To be continued.....
In thana .....
Pj- Ms .... Ye kya tha .... Km aur aapke bich kya hua hai .....
Nahi matlab Aisa kabhi nahi hua hai ki Aap ne kaha aur Kj nahi aayi aapse milane aur ye tabhi ho sakata hai .... Jab wo gussa ho wo bhi bahot jyada. ....
Hm- Aapko tension lene ki jarurat nahi Pj. .... Ha ye baat sach hai ki wo gussa hai ..... Pr aap janati hai na jab wo gussa hoti hai to wo nahi sunati kisiki baat .....
Unke dil me jo tufan abhi hai .... Ham me se koi nahi samaj sakata pr unhe shant karana jaruri tha .... Jo shayad hamne kr diya hai ....
Pj- aur aapko ye kaise pata .....
Hm- chuckle.....
Hm-bas hamne mahsoos kiya hai .... Jab hamne unhe apne gale lagaya tha ....
Pj Tajurba kahata hai hamara lafz jhoote ho sakate hai pr ehsaas nahi .....
Aur ham janate unhe yahase wo isi wajah se gayi hai kyunki gusse me wo kuch galat na kahe ham sabse ..... Khass krke hame .....
Pr ham mana lenge unhe .....
Pr hamara chodiye .... Aapka kya ....
Aapko to dhamki dekar chali gayi hai ki wo Lalla ko batayengi ..... Ha hame pata hai wo nahi kahengi pr gussa to ho gai na wo ......
Pj- ye baat sahi kahi aapne .... Ab hame bhi papad belane padenge. ....
Ss- Pj .... Papad belane se Km man jayengi to aap bhi waisa hi kijiye Ms .....
Pj- Ammma jadbuddhi.... Wo bas kahte hai ...
Ss- Pj ..... Jadbuddhi nahi .....
Pj- Ammma bhak .....
Hm scratching her ear .....
Hm- waise Pj aap kaise manati hai unhe jab wo gussa ho jati hai to ....
Pj- unke pasand ka khana banake .... Unhe Jo pasand hai wo khila dete hai .... Fir maan jati hai .... Pr dikkat ye hai ki sabkuch banana padata hai .... Pata nahi chalata kya khakar unka mood thik ho ....
Aaj Tak nahi bataya unhone hame ki kya khakar unko acha mood ho jata hai .... Isliye ham sab bana dete hai ....
Hm thought.....
Aap apni bahurani ko samaj nahi payi ....
Isi bahane se aap sab unke pasand ka bana deti hai .... Fir wo kyu bataye ki unhe kya pasand hai ....
Aapka to khane se ho jayega .... Pr ham hamara kya kre ....
Aakhir kaise ye Bhari Bandook ko manaye ....
-----------------------------_---------------------------
In Hm room .....
Hm roaming here and there. .....
Hm- pata tha hame ye kabhi nahi sudharengi ......
Shayad isliye kah rahi thi aap jhel payengi....
Hamne to bahot hoshiyarime kaha tha jhel lenge. .... Hmmm bhugato khud hi ....
Kam se Kam puch to lete jab wo gussa ho to manaye kaise ....Pahle ka acha tha .... Sorry bole sab thik ....na uske aage koi baat na koi bakwas....
Nahi nahi pr abhi ka bahot acha hai ye ruthana manana to hota hai doston me iske alawa koi maja hai kya ....
Aur ye J kam thi jo ye Ak bhi aa gaya hai .....
Allah logo ke pyar ke bich log aate hai aur hame dekhiye hamare to dosti me bhi aap rukawat dal rahe hai. .... Kyu kr rahe hai aap aise..... Hamne kaha tha na aapse ham unhe kisi se share nhi krenge .... To ye aafat ki dukan hamare sar pr kyu .....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's