❤️❤️Part 107❤️❤️

665 88 50
                                    

To be continued previous part .....

Hm idhar udhar ghum Rahi thi apne hath piche rakhakar bahot gusse se .....

Aur ss ,Pj , Ammi unke samne bas chupchap khade the .....

Unki himmat hi nahi ho rahi thi ki Hm se kya kahe ......

Kyunki jis tarah se unka mood tha pichale dino se ..... Sabko alag hi darr tha kahi kuch kahe aur wo apni istifa na Dena pade .....

Aaj 10 din ho gaye the Ks ka kuch pata nahi chal raha tha .....

Hm har mumkin koshish ki thi Ks ko dhundne ki par Ks ki kuch khabar nahi thi ....

Ks jabse chali gai thi na usne kisiko call Kiya tha ..... Na wo kaha ja rahi hai kisi kuch pata nahi tha .....

Jaise Ks ne sabse connection hi Tod diya tha ....

Na uski kuch kabar thi na wo kisike contact main thi .....

Aur isi baat se frustration me Hm thi .....

Kaha hai wo , kaisi hai wo , kya kar rahi hai , unhe kuch bhi khabar nahi thi....

Hm ne har mumkin koshish ki thi .... Par Ks ka kuch pata nahi tha ....

Hm ko Ks ki bahot jyada parvah ho rahi thi aur unhe pata tha Ks ka ye faisala unki wajah se hi tha .....

Par wo unhe apni aankho ke samne dekhana chahati thi , gussa ,narajagi unhe sab manjoor tha par Ks to gayab ho gai thi. ....

Aur isi baat ki unhe tension thi .....

Ss to Pj..... slowly say ....

Ss- Ms ....aisi kyu ghum Rahi hai .....Km ne sahi kaha tha Ms Gabbar hai dekhiye usi ki tarah ghum Rahi hai ....kabse hame aise khada kiya hai .....
Bas inke hath me belt ki kami hai aur pakdakr kahengi ki are wo Santu  .... Kaha hai Ks .....

Pj- tumhari Km ki meharbani hai ye ..... Itna hi lag raha hai na to jao dekar aao na belt .....

Ss- acha .... Ms ye lijiye Mera belt ab aap puri Gabbar ke get up Main aa jayengi .....

Hm- kya kaha aapne ..... Raising voice....

Ss- wo Pj kah rahi thi Ms.... Main to bas ....

Pj- Kya Santu kuch bhi ..... Ham kaha kuch .....

Hm- pure 10 din ho gaye hai .....Ks ko ham dundh rahe hai .... Par unki koi khabar nahi ....

Hamne apne network ko active kiya unhe kuch pata nahi aur billu ne bhi apne network se kuch pata nahi .....

Iska matlab wo khud nahi aana chahati hamare samne .....

Pj- wo thik to hogi na ....

Hm- ha pj ..... Wo thik hi hongi ..... Hamara dil hamse kah raha hai ....

Ammi- Teri wajah se hua ye sab .....

Hm- aap to kuch boliye hi maat ....

Aapke laad pyar ne unhe bigad kar rakha hai .... Ye aisi gair jimmedar harkat hamse nakabil bardasht hai ....

Aur unko badhava aapse hi hai ..

Hamari shaqq ki najar aap par hai .... Infact aap tino par .....

Ss, pj, Ammi- kya ......

Hm- Ham bahot aaram se puch rahe hai ki .... Kaha hai Ks .....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now