hm cabin .....

Pj-Kj..... Kya hua aapko ..... Kj....

Hm- jaldi se Dr ko bulao Santu .....

Ks achanak se behosh hue hai ......

Chaliye inhe room me lekar chalte hai .....

Hm immediately pick up in her arm and going to room .....

All behind Hm .....

Hm carefully Ks ko bed pr rakhti hai ....

Aur Ks ko dekhati hai .....

To Ks ki body pr bahot sweat ho gai thi ....

Wo sweat tap karti hai .....

But Ks ko tej  bukhar tha .....

Hm- Pj .... Ks ko to bahot tej bukhar hai ....

Ss Dr ko call Kiya ya nahi aapne ....

Ss to Ks ko dekhake darr hi jati hai ....

Hm- Ss .....

Ss- ji..... Ji ..... Ms mene Kiya hai .... Aate hi honge .....

Hm- Pj aap patiya layiye ....

Dr ke aane tak Hm thande Pani ki pattiya rakhati hai ....

Hm kuch kahati nahi hai .... Unka pura dyan Ks pr tha ..... ..

Thodi der baad Dr aate hai aur Ks ko check karte hai .....

Hm- kya hua hai inko .... Kyu achanak behosh ho gai ye ....

Dr- shayad kisi baat ka bahot stress liya hai inhone ..... Usi ki wajah se behosh ho gai hai....

Hm- pr Dr.... Inhe tej bukhar bhi hai aur body to sweat se latpat thi .... Wo bhi achanak ....

Dr looked to Ks .....

And then Ss ....

Dr- Achanak se kuch bhi nahi hota MM.....

Dil me kuch ho tabhi to stress hoga aur shayad aapko pata na ho ....

Kahi baar sirf dawai asar nahi karti ..... Jabtak aapka mind usse khud support na kare .....

Hm- hame samaj nahi aa raha hai kuch ....

Dr- Ks ko aaram ki jrurat hai.... Shayad kuch Aisa hua hai jiska darr ya fir Aisa jo wo kabhi nhi chahati ho wo ho gaya ho .... Kabhi kabhi achanak kuch aise samne ho jata hai jiska asar bahot gahara hota hai .... Shayad wo dobara ho ya fir usase related ho to stress ho jata hai aur aise Panik attack ...mera matlab behosh ho jata hai ....

Hm- Panik attack .....

Dr-I am sorry.... Me behosh kahana  chah rahi thi ... Upar se Ks ko astama hai to isi wajah se ....

Waise abhi kuch der aaram krne dijiye .... Thodi der me unhe hosh aa jayega .....

Bas time pr dawai lene ko boliye aur unka khass dyan rakhiye MM . .. .

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now