To be continued previous part ......
Jai Hind .....
After hearing voice. .... Hm shocked and say slowly....
Abhitak to thik hi tha sabkuch aur ham bhi pr ab aage ka pata nhi. ..... Ham to ab bilkul thik nhi. ......
Ks- chinta mat kijiye ab ham aa gaye na dekhiye sab thik hoga .....
Hm - thik hoga ya ulata hoga ... Ye Allah hi Jane .....
Ks- hmmm .... Samaj sakte hai .... Ha ham hai thoda ulati khopadi ke to aapka ye anuman sahi ho sakata hai ....
Hm- thoda ....
Ks- ha thoda bas itna ..... Doing her hand action with small size ......
Hm raising her eyebrows...
Hm- Aap kitna sidhi hai ye hame bata Rahi hai ....
Ks- hmmm , ye to acchi baat hai ki aap janati hai ham sidhe - sadhe hai ....adjusting her collar with proud ......
Hm- Drama Singh .... Ye apna drama band kijiye.... Ham DSP Sir nahi nahi Ammi jo aapke drame me aa jaye .....
Ks- Ammi ke samne konsa drama Kiya hai .... Kya kuch bhi ....
Hm- Acha to wo kya tha ..... Plz Ammi hame maaf kijiye , aapki narajagi hamse sahi nahi ja rahi hai ,Sar patak patak ke jaan de denge .....ahh hame to lag raha hai
Matlab Sach me Ks ...and she laugh loudly....she control herself.....
Are wo to aapse bhi aage wali drame wali nikali .....unka ye hoonar hame pata nahi tha .... DSP sir ki wife ko phone kiya .....
Aur ye sab aapka kiya hai aur ye ham bahot acchese janate hai ..... Aur ham.....
Hm stopped talking she looked Ks
Ks just stare her ..... with smile .....
Hm- Kya aise kyu dekh rahi hai hame .... Kuch laga hai kya hamare chehare par ....
Ks nodded in no .....
Hm- to fir .... Aise hasengi na to log pagal samjenge aapko .....
Ks again smile and going near Hm .....
And bend little and looking Hm eyes .....Ks- hame koi fark nahi padata log kya kahate hai .... Ham to hai hi aapke Pagal Singh ....
Jo aaj tak aap bulati hai kalse shayad duniya hame isi naam se bulaye .....
Hm- Aur aapko ye acha lagega .....
Ks- kyu nahi ..... Aapka diya hua naam hame kyu acha nahi lagega..... Duniya bhale hi hame us naam se bulaye pr jab aap hame bulati hai ya kahati hai wo ehsas sirf ham janate hai koi aur nahi ..... Aur na kisike Aisa pukarane se hame wo feel hoga jab aap hame kahati hai "Pagal Singh"
Hm face glowing with smile .....
Ks- Ek minute aise rukiye .....
Ks Hm ko dekhati hai aur apne finger se unke eyelashes ka kajal nikalati hai aur Hm ke kaan ke piche tika laga deti hai .....
Hm- Ks ye .....
Ks- Aaj 10 din baad aapki ye dimple wali smile dekhi hai ..... Aapki is hasi ko kisi ki najar na Lage Ms .....
Ham to kajal lagvate nahi pr aap lagati hai to khudako rok nahi paye .....
Aapko bura laga ho to maaf kijiye hame .....
Hm keep her palm Ks cheek....
Hm- Aapke hote hue hame kaise kisiki najar lag sakati hai ..... Aap hai na hamesha hamare sath ......

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfic(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's