To be continued....
In thana.....
After time Ks came on her desk ....
Ss- Km wo aapka parcel aaya hai ....
Ks - Santu hamara parcel .....
Ss- Gift type ka hai aap dekh lijiye .... Wo andar thi isliye meine le liye .....
Ks- acha thik hai dekhate hai .....
Pj- are aapko kaun gift bhejega .....
Ss- Shayad J ne bheja hoga ....
And same time Hm came from Jim ....
Pj- ab wo kyu inhe gift bhejegi .....
Ss- Aaj Km ne usse case se nirdosh sabit Kiya hai ..... Uska future bachaya hai to isliye bheja hoga .....
Pj- ha sakata hai pichale baar itna mehanga phone layi pata hai na tumko ....
Inhone ne hi kuch jadoo tona kiya hoga ....
Ks goes near Pj....and say angrily....
Ks- ha kiya hai hamane jadoo tona.... Ham hi hai jinhnone usase kaha hai tumhara yu hame yu chipkana acha lagata hai .... Hamare karib rahana acha lagata hai ....
Isliye hame aakar chipakati rahate hai ....
Aapko dikkat hai .....Hai aapko dikkat.... To bataye .......
Pj-kya .... Kya .... Ham Thane me hai .....
Ks- yahi baat aap yaad rakhiye.... Pj.... saying Angrily....
Ss- ohhhh .... Tabhi me sochu wo itna mujhe..... Ss ko itana attitude kyu dikhati hai .....
Jab bhi aapke sath hoti hai to mujhe aur Ms ko bhi alag alag looks deti rahati hai .....
Kyunki aapne usase kaha hai .....haina Ms...
Saying with masumiyat....Aane do use wapis batati hu usko .... Aise kahke koi kisike karib thodi hota hai dil se hona chahiye.... Wo andar se aawaj aane chahiye..... Tabhi rishta banata hai nahi to uska koi matlab nahi .....
Hm- waah kya baat kahi hai aapne Ss....
Aur jo ruh me basa ho usse isse hi kahne se door to nahi kiya ja sakata.....
Looking to Ks .....rishta jodana aur todana aasan hai pr wo rishta nahi jo aapki saanson me basa ho .... Dil ki gahrai me uski har baat basi ho.... Jinki ek dusare ki dhadkan se jindagi Judi hue ho ......
Kya ye utana aasan hai .... Bas kahane se usase dur Jana.....
Ks-utana mushquil bhi nahi hai ..... Than le to insaan kya kuch nhi kr sakata....
Log to Chand tak pohach gaye hai aur aap rishte ki baat kr rahi hai .....
She also looking back to Hm. ....
Ks words hit Hm heart .... Now she angrily looking at Ks .....
And there mind conversation started.....
Ks in mind - pata hai Ms .... Aap hame baad me dekhengi .....
Hm in mind - haaa.... Haaa..... Ye badi aasani se samjegi..... Aur jo samjana hai wo nhi samjegi haina....
Ks in mind- ham kyu samje ....aap samajti hai ....
Hm in mind- to samja dijiye na .... Jaisa ham aapko samjate hai .... Wo bhi pyar se .... And give mischievous look Ks....
Ks in mind- hame nhi aata pyar se samjana ..... Hame bas gussa, mukka ,aur lath hi aata hai .... And glare Hm....
Hm in mind- thik hai to hame bhi lagava dijiye .... Pr yaha nahi .... Akele me ....thoda to raham kr dijiye ham pr .... Wo kya haina hamari thodi to respect kijiye....

YOU ARE READING
Yaariyan - Teri meri(KAREENA)
Fanfiction(KAREENA Friendship)Love is not only made for lover's. It is also for Friends who love each other better than Lover's