❤️❤️Part 94❤️❤️Short Bonus 😜😜

657 86 49
                                    

Sab bonus ka bol rahe hai chota hi sahi update Kiya ......but aage ke liye thoda wakt chahiye.....

To be continued previous part......

Hm room .....

Ks is laying on bed in unconscious state .....

Hm come in her room ......

Hm heavily take her step towards Ks ......

She regain Every memory with Ks .....

Every step flashback comes in front of her .....

How Ks hold her hand when she regain her memory and hold it near her heart....

She sits beside Ks ......

She looked Ks ..... Jo behosh thi ......

A tear fells from Hm eyes ......

She kiss her forehead deeply........

Hm- aaj bhi aapke is halat ke jimmedar ham hi hai Ks .....

Kash hamne aapse wo kaha nahi tha .... Aapko firse ye Panik attack nahi aata .....

Kaise badkismati hai aapki Ks .....

Jisse aap itna pyar karti hai ..... Jiss dost ke liye aapko apne Jaan ki jara bhi parvah nahi hai ..... Wahi aapke liye saja ban gayi hai .... Aapke dukh ki wajah ban gayi hai .....

Dost kis liye hote hai .... Ki apne dost ka har gam baat le ,uski pareshani kam kre ,usko har takleef se bachaye .....

Aur hame dekhiye .... Aapki har dard ki , takleef ki wajah sirf aur sirf ham hai ....

Hm take her hand in her hand .....

Hm- kyu aap aise hai Ks ..... batayiye hame kyu hai aap aisi .....

Kyu nahi sochati apne bare me ....

Manate hai nahi sochati khudake bare me magar kam se kam hamare bare me to soch liya hota .....

Aaj ham aapko kho dete ..... Hamesha ke liye .....

Hamara kya hota ..... Kaise rahte ham aapke bina .....

Socha aapne hamare bare me ..... Bas hamari takleef dikhi aapko ..... Hamara dil nhi .....

Nhi dikha aapko ki hame aapki jarurat hai ,hadd se jyada jarurat hai .....

Aapke bina ham bhi kuch nhi hai Ks .....

Kab samjengi aap ......

Aapko chot lagati hai to hame bhi dard hota hai hame bhi takleef hoti hai .....

Pr kya fayda hai hamara aapke sath hone ka .......

Pata hai aapko hame yaha kitana dard ho raha hai .....

Aur janati hai kyu .....

Aapko hamari jarurat thi aur ham aapke sath nahi the Ks .....

Sath hokar bhi anjaan bane rahe hai ,

Aapko dard ko dekhakar bhi ye samajate rahe ki aap Ks hai sambhal lengi sabko....

Sabko to sambhal liya aapne pr khud ka ye haal kar diya .....

Sabse bada dard hamara ye hai Ks .....ki aap pareshan thi aur ham aapke pass nahi the .....

Aap ro Rahi thi aur ham aapke aasu pohach nahi paye .....

Aapke pass baithakar aapke overthinking ko ham dur nhi kar paye ......aur us wajah aaj aapki ye halat hai .....

Hamara sabse bada dard ye hai ki .....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now